3:31
|
Jis Taraf Bhi Rukh Karo Gay Allah Hr Taraf Mojood Hy | Ayaat-un-Bayyinaat | Hafiz S. Haider Naqvi | Urdu
جس طرف بھی رخ کرو گے اللہ ہرطرف موجود ہے! || آیاتٌ بیّناتٌ || سورۃ بقرہ آیت ۱۱۵ || حافظ سید محمد حیدر نقوی
Jis Taraf...
جس طرف بھی رخ کرو گے اللہ ہرطرف موجود ہے! || آیاتٌ بیّناتٌ || سورۃ بقرہ آیت ۱۱۵ || حافظ سید محمد حیدر نقوی
Jis Taraf Bhi Rukh Karo Gay Allah Har Taraf Mojood Hay! || Ayaat-un-Bayyinaat || Surah-e-Bqra Ayat 115 || Hafiz Syed Muhammad Haider Naqvi
وَلِلَّـهِ الْمَشْرِقُ وَالْمَغْرِبُ ۚ فَأَيْنَمَا تُوَلُّوا فَثَمَّ وَجْهُ اللَّـهِ ۚ إِنَّ اللَّـهَ وَاسِعٌ عَلِيمٌ ﴿١١٥﴾
Spread the message!
Share this video!
#Allah #Ayaat_un_Bayyinaat #SyedMuhammadHaiderNaqvi
More...
Description:

6:59
|
52:19
|
39:00
|
30:16
|
5:57
|
Clip - Arbaeen Islam Ki Taraf Dawat - Dr Rahim Pur Azghadi - Farsi Sub Urdu

...
اربعین، اسلام کی طرف دعوت!
ایام اربعین میں اس قدر عزاداروں کا...
Clip - Arbaeen Islam Ki Taraf Dawat - Dr Rahim Pur Azghadi - Farsi Sub Urdu
...
اربعین، اسلام کی طرف دعوت!
ایام اربعین میں اس قدر عزاداروں کا کربلا میں جمع ہونا اسلام کی طرف ایک منفرد انداز سے دعوت
ڈاکٹر رحیم پور ازغدی
صفر المظفر ،2015
👤 Fb.com/Wisdomgateway
🎬 Shiatv.net/u/Wisdomgateway
📱 Tlgrm.me/Wisdomgateway

7:09
|
49:16
|
9:30
|
43:45
|
Khuda Ke Taraf - 2nd Ramazan - - 26th Apr 2020 - Urdu
Topic: Khuda Ke Taraf
Maulana Syed Arif Hussain Kazmi
Maulana Syed Ali Reza Jan Kazmi
Maulana Syed Mohammad Reza Jan Kazmi
Topic: Khuda Ke Taraf
Maulana Syed Arif Hussain Kazmi
Maulana Syed Ali Reza Jan Kazmi
Maulana Syed Mohammad Reza Jan Kazmi
45:58
|
Khuda Ke Taraf - 6th Ramzan - 30th Apr 2020 - Urdu
Khuda Ke Taraf
Host: Agha Ali Moosvi
Guest: Maulana Syed Arif Hussain Kazmi, Maulana Syed Ali Reza Jan Kazmi, Maulana Syed Muhammad Reza Jan Kazmi.

56:45
|
Khuda Ke Taraf -13 Ramazan 1441/2020 - Urdu
Khuda Ke Taraf Host: Agha Ali Moosvi
Guest: Maulana Syed Arif Hussain Kazmi, Maulana Syed Ali Reza Jan Kazmi, Maulana Syed Muhammad Reza Jan Kazmi.
Khuda Ke Taraf Host: Agha Ali Moosvi
Guest: Maulana Syed Arif Hussain Kazmi, Maulana Syed Ali Reza Jan Kazmi, Maulana Syed Muhammad Reza Jan Kazmi.
1:59
|
Agar Meri Taraf Sy Tumhary Paas Hidayat Aye! | Ayaat-un-Bayyinaat | Hafiz Muhammad Haider Naqvi | Urdu
اگر میری طرف سے تمہارے پاس ہدایت آئے! || آیاتٌ بیّناتٌ || سورۃ بقرہ آیت ۳۸ || حافظ سید محمد حیدر نقوی
Agar Meri Taraf Sy...
اگر میری طرف سے تمہارے پاس ہدایت آئے! || آیاتٌ بیّناتٌ || سورۃ بقرہ آیت ۳۸ || حافظ سید محمد حیدر نقوی
Agar Meri Taraf Sy Tumhary Paas Hidayat Aye! || Ayaat-un-Bayyinaat || Surah-e-Bqra Ayat 38 || Hafiz Syed Muhammad Haider Naqvi
قُلْنَا اهْبِطُوا مِنْهَا جَمِيعًا ۖ فَإِمَّا يَأْتِيَنَّكُم مِّنِّي هُدًى فَمَن تَبِعَ هُدَايَ فَلَا خَوْفٌ عَلَيْهِمْ وَلَا هُمْ يَحْزَنُونَ ﴿٣٨﴾
#KhudaKiTarafSyHidayat #Ayaat_un_Bayyinaat #SyedMuhammadHaiderNaqvi

6:56
|
Bohat Say Ahle Kitaab Tumhain Imaan Kay Baad Dubara Kufr Ki Taraf Palta Daina Chaty Hain | H.I. Haider Naqvi | Urdu
بہت سے اہلِ کتاب تمہیں ایمان کے بعد دوبارہ کُفر کی طرف پلٹا دینا چاہتے ہیں! || آیاتٌ بیّناتٌ || سورۃ بقرہ آیت...
بہت سے اہلِ کتاب تمہیں ایمان کے بعد دوبارہ کُفر کی طرف پلٹا دینا چاہتے ہیں! || آیاتٌ بیّناتٌ || سورۃ بقرہ آیت ۱۰۶ تا ۱۱۰ || حافظ سید محمد حیدر نقوی
Bohat Say Ahle Kitaab Tumhain Imaan Kay Baad Dubara Kufr Ki Taraf Palta Daina Chaty Hain! || Ayaat-un-Bayyinaat || Surah-e-Bqra Ayat 106 till 110 || Hafiz Syed Muhammad Haider Naqvi
مَا نَنسَخْ مِنْ آيَةٍ أَوْ نُنسِهَا نَأْتِ بِخَيْرٍ مِّنْهَا أَوْ مِثْلِهَا ۗ أَلَمْ تَعْلَمْ أَنَّ اللَّـهَ عَلَىٰ كُلِّ شَيْءٍ قَدِيرٌ ﴿١٠٦﴾ أَلَمْ تَعْلَمْ أَنَّ اللَّـهَ لَهُ مُلْكُ السَّمَاوَاتِ وَالْأَرْضِ ۗ وَمَا لَكُم مِّن دُونِ اللَّـهِ مِن وَلِيٍّ وَلَا نَصِيرٍ ﴿١٠٧﴾ أَمْ تُرِيدُونَ أَن تَسْأَلُوا رَسُولَكُمْ كَمَا سُئِلَ مُوسَىٰ مِن قَبْلُ ۗ وَمَن يَتَبَدَّلِ الْكُفْرَ بِالْإِيمَانِ فَقَدْ ضَلَّ سَوَاءَ السَّبِيلِ ﴿١٠٨﴾ وَدَّ كَثِيرٌ مِّنْ أَهْلِ الْكِتَابِ لَوْ يَرُدُّونَكُم مِّن بَعْدِ إِيمَانِكُمْ كُفَّارًا حَسَدًا مِّنْ عِندِ أَنفُسِهِم مِّن بَعْدِ مَا تَبَيَّنَ لَهُمُ الْحَقُّ ۖ فَاعْفُوا وَاصْفَحُوا حَتَّىٰ يَأْتِيَ اللَّـهُ بِأَمْرِهِ ۗ إِنَّ اللَّـهَ عَلَىٰ كُلِّ شَيْءٍ قَدِيرٌ ﴿١٠٩﴾ وَأَقِيمُوا الصَّلَاةَ وَآتُوا الزَّكَاةَ ۚ وَمَا تُقَدِّمُوا لِأَنفُسِكُم مِّنْ خَيْرٍ تَجِدُوهُ عِندَ اللَّـهِ ۗ إِنَّ اللَّـهَ بِمَا تَعْمَلُونَ بَصِيرٌ ﴿١١٠﴾
Spread the message!
Share this video!
#BaniIsrael #Ayaat_un_Bayyinaat #SyedMuhammadHaiderNaqvi

46:24
|
🔴 Live - Khuda Ki Taraf - Ep 2 Friday -3rd Ramazan 16th Apr 2021 - Urdu
🔴 Live - Khuda Ki Taraf - Ep 2 Friday -3rd Ramazan 16th Apr 2021
Molana Syed Arif Hussain Kazmi
Molana Syed Ali Reza Jan Kazmi
Molana Syed Mohammad Reza Jan Kazmi
Host Ali Mousavi
Uk...

Uk
Pk
Iran

47:00
|
🔴 Live - Khuda Ki Taraf - Ep 2 Friday -6th Ramazan 19thApr 2021 - Urdu
🔴 Live - Khuda Ki Taraf - Ep 2 Friday -3rd Ramazan 16th Apr 2021 Molana Syed Arif Hussain Kazmi Molana Syed Ali Reza Jan Kazmi Molana Syed Mohammad Reza Jan Kazmi Host Ali Mousavi Uk Pk Iran

Bohat sakoon sai khuda kee taraf - Urdu Noha
Bohat sakoon or sukoon sai khuda kee taraf - Urdu Noha. Shuja Rizvi-Qamar Hasnain Qamar 2010

11:46
|
3:41
|
Clip - Imam Hussain as Ki Aagahana Shahadaton Ki Taraf Dawat - H.I. Ali Murtaza Zaidi - Urdu

..
کلپ-امام حسینؑ کی آگاہانہ شہادتوں کی طرف دعوت!
حجۃ الا...

حجۃ الا سلام سید علی مرتضیٰ زیدی
محرم الحرام،2015
Follow Us:
👤 Fb.com/Wisdomgateway
🎬 Shiatv.net/u/Wisdomgateway
📱 Tlgrm.me/Wisdomgateway
More...
Description:
Clip - Imam Hussain as Ki Aagahana Shahadaton Ki Taraf Dawat - H.I. Ali Murtaza Zaidi - Urdu
..
کلپ-امام حسینؑ کی آگاہانہ شہادتوں کی طرف دعوت!
حجۃ الا سلام سید علی مرتضیٰ زیدی
محرم الحرام،2015
Follow Us:
👤 Fb.com/Wisdomgateway
🎬 Shiatv.net/u/Wisdomgateway
📱 Tlgrm.me/Wisdomgateway
57:58
|
Khuda Ke Taraf - 9th Ramazan 2020 Bibi Khadija pbuh - Urdu
Host: Agha Ali Moosvi
Guests: Maulana Syed Arif Hussain Shah Kazmi, Maulana Syed Ali Reza Jan Kazmi, Maulana Syed Mohammad Reza Jan Kazmi

0:08
|
14:54
|
[13]Imam a.s ki Makkah se Rawangi aur Kufa ki taraf kooch | Maulana Muhammad Nawaz - Urdu
#Waqia_e_Karbala #Audio_Series #Muhammad_Nawaz
[Audio Series]
[آڈیو سیریز]
[13]Waqia e Karbala | واقعہ کربلا
Topic: Imam a.s ki Makkah se Rawangi aur Kufa ki taraf...
#Waqia_e_Karbala #Audio_Series #Muhammad_Nawaz
[Audio Series]
[آڈیو سیریز]
[13]Waqia e Karbala | واقعہ کربلا
Topic: Imam a.s ki Makkah se Rawangi aur Kufa ki taraf kooch
عنوان: امام ؑ کی مکّہ سے روانگی اور کوفہ کی طرف کوچ
Speaker:Maulana Muhammad Nawaz
خطاب: مولانا محمد نواز
Duration: 14:53
دوران:۱۴:۵۳
Follow us on Social Media:
ShiaTv:
https://www.shiatv.net/user/MuhammadNawaz110
TheMuslimTv:
https://www.themuslimtv.net/u/MuhammadNawaz110
Facebook:
https://www.facebook.com/molanamuhammadnawazofficial
YouTube:
https://www.youtube.com/channel/UCiJkOSzcj5QM8HpXg073c8g

0:41
|
1:57
|
Zindagi ki Mushkilat - Urdu
Zindagi may mushkilath ki mukhthalif wujuhath may
aik walidain ki taraf tawajo na daina aur
waldain ka ahtharam na karna hay...
Zindagi may mushkilath ki mukhthalif wujuhath may
aik walidain ki taraf tawajo na daina aur
waldain ka ahtharam na karna hay
--------------------------------------------------------------------------------
Follow Me
facebook : www.facebook.com/alihasnainhusaini
instagram : www.instagram.com/alihasnainhusaini

Description of Yazeeds wife "Hind" [URDU]
Qafla-e-Hussaini ko Damishq laye janay ke kuch dinon baad aik aurat Yazeed ki biwi Hind k pass ayi aur kaha:
"Kuch qaidi laye gaye hain jin mein aksariat aurton ki hai. Lakin mujhe maloom nahin...
Qafla-e-Hussaini ko Damishq laye janay ke kuch dinon baad aik aurat Yazeed ki biwi Hind k pass ayi aur kaha:
"Kuch qaidi laye gaye hain jin mein aksariat aurton ki hai. Lakin mujhe maloom nahin k wo kon hain. behtar hai k aap ayen aur haqeeqat maloom karein".
Hind Uthi aur Umda libaas pehna, chaadar orhi aur khaadma ko hukm dia k qaid-khanay mein us k liay kursi lagayi jaye.
Hind Kursi per baith gayi.
Bibi Zainab(S.A) ne ghaur se is aurat ki taraf dekha tou pehchaan lia k ye Hind binte Abdullah hai, jo arsa pehlay Ameer-ul-Momineen(A.S) k ghar mein khaadma thi.
Bibi Zainab(S.A) ne Bibi Umm-e-Kulsoom(S.A) se farmaya:
"Kia aap ne pehchaana, ye Hind Binte Abdullah hain"
Donon bibion ne khaamoshi se apnay saron ko neechay jhuka lia ta-k Hind un ki taraf mutawajja na ho. Lakin Hind ghaur se bibion ko dekh rahi thi, is liay agay barh kar pucha:
"Behen, aap donon ne apas mein guftugoo kar k apnay saron ko jhuka lia, kia koi khaas baat hai?"
Bbion ne koi jawab na dia.
Hind: "Behen, aap kis ilaaqay se hain?"
Sani-e-Zahra(S.A) khamosh na reh sakeen aur farmaya:
"Hum Madina k rehnay walay hein".
Hind ne suna tou ahtraman khari ho gayi aur kaha:
"Kia aap Madina walon ko jaanti hain!?"
Zainab(S.A): "Aap kin Madina walon k mutalliq daryaft karna chahti hain?"
Hind: "Mein apnay aaqa Imam Ali(A.S) k gharanay k mutalliq daryaft karna chahti hun"
Zainab(S.A): "Tum ALI(A.S) k gharaanay ko kaisay jaanti ho?"
Hind (Imam ki yaad mein ashk-bar hotay huay):
"Mein us ghar mein khaadma thi, aur kaam kia karti thi. Mujhe Us ghar se bauhat muhabbat hai"
Zainab(S.A): Tum Us ghar k kin afraad ko jaanti ho?
Hind: Mein Imam Ali(A.S) ki aulaad ka haal maloom karna chahti hun. Mein Hussain(A.S), Aulaad-e-Hussain(A.S) aur Imam ki paak-baaz sahabzaadion ka haal ahwaal aur khairiat maloom karna chahti hun.
Zianab(S.A) - rotay huay:
"Aye Hind! Agar Aal-e-Ali k mutalliq puchti ho tou suno!
Hum(Aulaad-e-Ali) Madina chor chukay hain aur Un ki Aal ki shahadaton ki khabar Madina pohnchaanay k muntazir hein.
