6:59
|
8:04
|
7:42
|
7:04
|
[Nauha] BEHEN KE DIL KI KARE KHAIR AB KHUDA GHAZI | Ahmed Raza Nasiri | Muharram1442/2020 Urdu
Bismillah... Ya Abbas Bab ul Hawaij!
BEHEN KE DIL KI KARE KHAIR AB KHUDA GHAZI | Ahmed Raza Nasiri Nohay 2020 | New Nohay 2020 | Mola Abbas Noha 2020
Connect with AhmedRazaNasiri:...
Bismillah... Ya Abbas Bab ul Hawaij!
BEHEN KE DIL KI KARE KHAIR AB KHUDA GHAZI | Ahmed Raza Nasiri Nohay 2020 | New Nohay 2020 | Mola Abbas Noha 2020
Connect with AhmedRazaNasiri: 👉https://cutt.ly/2yMHcSQ
Ahmed Raza Nasiri | Muharram 2020/1442
#BehenkeDilkiKareKhair #AhmedRazaNasiriNohay #Nohay2020
Video info.
Title | Behen ke dil ki kare khair ab Khuda ج Ghazi ع
Recited | Ahmed Raza Nasiri
Poetry | Syeda Naqvi
Composition | Sayed Zaire Naqvi
Chorus | Own Rizvi and team
Translation | Sister Alisha Hassan Zaidi
Audio | ODS
Video | Studio 14
Creatives | Shuja Gfx
==============================
Kindly join us:
YouTube | https://rb.gy/c1xhvk
Facebook | https://rb.gy/atz3bj
Instagram | https://rb.gy/rs74ty
SoundCloud | https://soundcloud.com/ahmed-raza-nasiri
Twitter | https://twitter.com/ahmedrazanasiri
==============================
● NOHA - L Y R I C S ●
Behan key dil ki karey khair ab khuda Ghazi
Zameen pey dekho hai girta alam tera Ghazi
●Dar e khayam pey tehri woh baarha aakey
Sawaal karti hai Zainab, Hussain Mola se
Palat key aayega khaimo mey kab mera Ghazi
●Koi bataye yeh Ummul Baneen ko ja kar
Bureeda haath wo chun le zameen se aa kar
Parey hai bazun kahi’n par, kahi’n gira Ghazi
●Lahoo mey doobta chehra laga key aankhon sey
Pukara bhai ko aaghosh mey liye sheh ney
Hussain aaye hai lene ko sar utha Ghazi
●Yazeedi fouj ne elaan kar dia run mey
Akelay ghairr key maaro Hussain ko ban mey
Khayam loot lo Zainab ka mar gaya Ghazi
●Tumhari ankh mey paiwast teer tha jis dam
Dabay danto’n mey mashkeeza hath mai parcham
Tha baar baar Sakina ko sochta Ghazi
●Shikasta pehlu jo Zehra ka gar nahi hota
Bina saharey kay ghorey sey tu nahi girta
Bureeda shano’n ko maa deti aasra Ghazi
●Qabeela e bani hashim key shahsawaar tujhey
Khuda sey manga musally pey ro kar Zehra ney
Ali key waqt e tahajjud ki tu dua Ghazi
●Paraaye log hain be dard ye zamana hai
Abhi thou kufey sey Zainab ko shaam jaana hai
Uthi nahi hai sina par abhi rida Ghazi
●Terey baghair hamara muhaal hai jeena
Chacha sey kehdo key pani humey nahi peena
Sakina roti hai khaimo mey laut a Ghazi
●Sina sey kaash na behno ko berida dekhey
Sakina khaye tamachey na bawafa dekhey
Na dekhey bheer mey Abid ka sar jhuka Ghazi
____________
Copyright strictly prohibited ⓒ.
Copyright prohibited ⓒ - AhmedRazaNasiri
More...
Description: