3:03
|
17:09
|
5:24
|
Jin Ke Duaen Sirf Duniya Kay Liay Hoti Hain || Ayaat-un-Bayyinaat || Hafiz Syed Muhammad Haider - Urdu
جن کی دعائیں صرف دنیا کے لئے ہوتی ہیں || آیاتٌ بیّناتٌ || حافظ سید محمد حیدر نقوی
Jin Ke Duaen Sirf Duniya Kay Liay Hoti Hain ||...
جن کی دعائیں صرف دنیا کے لئے ہوتی ہیں || آیاتٌ بیّناتٌ || حافظ سید محمد حیدر نقوی
Jin Ke Duaen Sirf Duniya Kay Liay Hoti Hain || Ayaat-un-Bayyinaat || Hafiz Syed Muhammad Haider Naqvi
#DuniyaKayLiayDuaen #Ayaat_un_Bayyinaat #SyedMuhammadHaiderNaqvi
More...
Description:

1:27
|
Description of Yazeeds wife "Hind" [URDU]
Qafla-e-Hussaini ko Damishq laye janay ke kuch dinon baad aik aurat Yazeed ki biwi Hind k pass ayi aur kaha:
"Kuch qaidi laye gaye hain jin mein aksariat aurton ki hai. Lakin mujhe maloom nahin...
Qafla-e-Hussaini ko Damishq laye janay ke kuch dinon baad aik aurat Yazeed ki biwi Hind k pass ayi aur kaha:
"Kuch qaidi laye gaye hain jin mein aksariat aurton ki hai. Lakin mujhe maloom nahin k wo kon hain. behtar hai k aap ayen aur haqeeqat maloom karein".
Hind Uthi aur Umda libaas pehna, chaadar orhi aur khaadma ko hukm dia k qaid-khanay mein us k liay kursi lagayi jaye.
Hind Kursi per baith gayi.
Bibi Zainab(S.A) ne ghaur se is aurat ki taraf dekha tou pehchaan lia k ye Hind binte Abdullah hai, jo arsa pehlay Ameer-ul-Momineen(A.S) k ghar mein khaadma thi.
Bibi Zainab(S.A) ne Bibi Umm-e-Kulsoom(S.A) se farmaya:
"Kia aap ne pehchaana, ye Hind Binte Abdullah hain"
Donon bibion ne khaamoshi se apnay saron ko neechay jhuka lia ta-k Hind un ki taraf mutawajja na ho. Lakin Hind ghaur se bibion ko dekh rahi thi, is liay agay barh kar pucha:
"Behen, aap donon ne apas mein guftugoo kar k apnay saron ko jhuka lia, kia koi khaas baat hai?"
Bbion ne koi jawab na dia.
Hind: "Behen, aap kis ilaaqay se hain?"
Sani-e-Zahra(S.A) khamosh na reh sakeen aur farmaya:
"Hum Madina k rehnay walay hein".
Hind ne suna tou ahtraman khari ho gayi aur kaha:
"Kia aap Madina walon ko jaanti hain!?"
Zainab(S.A): "Aap kin Madina walon k mutalliq daryaft karna chahti hain?"
Hind: "Mein apnay aaqa Imam Ali(A.S) k gharanay k mutalliq daryaft karna chahti hun"
Zainab(S.A): "Tum ALI(A.S) k gharaanay ko kaisay jaanti ho?"
Hind (Imam ki yaad mein ashk-bar hotay huay):
"Mein us ghar mein khaadma thi, aur kaam kia karti thi. Mujhe Us ghar se bauhat muhabbat hai"
Zainab(S.A): Tum Us ghar k kin afraad ko jaanti ho?
Hind: Mein Imam Ali(A.S) ki aulaad ka haal maloom karna chahti hun. Mein Hussain(A.S), Aulaad-e-Hussain(A.S) aur Imam ki paak-baaz sahabzaadion ka haal ahwaal aur khairiat maloom karna chahti hun.
Zianab(S.A) - rotay huay:
"Aye Hind! Agar Aal-e-Ali k mutalliq puchti ho tou suno!
Hum(Aulaad-e-Ali) Madina chor chukay hain aur Un ki Aal ki shahadaton ki khabar Madina pohnchaanay k muntazir hein.