Agar HUSSAIN ki haalat se ba-khabar hona chahti ho tou suno! Yazeed k samnay jo ser maujood hai jis se wo lutf-andoz hota hai, wo HUSSAIN ka ser hai.
Agar ABBAS-e-JARRI ka puchti ho tou hum un k Jism k tukray aur BE-SER laashay sarzameen-e-Karbala per chor aanay per majboor kar diay gaye!
Agar Aulaad-e-Hussain ka puchti ho tou wo beemaar naujawan jo shuddat-e-dard ki waja se chalnay per qaadir nahin hai, wohi Hussain k betay ZAIN-ul-ABIDEEN(A.S) hein!
Agar Banaat-e-Ali ka puchti ho, tou MEIN hi ZAINAB BINTE ALI, aur ye UMM-e-KUSLOOM hain.
Hind rotay huay: Wa Amma! Wa Sayyada! Wa Hussaina!
Kaash! Kaash mein andhi hoti Banaat-e-Fatima(S.A) ko is haalat mein na dekhti!
Shuddat-e-Jazbaat mein Hind ne aik pathar apnay ser per maara, jis se khoon jaari hua aur wo ghash kha gayi.
Hind ne Zainab(S.A) ko apnay sarhaanay paaya, jo us se farma rahi theen:
"Hind! utho apnay ghar jao! Aisa na ho tera shauhar Yazeed tujh per ghazab-naak ho!"
Hind: "Khuda ki qasam! Jub tak Aba-Abdullah Hussain ka matam na kar lun, aur Aap Hashmi khawateen ko ghar na le jaun, mein wapas na jaun gi!"
Hind uthi, libaas chaak kiay huay aur ser-barahna Yazeed k pass ayi jo darbaar mein damishq k wuzra aur hawaarion k darmiaan betha hua tha.
Hind: Aye Yazeed! Kia tu ne Ser-e-muqaddas-e-Hussain, farzand-e-Rasool ko darwaza k kinaaray NAIZAY per latkaanay ka hukm dia hai!?
Yazeed jo saltanat, aish o ishrat ka taaj pehnay takht per takkia lagaye baitha tha, achaanak apni zauja ki ghier-mardon k samnay ye haalat dekhi tou maaray gairat k apni jagah se utha aur usay chaadar urhaatay huay bola:
"Khuda lanat karay Ibn-e-Ziyad per, jis ne jald-baazi ki aur Hussain(A.S) ko qatal kia!"
Hind: "Aye Yazeed! Waaye ho tujh per! Meray mutalliq GHAIRAT se kaam letay ho!
Dukhtar-e-Rasool Zahra(S.A) ki betion k mutalliq teri ghairat kaha gayi!?
Tu ne un ki chaadarain cheeneen, aur un muqaddas khawateen ko gali kocha o bazaar mein aashkaar kia, aur unhein zindaanon mein qaid kar k khud chain o sukoon ki neend sona chahtay ho!
Khuda ki Qasam! Jub tak inhein meray saath nahin bhejo ge, mein tumharay ghar mein qadam nahin rakhun gi!"
Is waqiay aur apnay khilaaf aag ki tarah tezi se phailtay hui logon ki nafraton ki waja se yazeed pareshaan rehnay laga, aur usay ahsaas ho gaya k jis ALLAH aur RASOOL k naam ko dabanay aur Jis Deen k khaatmay k khuwab Us k baap daada ne dekhay thay, wo Aal-e-Rasool ko qatal kar k bhi buri tarah nakaam ho raha hai aur qareeb hai k jazbaat aur nafrat mein koi us k khilaaf baghaawat khari kar k us ka khaatma kar de lihaaza bil-aakhir wo Aseeraan-e-karbala se buri tarah wehshat khaanay laga, aur kuch din pehlay tak jin ka mazaq uraya karta tha, aur un se lutf andoz hota tha, ko Riha karnay k baray mein sochnay laga, ta-k us ki hakoomat bachi rahay.

Ahle Sunnat Aalim Kabhi Bhi Banddokh Ki Nok Per Islam Nahin Pehla Hay - Peace Shia Sunni Unity - Urdu
Ahle Sunnat Aalim \"Tehrik Taliban Pakistan Nay Ahle Sunnat Kay Qoakaf Ko Qubool Kar Lia Hay. Hum Yeh Samjhtay Hain Kay Bismillah Karain Aien Ap Apnay Hatiyar Rakhain Aur Hum Baithay Hain Iss...
Ahle Sunnat Aalim \"Tehrik Taliban Pakistan Nay Ahle Sunnat Kay Qoakaf Ko Qubool Kar Lia Hay. Hum Yeh Samjhtay Hain Kay Bismillah Karain Aien Ap Apnay Hatiyar Rakhain Aur Hum Baithay Hain Iss Mein Hum Hukumat E Waqt Se Aur Security Idaron Se Bhi Appeal Kartay Hain Kay Aiye Ap Bhi Bismillah Karain Hum Aik Jaga Per Baithtay Hain Humara Ahle Sunnat Ka Moaqaf Yeh Hay. Tehrik Taliban Ki Taraf Se Jitnay Bhi Iqdamaat Kiye Jarahay Hain Jaisa Kay Masajid Madaris Ko, Jaisa Kay Security Idaron Ko, Aqeeliyaton Ko, Aur Aam Shehrion Ko Nishana Banatay Hain. Hum Yeh Samjhtay Hain Keh Yeh Jihad Nahin Hay. Yeh Fasad Fil Arz Hay Aur Iss ko Hat Kar Ab Aman Ki Taraf Jana Chahiye Aur Hum Yeh Samjhtay Hain Kay Yeh Taliban Ka Yeh Iqdam Bilkul Shariyat Kay Munafi Hay. Yeh Bilkul Bhi Jihad Nahin Hay. Apni Khoish Saahat Ko Jihad Ka Nam Dey Lain. Apnay Tarzay Amal Ko Islam Ka Nam Dey Lain Tou Yeh Kisi Soraat Bhi Munasib Nahin Hoga. Albata Aaj Jo Baat Ki Hay Keh Unay Ahle Sunnat Kay Qoaqaf Ko Qubool Kiya Aur Hamara Challenge Jo Manazaray Ka Tha Uss Ko Acept Karlia Tou Iss Mein Bari Khoshi Ki Baat Hay Ab Hukumat Ko Apni Zimaydari Pori Karni Chahiye. Security Idaron Ko Apni Zimaydari Pori Karni Chahiye... .... .........
.......Kabhi Bhi Banddokh Ki Nok Per Islam Nahin Pehla Hay. Kabhi Bhi Talwar Kay Zor Per Islam Ki Dawat Nahin Di Gai Hay. Kabhi Bhi Apnay Moaqif Ko Banddokh Ki Nok Se Nahin Manwaya Giya. Han Taliban Apni Baat Imposed Karahay Hain Yeh Theek Nahin Hay. Taliban Dehshatgerdi Ka Bazar Garam Kiye Hoa Hain Samjhtay Hain Yahi Quran Aur Hadees Kay Mutabiq Hay. Hum Unko Challenge Ki Aiye Quran Aur Hadees Ki Roshani Mein Hamary Ulema Kay Sath Baithain Lahore Hay Pakistan Kay Kisi Khitay Mein Baithain Islamabad Quetta Peshawer Karachi Jahan Ap Ka Gi Chahay Ab Ap Bismillah Karain Waqat Dain Jaga Batain Aur Hukumat Iss kay Liye Monasib Iqdamat Karay.\"

