59:01
|
17:03
|
1:41
|
1:00
|
33:08
|
2:56
|
Woh Ali (a.s) Jisy Kay Fazail Dushmano Nay Bughz Aur Doston Nay Khof Ki Waja Say Chupaye! - Urdu
وہ علیؑ جس کے فضائل دشمنوں نے بُغض اور دوستوں نے خوف کی وجہ سے چُھپائے! || آیاتٌ بیّناتٌ || حافظ سید محمد حیدر...
وہ علیؑ جس کے فضائل دشمنوں نے بُغض اور دوستوں نے خوف کی وجہ سے چُھپائے! || آیاتٌ بیّناتٌ || حافظ سید محمد حیدر نقوی
Woh Ali (a.s) Jisy Kay Fazail Dushmano Nay Bughz Aur Doston Nay Khof Ki Waja Say Chupaye! || Ayaat-un-Bayyinaat || Hafiz Syed Muhammad Haider Naqvi
#FazaileMaulaAli #Ayaat_un_Bayyinaat #SyedMuhammadHaiderNaqvi
More...
Description:

5:37
|
Description of Yazeeds wife "Hind" [URDU]
Qafla-e-Hussaini ko Damishq laye janay ke kuch dinon baad aik aurat Yazeed ki biwi Hind k pass ayi aur kaha:
"Kuch qaidi laye gaye hain jin mein aksariat aurton ki hai. Lakin mujhe maloom nahin...
Qafla-e-Hussaini ko Damishq laye janay ke kuch dinon baad aik aurat Yazeed ki biwi Hind k pass ayi aur kaha:
"Kuch qaidi laye gaye hain jin mein aksariat aurton ki hai. Lakin mujhe maloom nahin k wo kon hain. behtar hai k aap ayen aur haqeeqat maloom karein".
Hind Uthi aur Umda libaas pehna, chaadar orhi aur khaadma ko hukm dia k qaid-khanay mein us k liay kursi lagayi jaye.
Hind Kursi per baith gayi.
Bibi Zainab(S.A) ne ghaur se is aurat ki taraf dekha tou pehchaan lia k ye Hind binte Abdullah hai, jo arsa pehlay Ameer-ul-Momineen(A.S) k ghar mein khaadma thi.
Bibi Zainab(S.A) ne Bibi Umm-e-Kulsoom(S.A) se farmaya:
"Kia aap ne pehchaana, ye Hind Binte Abdullah hain"
Donon bibion ne khaamoshi se apnay saron ko neechay jhuka lia ta-k Hind un ki taraf mutawajja na ho. Lakin Hind ghaur se bibion ko dekh rahi thi, is liay agay barh kar pucha:
"Behen, aap donon ne apas mein guftugoo kar k apnay saron ko jhuka lia, kia koi khaas baat hai?"
Bbion ne koi jawab na dia.
Hind: "Behen, aap kis ilaaqay se hain?"
Sani-e-Zahra(S.A) khamosh na reh sakeen aur farmaya:
"Hum Madina k rehnay walay hein".
Hind ne suna tou ahtraman khari ho gayi aur kaha:
"Kia aap Madina walon ko jaanti hain!?"
Zainab(S.A): "Aap kin Madina walon k mutalliq daryaft karna chahti hain?"
Hind: "Mein apnay aaqa Imam Ali(A.S) k gharanay k mutalliq daryaft karna chahti hun"
Zainab(S.A): "Tum ALI(A.S) k gharaanay ko kaisay jaanti ho?"
Hind (Imam ki yaad mein ashk-bar hotay huay):
"Mein us ghar mein khaadma thi, aur kaam kia karti thi. Mujhe Us ghar se bauhat muhabbat hai"
Zainab(S.A): Tum Us ghar k kin afraad ko jaanti ho?
Hind: Mein Imam Ali(A.S) ki aulaad ka haal maloom karna chahti hun. Mein Hussain(A.S), Aulaad-e-Hussain(A.S) aur Imam ki paak-baaz sahabzaadion ka haal ahwaal aur khairiat maloom karna chahti hun.
Zianab(S.A) - rotay huay:
"Aye Hind! Agar Aal-e-Ali k mutalliq puchti ho tou suno!
Hum(Aulaad-e-Ali) Madina chor chukay hain aur Un ki Aal ki shahadaton ki khabar Madina pohnchaanay k muntazir hein.
Agar HUSSAIN ki haalat se ba-khabar hona chahti ho tou suno! Yazeed k samnay jo ser maujood hai jis se wo lutf-andoz hota hai, wo HUSSAIN ka ser hai.
Agar ABBAS-e-JARRI ka puchti ho tou hum un k Jism k tukray aur BE-SER laashay sarzameen-e-Karbala per chor aanay per majboor kar diay gaye!
Agar Aulaad-e-Hussain ka puchti ho tou wo beemaar naujawan jo shuddat-e-dard ki waja se chalnay per qaadir nahin hai, wohi Hussain k betay ZAIN-ul-ABIDEEN(A.S) hein!
Agar Banaat-e-Ali ka puchti ho, tou MEIN hi ZAINAB BINTE ALI, aur ye UMM-e-KUSLOOM hain.
Hind rotay huay: Wa Amma! Wa Sayyada! Wa Hussaina!
Kaash! Kaash mein andhi hoti Banaat-e-Fatima(S.A) ko is haalat mein na dekhti!
Shuddat-e-Jazbaat mein Hind ne aik pathar apnay ser per maara, jis se khoon jaari hua aur wo ghash kha gayi.
Hind ne Zainab(S.A) ko apnay sarhaanay paaya, jo us se farma rahi theen:
"Hind! utho apnay ghar jao! Aisa na ho tera shauhar Yazeed tujh per ghazab-naak ho!"
Hind: "Khuda ki qasam! Jub tak Aba-Abdullah Hussain ka matam na kar lun, aur Aap Hashmi khawateen ko ghar na le jaun, mein wapas na jaun gi!"
Hind uthi, libaas chaak kiay huay aur ser-barahna Yazeed k pass ayi jo darbaar mein damishq k wuzra aur hawaarion k darmiaan betha hua tha.
Hind: Aye Yazeed! Kia tu ne Ser-e-muqaddas-e-Hussain, farzand-e-Rasool ko darwaza k kinaaray NAIZAY per latkaanay ka hukm dia hai!?
Yazeed jo saltanat, aish o ishrat ka taaj pehnay takht per takkia lagaye baitha tha, achaanak apni zauja ki ghier-mardon k samnay ye haalat dekhi tou maaray gairat k apni jagah se utha aur usay chaadar urhaatay huay bola:
"Khuda lanat karay Ibn-e-Ziyad per, jis ne jald-baazi ki aur Hussain(A.S) ko qatal kia!"
Hind: "Aye Yazeed! Waaye ho tujh per! Meray mutalliq GHAIRAT se kaam letay ho!
Dukhtar-e-Rasool Zahra(S.A) ki betion k mutalliq teri ghairat kaha gayi!?
Tu ne un ki chaadarain cheeneen, aur un muqaddas khawateen ko gali kocha o bazaar mein aashkaar kia, aur unhein zindaanon mein qaid kar k khud chain o sukoon ki neend sona chahtay ho!
Khuda ki Qasam! Jub tak inhein meray saath nahin bhejo ge, mein tumharay ghar mein qadam nahin rakhun gi!"
Is waqiay aur apnay khilaaf aag ki tarah tezi se phailtay hui logon ki nafraton ki waja se yazeed pareshaan rehnay laga, aur usay ahsaas ho gaya k jis ALLAH aur RASOOL k naam ko dabanay aur Jis Deen k khaatmay k khuwab Us k baap daada ne dekhay thay, wo Aal-e-Rasool ko qatal kar k bhi buri tarah nakaam ho raha hai aur qareeb hai k jazbaat aur nafrat mein koi us k khilaaf baghaawat khari kar k us ka khaatma kar de lihaaza bil-aakhir wo Aseeraan-e-karbala se buri tarah wehshat khaanay laga, aur kuch din pehlay tak jin ka mazaq uraya karta tha, aur un se lutf andoz hota tha, ko Riha karnay k baray mein sochnay laga, ta-k us ki hakoomat bachi rahay.

55:16
|
Talk Show | Hamary Maktab Me | Halat e Hazra | حالاتِ حاظرہ | Episode-2 | Urdu
مدارسِ امامیہ پاکستان کی طرف سے دنیا بھر کے مومنین کے لئے ایک بہترین پروگرام کی صورت میں اس ٹاک شو کا انعقاد...
مدارسِ امامیہ پاکستان کی طرف سے دنیا بھر کے مومنین کے لئے ایک بہترین پروگرام کی صورت میں اس ٹاک شو کا انعقاد کیا گیا ہے۔ جس میں روزمرہ پیش آنے والے حالات و واقعات کے حوالے سوالات کے علمی جوابات، اسلامِ ناب کے حقیقی چہرے سے آشنائی کے لئے جید اور مستند علماء کرام اور ماہرین سے مستند جوابات لئے جائیں گے۔
اس پروگرام میں اپنے سوالات شامل کرنے کے لئے ہمارے واٹس ایپ نمبر پر اپنا نام، شہر، ملک
لکھ کرارسال کریں۔
اس پروگرام میں بات کریں گے
۔ ایران صدارتی الیکشن
۔ افغانستان سے امریکہ کا انخلاء
۔ کرونا ویکسین
۔ عارف شاہ کاظمی کی امام علی ع کی شان میں گستاخی
1:56 Election sy pehle Rehber e Muazzam k Khitab ki waja ?
9:41 Ayatullah Ibrahim Raesi ki maqbooliat ki waja ?
18:59 Nizam e Wilayat e Faqih aur Jamhoori nizam me kya farq hy ?
25:43 Iran aur dosry jamhoori mumalik k in elections me kya farq hy ?
31:50 Afghanistan sy America ky nikalny sy Pakistan per Asraat ?
40:57 Covid-19 Vaccine ki Haqeeqat kya hy ? Kya lagwana chahie ?
48:36 Ayatullah Seestani ka Covid-19 Vaccine k lie Fatwa kya hy ?
50:51 Molana Arif Ali Shah Kazmi ny kya Mola Ali a.s. ki shan me gustakhi ki the ?
Is Program me bat karengey
. Iran ky Sadarti Election
. Afghanisatn se america ka inkhila
. Corona Vaccine
. Arif Shah Kazmi ki Mola Ali a.s. ki shan me Gustakhi
#IranElection2021
#Iran
#Election2021
#IbrahimRaeesi
#Inqilab
#Afghanistan
#ArifShahKazmi
#Gustakhi
#ImamAli
#CoronaVaccine
#Corona
#Covid-19Vaccine
#Vaccination
#AyatullahSeestani
#RehbareMuazzam
#AyatullahKhamnei
#Qom
#Qum
#WiladateMasooma
#HamareMaktabMe
Subscribe our Channel
youtube.com/madariseimamiapakistan
Like our Facebook Page
facebook.com/madariseimamiamip
Join our Telegram
t.me/mipmultimedia

55:17
|
Talk Show | Hamary Maktab Me | Halat e Hazra | حالاتِ حاظرہ | Episode-2 | ہمارے مکتب میں Urdu

हमारे विद्यालय में
इस टॉक शो का आयोजन पाकिस्तान के मदरसों द्वारा दुनिया भर के विश्वासियों के लिए एक उत्कृष्ट कार्यक्रम के रूप में किया गया है। जिसमें दैनिक परिस्थितियों और घटनाओं से संबंधित प्रश्नों के वैज्ञानिक उत्तर, इस्लाम के असली चेहरे से परिचित होने के लिए गंभीर और आधिकारिक विद्वानों और विशेषज्ञों से प्रामाणिक उत्तर मांगे जाएंगे।

Video Tags:
IranElection2021,2021
iran
election,iran
elections
2021,iran
election
2021
live,iran
election
2021
news,iran
elction
2021,iran
election
2021
polls,iran
election
2021
result,iran
election
2021
results,iran
election
2021
analysis,iran
president
election
2021,iran
elections,election
of
iran,elections
in
iran,arif
shah
kazmi,arif
hussain
shah
kazmi,kazmi,arif
shah
kazmi
majlis,majlis
arif
shah
kazmi,moulana
arif
shah
kazmi,moulana
arif
shah
kazmi
khauf
e
khuda
29:03
|
29:11
|
29:55
|
[Clip] علماء کیوں متحد نہیں ہوتے؟ Ustaad Jawad Naqvi - Urdu
ulama k andar ilmi jang ko b khatam kiya ja sakta hai, aqeedati jang b khatam ho sakti hai or nazariati jang b khatam ho sakti hai pir kiyon muttahid nahi hotay. ?? uski waja hai ikhlaqi kamzoriyan...
ulama k andar ilmi jang ko b khatam kiya ja sakta hai, aqeedati jang b khatam ho sakti hai or nazariati jang b khatam ho sakti hai pir kiyon muttahid nahi hotay. ?? uski waja hai ikhlaqi kamzoriyan jo insaan ko andar say maghloob kar daiti hain. jab hamaray andar khud khuwahi or anaa aa jati hai tab aik hi imaam k pairokaar alag alag raston par chalnay lagtay hain. yai rasta tarbiat say hal hoga. yai rasta jihad akbar say tay hoga. ham us waqt ghalbay say bahir ayengay jab apnay andar say maghloobiat ki jang jeet jayengay. imam khumaini nay apni kitab jihad akbar mai is baat ka zikar kiya gaya hai.
Syed Agha Jawad Naqvi\'s Majalis from 11th - 20th Safar 1433 being held at IRC