Agar HUSSAIN ki haalat se ba-khabar hona chahti ho tou suno! Yazeed k samnay jo ser maujood hai jis se wo lutf-andoz hota hai, wo HUSSAIN ka ser hai.
Agar ABBAS-e-JARRI ka puchti ho tou hum un k Jism k tukray aur BE-SER laashay sarzameen-e-Karbala per chor aanay per majboor kar diay gaye!
Agar Aulaad-e-Hussain ka puchti ho tou wo beemaar naujawan jo shuddat-e-dard ki waja se chalnay per qaadir nahin hai, wohi Hussain k betay ZAIN-ul-ABIDEEN(A.S) hein!
Agar Banaat-e-Ali ka puchti ho, tou MEIN hi ZAINAB BINTE ALI, aur ye UMM-e-KUSLOOM hain.
Hind rotay huay: Wa Amma! Wa Sayyada! Wa Hussaina!
Kaash! Kaash mein andhi hoti Banaat-e-Fatima(S.A) ko is haalat mein na dekhti!
Shuddat-e-Jazbaat mein Hind ne aik pathar apnay ser per maara, jis se khoon jaari hua aur wo ghash kha gayi.
Hind ne Zainab(S.A) ko apnay sarhaanay paaya, jo us se farma rahi theen:
"Hind! utho apnay ghar jao! Aisa na ho tera shauhar Yazeed tujh per ghazab-naak ho!"
Hind: "Khuda ki qasam! Jub tak Aba-Abdullah Hussain ka matam na kar lun, aur Aap Hashmi khawateen ko ghar na le jaun, mein wapas na jaun gi!"
Hind uthi, libaas chaak kiay huay aur ser-barahna Yazeed k pass ayi jo darbaar mein damishq k wuzra aur hawaarion k darmiaan betha hua tha.
Hind: Aye Yazeed! Kia tu ne Ser-e-muqaddas-e-Hussain, farzand-e-Rasool ko darwaza k kinaaray NAIZAY per latkaanay ka hukm dia hai!?
Yazeed jo saltanat, aish o ishrat ka taaj pehnay takht per takkia lagaye baitha tha, achaanak apni zauja ki ghier-mardon k samnay ye haalat dekhi tou maaray gairat k apni jagah se utha aur usay chaadar urhaatay huay bola:
"Khuda lanat karay Ibn-e-Ziyad per, jis ne jald-baazi ki aur Hussain(A.S) ko qatal kia!"
Hind: "Aye Yazeed! Waaye ho tujh per! Meray mutalliq GHAIRAT se kaam letay ho!
Dukhtar-e-Rasool Zahra(S.A) ki betion k mutalliq teri ghairat kaha gayi!?
Tu ne un ki chaadarain cheeneen, aur un muqaddas khawateen ko gali kocha o bazaar mein aashkaar kia, aur unhein zindaanon mein qaid kar k khud chain o sukoon ki neend sona chahtay ho!
Khuda ki Qasam! Jub tak inhein meray saath nahin bhejo ge, mein tumharay ghar mein qadam nahin rakhun gi!"
Is waqiay aur apnay khilaaf aag ki tarah tezi se phailtay hui logon ki nafraton ki waja se yazeed pareshaan rehnay laga, aur usay ahsaas ho gaya k jis ALLAH aur RASOOL k naam ko dabanay aur Jis Deen k khaatmay k khuwab Us k baap daada ne dekhay thay, wo Aal-e-Rasool ko qatal kar k bhi buri tarah nakaam ho raha hai aur qareeb hai k jazbaat aur nafrat mein koi us k khilaaf baghaawat khari kar k us ka khaatma kar de lihaaza bil-aakhir wo Aseeraan-e-karbala se buri tarah wehshat khaanay laga, aur kuch din pehlay tak jin ka mazaq uraya karta tha, aur un se lutf andoz hota tha, ko Riha karnay k baray mein sochnay laga, ta-k us ki hakoomat bachi rahay.