2:42
|
Ayetullah Müctehidi Tehranî♦️Zulüm🔥 - Farsi sub Trukish
Ayetullah Müctehidi Tehranî
♦️Zulüm🔥
İmam Sadık (a.s.) buyuruyorlar ki: \\\"Günahların bölümleri vardır.\\\"(işlediğimiz günahların).
Bazı...

Bazı günahlar var ki; nimetleri değiştiriyor, nimetleri senden alıyorlar ya da onları değiştiriyorlar. Ve o nedir?
Nimeti değiştiren günahlar zulümdür, diye yazılmıştır.
Kumeyl duasında da var:
\\\"اَللّهُمَّ اغْفِرْ لِي الذُّنُوبَ الَّتي تُغَيِّرُ النِّعَمَ\\\"
Evet bu rivayette diyor: O günah ki nimeti değiştiriyor (onları bağışla Allah\\\'ım).
İyi bir oğlun vardı ama şimdi yolunu şaşırdı, neden?
Çünkü sen günah işledin, bu nimet değişti.
Daha düne kadar harika bir çocuktu ama şimdi sigara içiyor, eroin kullanıyor. Neden?
Çünkü sen günah işledin. Eğer sen günah işlemeseydin o nimet değişmeyecekti.
İyi, ahlaklı bir bayandı ama bugün birden kötü ahlaklı oldu.
Ben gelini, damadı olan birini tanıyorum; eşini boşadı. Gelini damadı vardı, 50 yıl birlikte yaşadılar. Eşi kötü ahlaklı oldu. Bilmiyorum ne oldu da aralarında anlaşmazlık oldu.
O halde bazı günahlar vardır ki nimetleri değiştiriyor. Ve o neydi? Söyleyin; zulümdü.
Zulüm nedir? Moturuna gaz vererek komşuna eziyet ediyorsun. Birisi gece evin arkasında motoruna gaz veriyor ve ben uyanıyorum, bu zulümdür.
Birisi bir yere misafirlerliğe gidiyor ve orada sigara içen kişinin sigarasının dumanı zulümdür.
Ben gitmiyorum rahatım, onlar gidiyorlar.
O sigara içenin sigarasının dumanından eşin çocuğun da etkileniyorsa bu da zulümdür.
Biz çok fazla zulüm yapıyoruz. Ve sonra diyoruz ki neden böyle oldu?! Zulmettin ve Allah nimeti elinden aldı veya nimeti değiştirdi. Zulümü her zaman bıçağı alıp birinin karnını delik deşik etmek olarak düşünüyoruz, sanıyoruz ki zulüm budur.
Sigara içtiğinizde eğer dumanı başkasını rahatsız ederse buda zulümdür. Bağırırsanız zulümdür. Motora gaz verirseniz zulümdür. Arabanızı sokağın başına park ettiniz ve başka bir araç dönüp sokağın diğer tarafına gitmek istiyor ama gidemiyor.
Hastası var hastaneye yetiştirmek istiyor; aracını öyle bir yerde park etmiş ki başka bir araç sokağın diğer tarafına geçmek istiyor ama geçemiyor, bu zulümdür.
O kadar zulüm var ki, keşke vaiz bunları söyleseydi de bin tane yol gösterseydi. Arabanı sokağın başına park etme, milletin evinin arkasına park etme, evin garajın önüne park etme, bazen caminin garajının çıkışına hem araç park ediyorlar, müderris girip çıkmak istiyor ve sıkıntı yaşıyor, zulüm çoktur. Ondan sonra diyorlar neden benim oğlum kötü oldu, neden benim eşim kötü ahlaklı oldu, neden komşum kötü oldu. O halde nimetleri değiştiren günahlar nedir anladınız mı?! Zulümdür. Kumeyl duasında da gece gündüz okuyoruz;
\\\"اَللّهُمَّ اغْفِرْ لِي الذُّنُوبَ الَّتي تُغَيِّرُ النِّعَمَ\\\",
(Allah\\\'ım nimetleri değiştiren günahlarımı bağışla)
Şimdi nimetleri değiştiren günahlar belli oldu. Nedir? Zulümdür.