9:38
|
تبدیلی کا محور. آغا سید جواد نقوی. - Urdu
Imam Ali a.s: jo deen mai kisi aik shakhsiat say mutasir ho kar aik rastay say ata hai wo kal kisi dosri shakhsiat say mutasir ho kar dosray rastay say chala jata hai
Durust rastay ka intikhab b...
Imam Ali a.s: jo deen mai kisi aik shakhsiat say mutasir ho kar aik rastay say ata hai wo kal kisi dosri shakhsiat say mutasir ho kar dosray rastay say chala jata hai
Durust rastay ka intikhab b durust waja say hona chaiyay.
Syed Jawad Naqvi ka IRC mai khitaab. for full lecture visit
www.islamimarkaz.com

3:09
|
5:17
|
12 Imam Series | Imam Hussain a s | Imam e Soyam | 3rd Imam - Urdu English
Short History about the life of Imam Hussain a.s. , the 3rd imam. Syed ul Shuhada, Shaheed e Karbala.
Wo imam Jin ki waja sy Deen e Islam ko baqa naseeb howi.

5:44
|
6:40
|
کتاب حقوقِ زن در اسلام [3] | عورت کی آزادی کے نعرے کی اصل وجہ | Urdu
اس درس میں ان اصل وجوہات کو بیان کیا گیا ہے جن کو بنیاد بنا کر حقوقِ نسواں کی بات کی جانے لگی اور اس بات کی طرف...
اس درس میں ان اصل وجوہات کو بیان کیا گیا ہے جن کو بنیاد بنا کر حقوقِ نسواں کی بات کی جانے لگی اور اس بات کی طرف اشارہ کیا کہ مساوی حقوق ملنے کا مطلب کیا ہے؟
محترمہ فاطمہ جیوانی
More...
Description:
اس درس میں ان اصل وجوہات کو بیان کیا گیا ہے جن کو بنیاد بنا کر حقوقِ نسواں کی بات کی جانے لگی اور اس بات کی طرف اشارہ کیا کہ مساوی حقوق ملنے کا مطلب کیا ہے؟
محترمہ فاطمہ جیوانی
Video Tags:
noorulwilayah,
production,
kitab,
huquq,
zan,
Islam,
orat,
azaadi,
na\'arey,
waja,
huquq,
niswan,
ishara,
musawi,
mohtarma,
fatema,
Jiwani,
6:23
|
تعارفِ نہج البلاغہ [2] | نہج البلاغہ کی وجہ تسمیہ | Urdu
اس درس کے اہم نکات:
سید رضی نے اس کتاب کا نام نہج البلاغہ کیوں رکھا؟
علماء اس نام کے بارے میں کیا فرماتے ہیں؟...
اس درس کے اہم نکات:
سید رضی نے اس کتاب کا نام نہج البلاغہ کیوں رکھا؟
علماء اس نام کے بارے میں کیا فرماتے ہیں؟
مولانا سید احمد علی نقوی
More...
Description:
اس درس کے اہم نکات:
سید رضی نے اس کتاب کا نام نہج البلاغہ کیوں رکھا؟
علماء اس نام کے بارے میں کیا فرماتے ہیں؟
مولانا سید احمد علی نقوی
Video Tags:
noorulwilayah,
production,
nehjulbalagha,
ta\'aruf,
waja,
tasmiya,
sayyid,
razi,
nam,
ulama,
molana,
ahmed,
ali,
naqvi,
9:18
|
Eid e Zehra Kya he ? | Hamary Maktab Me | Maah e Rabil Awwal ki Munasibaten | Urdu
Eid e Zehra Kya he ? | Hamary Maktab Me | Maah e Rabil Awwal ki Munasibaten
Eid e Zehra ki History aur manany ki Waja ? Aur Is eid ko kis tarha manaya jae.
Episode 3

8:29
|
تفسیر سورہ مریم [1] | سورہ کی وجہ تسمیہ | Urdu
اس درس کے اہم نکات:
سورتوں کے ناموں کو کس نے انتخاب کیا؟
سورہ مریم کو مریم کیوں کہا جاتا ہے؟
مولانا محمد...
اس درس کے اہم نکات:
سورتوں کے ناموں کو کس نے انتخاب کیا؟
سورہ مریم کو مریم کیوں کہا جاتا ہے؟
مولانا محمد کمیل نورانی
More...
Description:
اس درس کے اہم نکات:
سورتوں کے ناموں کو کس نے انتخاب کیا؟
سورہ مریم کو مریم کیوں کہا جاتا ہے؟
مولانا محمد کمیل نورانی
Video Tags:
noorulwilayah,
production,
tafseer,
sura,
maryam,
waja,
tasmia,
nam,
intikhab,
molana,
muhammad,
kumail,
noorani,
16:52
|
Talk Show | Hamary Maktab Me | Ali k Sath he Zehra ki Shadi |علی کے ساتھ ہے زہرا کی شادی| Episode-3
Talk Show | Hamary Maktab Me | Ali k Sath he Zehra ki Shadi |علی کے ساتھ ہے زہرا کی شادی| Episode-3 | ہمارے مکتب میں
1st Zilhaj - Aqd e Hazrat Ali a.s. o Hazrat...
Talk Show | Hamary Maktab Me | Ali k Sath he Zehra ki Shadi |علی کے ساتھ ہے زہرا کی شادی| Episode-3 | ہمارے مکتب میں
1st Zilhaj - Aqd e Hazrat Ali a.s. o Hazrat Fatima Zehra s.a. Bht Mubarak.
Speaker : Profession Dr. Zahid Ali Zahidi
Is Program me Janiye :
1:04 Aqd e Mola Ali a.s. and Hazrat Fatima s.a.
6:35 Kya Jahaiz Lanat he ? Janab e Fatima s.a. ne kya Jahaiz Dia ?
10:05 Ideal Shareek e Hayat Kesi honi chahie ?
14:00 Nakam Shadio ki Waja kya he ?
अनुबंध हज़रत अली (अ) और हज़रत फ़ातिमा (अ.
1:04 अक़द ए मोला अली ए.एस. और हज़रत फ़ातिमा स.
6:35 क्या जहाज़ लानत हे? जनाब ए फातिमा स. जहाज ने क्या किया?
10:05 आदर्श शारिक ए हयात केसी होना चाहिए?
14:00 नाकाम शादी की वजह क्या है?

5:03
|
امام رضاؑ کو رؤوف کہنے کی وجہ | استاد مسعود عالی | Farsi Sub Urdu
امام علی رضا ؑ کے القاب میں سے ایک، رؤوف ہے اور اسکا ذکر امام محمد تقی علیہ السلام سے ماثور زیارت میں ہوا ہے،...
امام علی رضا ؑ کے القاب میں سے ایک، رؤوف ہے اور اسکا ذکر امام محمد تقی علیہ السلام سے ماثور زیارت میں ہوا ہے، یوں تو ائمہ علیہم السلام میں سے ہر ایک الہٰی صفات کا مظہر ہے اور اسی لئے ہرامام اپنی جگہ رؤوف ہے لیکن امام رضاعلیہ السلام کے علاوہ کوئی دوسرا امام اس لقب سے ملقب نہیں ہے اور امام جواد علیہ السلام سے ماثور زیارت کی رو سے یہ لقب آپ سے مخصوص ہے۔
تمام ائمہ علیہم السلام میں صرف امام رضا علیہ السلام کو ہی امام رؤوف کے لقب سے کیوں ملقب کیا گیا ہے؟ اس سوال کے جواب میں علامہ طباطبائی نے کیا فرمایا ہے؟ اور معنی کے اعتبار سے رافت اور رحمت کے درمیان کونسی نزاکت پائی جاتی ہے اور ان دونوں کےمابین کیا فرق ہے؟ ان تمام تر سوالات کے جوابات کو آپ، حجت الاسلام والمسلمین استاد مسعود عالی کی اس ویڈیو میں مشاہدہ کر سکتے ہیں۔
#ویڈیو #استاد_عالی #امام_رضا #درد #رحمت #تکلیف #زیارت #مہربان #برداشت

Wilayat,
Media,
WilayatMedia,
defae,
defae
muqadas,
enqelab,
imam,
imam
khamenei,
iran,
enqelab
islami,
islam,
iraq,
hukumat,
ustad,
ustad
masud
Aali,
imam
reza,
taklif,
ziarat,
mehrban,
bardasht,
imam
reza
ko
raof
kehne
ki
waja,