7:12
|
[Nauha] MATAMI KE HATH | Ahmed Raza Nasiri | Muharram 1442/2020 Urdu
Bismi Rabbil Hussainع
MATAMI KE HATH | Ahmed Raza Nasiri Nohay 2020 | New Nohay 2020 | Muharram 1442 | Noha 2020
Connect with AhmedRazaNasiri: 👉https://cutt.ly/2yMHcSQ
Ahmed Raza Nasiri...
Bismi Rabbil Hussainع
MATAMI KE HATH | Ahmed Raza Nasiri Nohay 2020 | New Nohay 2020 | Muharram 1442 | Noha 2020
Connect with AhmedRazaNasiri: 👉https://cutt.ly/2yMHcSQ
Ahmed Raza Nasiri | Muharram 2020/1442
#MatamikeHath #AhmedRazaNasiriNohay #Nohay2020
Video info.
Title | Matami ke hath
Reciter | Ahmed Raza Nasiri
Poetry | Yasir Abbas Shah
Composition | Sayed Zaire Naqvi (Canada)
Chorus | Own Rizvi and team
Translation | Sister Samar e Zehra
Audio | ODS
Video | Studio 14
Creatives | Shuja Gfx
==============================
Kindly join us:
YouTube | https://rb.gy/c1xhvk
Facebook | https://rb.gy/atz3bj
Instagram | https://rb.gy/rs74ty
SoundCloud | https://soundcloud.com/ahmed-raza-nasiri
Twitter | https://twitter.com/ahmedrazanasiri
==============================
● NOHA - L Y R I C S ●
MATAMDAARO AYE AZADAARO SALAMAT RAHO
YE MATAMI KE HATH HAIN
YE MATAMI KE HATH
YE MATAMI KE HATH HAIN YE MATAMI KE HATH
JO THI DUA BATOOL KI YE HAIN USSI KE HATH
HAIN ZINDAGI KE HATH YAHI BANDAGI KE HATH
MUKHTAR IS TARHA SE NAHI HAR KISI KE HATH
CHAHAIN TO YE QAZA KI BHI GARDAN DABOOCH LAIN
JAB JEE KARAIN YAZEED KE CHEHRE KO NOOCH LAIN
YE MATAMI KE HATH HAIN
YE MATAMI KE HATH
JANNAT TARASHNE KA HUNAR JANTE HAIN YE
WALIYO KA KAAM HAI YE MAGAR JAANTE HAIN YE
HOTA HAI ZEIR KAISE ZABAR JAANTE HAIN
KHULTA HAI KAISE GAIB KA DAR JANTE HAIN YE
AATE HAIN EK PAL ME ZAMANO ME GHOOM KAR
ABBAS KE ALAM KE PHARERE KO CHOOM KAR
YE MATAMI KE HATH HAIN
YE MATAMI KE HATH
TAKBEER ME UTHE TO FALAK CHOO KE AAGAE
JHUK KAR RUKO ME APNA MUQADAR BANA GAE
SAJDE ME JAB GAYE TO YE MASJOOD PAA GAE
PHIR USKE BAAD SAARE ZAMANE PE CHAA GAE
BAADE NAMAZ BARH GAYE TAQDEER KI TARAF
UNGLI UTHA KE ROZA E SHABBIR KI TARAF
YE MATAMI KE HATH HAIN
YE MATAMI KE HATH
SAMJHO NA AAM INKO BOHOT KHAAS HAIN YE HATH
HAATHO KI KAINAAT KA QIRTAAS HAIN YE HATH
QURAN E GHAM KI SOORA E IKHLAAS HAIN YE HATH
KARBOBALA NAJAF KE BOHOT PAAS HAIN YE HATH
JAB WASTE MADAD KE ALI KO PUKAAR LAIN
YE HATH AASMAAN SE TAARE UTAAR LAIN
YE MATAMI KE HATH HAIN
YE MATAMI KE HATH
YE AMBIYAA KE HATH HAIN RAAZE SAMAD YE HAIN
HAI OLIYAA KE HATH KHUDA KI MADAD YE HAIN
LABBAIK YA HUSSAIN KI AALA SANAD YE HAIN
BAATIL KE LIE AAJ BHI HUR BANKE RAD YE HAIN
HAQ HAI YAHI KE HAQ KE YAHI TARJUMAAN HAIN
YE MATAME HUSSAIN KI JAARI AZAAN HAIN
YE MATAMI KE HATH HAIN
YE MATAMI KE HATH
HAI ABDIYAT KE HATH IBADAT ME SARGARAM
MAZLOOM KE LIE HAI HIMAYAT ME SARGARAM
HAI DEEN KE DIFAA ME SHARIYAT ME SARGARAM
SADIYO SE HATH HAIN YE MURAWWAT ME SARGARAM
KEH DAIN AGAR IMAM E ZAMAN RUKH KO MORR DAIN
YE DUSHMAN E BATOOL KE HATHO KO TORR DAIN
YE MATAMI KE HATH HAIN
YE MATAMI KE HATH
YASIR WO ROZ AAEGA SHAH E ZAMAN KE SATH
HUNGE ZOROR WARIS E TISHNA DAHAN KE SATH
KARBOBALA KE SHAM KE RANJO MAHAN KE SATH
HUNGE HAMARE HATH BHI HAR SEENA ZAN KE SATH
KHILQAT KA HAQ KARAINGE ADAA GHAM KARAINGE YE
KAABE ME BHI HUSSAIN KA MATAM KARAINGE YE
YE MATAMI KE HATH HAIN
YE MATAMI KE HATH
____________
Copyright strictly prohibited ⓒ.
Copyright prohibited ⓒ - AhmedRazaNasiri