1:41
|
Women Lecture - Karbala ki Khawateen - Part 23 - Urdu

Hazrat Toaah : Woh mominah jinho ne Hazrat Mulim bin Aqeel a.s. ko apne ghar main panna di jin ko sab ne akela chor dia tha.

10:23
|
Women Lecture - Karbala ki Khawateen - Part 24 - Urdu
Women Lecture - Karbala ki Khawateen - Part 24 - Urdu. Hazrat Toaah : Woh mominah jinho ne Hazrat Mulim bin Aqeel a.s. ko apne ghar main panna di jin ko sab ne akela chor dia tha.
Dehlum binte...

Dehlum binte Amr : Wife of Zuhair bin Qain

2:51
|
83:31
|
[Lecture] H.I.Abulfazl Bahauddini - Maad - Jinnat - part 1 - Urdu And Persian
Jinnat also have their births and deaths. There are some Muslims and none-Muslims in Jinnat. There soul will be alive again in Judgment day and they will also be asked questions similar to as human.

79:05
|
[Lecture] H.I.Abulfazl Bahauddini - Maad - Jinnat - Part 2 - Urdu And Persian
Jinnat also have their births and deaths. There are some Muslims and none-Muslims in Jinnat. There soul will be alive again in Judgment day and they will also be asked questions similar to as human.
Jinnat also have their births and deaths. There are some Muslims and none-Muslims in Jinnat. There soul will be alive again in Judgment day and they will also be asked questions similar to as human.
2:44
|
[Media Watch] شہداء کی تعداد 22 ہوگئی، جن میں خواتین اور بچے شامل ہیں - Urdu
[Media Watch] Geo News : Shuhada Ki Tadad 22 Hogai, Jin Main Bachay Aur Khawateen Bhi Shamil Hen | شہداء کی تعداد 22 ہوگئی، جن میں خواتین اور بچے شامل ہیں...
[Media Watch] Geo News : Shuhada Ki Tadad 22 Hogai, Jin Main Bachay Aur Khawateen Bhi Shamil Hen | شہداء کی تعداد 22 ہوگئی، جن میں خواتین اور بچے شامل ہیں - Urdu
شہداء کی تعداد 22 ہوگئی، جن میں خواتین اور بچے شامل ہیں۔ جنازوں کو CMH منتقل کیا جارہا ہے جہاں ہزاروں کی تعداد میں شیعہ نوجوان پہنچ رہے ہیں۔ نوجوانوں سے گذارش ہے کہ صبر و تحمل سے کام لیں۔

5:14
|
Surah Al-Jinn سورة الجن - القارئ احمد الدباغ - Arabic
سورة الجن - القارئ احمد الدباغ
Surha al-Jinn is surah 72 of the Holy Quran recited by shia reciter Hajj Ahmad Dabagh

1:38
|
🎦 جنات و انسانی زندگی - urdu
جنات کی حقیقت کیا ہے اور کیا جنات انسانی زندگی میں مداخلت کرسکتے ہیں؟ اسلام نے جنات کے بارے میں ہماری کیا...
جنات کی حقیقت کیا ہے اور کیا جنات انسانی زندگی میں مداخلت کرسکتے ہیں؟ اسلام نے جنات کے بارے میں ہماری کیا راہنمائی کی ہے؟ مزید جاننے کے لیے ملاحظہ کیجیے یہ کلپ۔
مولانا سید حیدر علی جعفری (قم)
ویڈیو : ہدایت ٹی وی
پروگرام : صبحِ ہدایت
17 جنوری 2020
دورانیہ: 01:39
انقلابی میڈیا (خالص محمدی اسلام کی ترویج و فروغ)
#ویڈیو #کلپ #الہی_دین #قران #مقابلہ #جدید_جاہلیت #آبائی_دین #مولانا_حیدر_علی #انقلابی_میڈیا #انقلابی #خرافات #جنات
Follow Us:
🎬 Shiatv.net/u/inqilabi
👤 Fb.com/inqilabimedia
📱 Telegram.me/inqilabimedia
🎬 Youtube.com/c/inqilabimedia
📱 https://chat.whatsapp.com/ESVRrYyQRX2I1kQgMxc1xq

2:10
|
جن و اِنس کی شکل میں موجود دشمن | Farsi Sub Urdu
ولی امرِ مسلمین سید علی خامنہ ای حفظہ اللہ، جنات اور انسان میں موجود راہِ حق کے دشمنوں کا باہمی تعاون اور...
ولی امرِ مسلمین سید علی خامنہ ای حفظہ اللہ، جنات اور انسان میں موجود راہِ حق کے دشمنوں کا باہمی تعاون اور مسلمانوں کی کیفیت کے بارے میں کیا فرماتے ہیں؟ قرآن مجید میں دشمن کی موجودگی کے حوالے سے کیا کہا گیا ہے؟ کیا مختلف ممالک کے خفیہ ادارے انقلاب اسلامی کے خلاف باہم متحد ہیں؟ جنگِ احزاب میں پیغمبرِ اکرمؐ کے خلاف کون سی طاقتیں باہم جمع ہوگئی تھیں؟ کیا دشمنوں کے باہمی اتحاد اور تعاون سے مسلمان خوفزدہ ہوگئے؟ دشمن کا ہجوم مسلمانوں کے عقیدے اور ایمان میں اضافے کا سبب کیوں بنا؟
#ویڈیو #جن #انس #دشمنیوں #تعجب #خفیہ_ایجنسیاں #جنگ_احزاب #عرب_قبائل #یہودی #مکہ #وعدہ #عقیدے

Video Tags:
Wilayat,
Media,
WilayatMedia,
jin,
ins,
dushman,
WaliAmrMuslemeen,
SayyidAliKhamenei,
jinnat,
insan,
RaheHaq,
Musalman,
QuranMajid,
KhafiIdare,
InqelabeIslami,
JungeAhzab,
PayghambarAkram,
khilaf,
taaqatein,
muttahid,
ittehad,
taawun,
khaufzada,
hujoom,
aqeeda,
imaan,
1:36
|
4:21
|
Al-Lazina Anamta Alaihim Kon Logh Hain? || Ayaat-un-Bayyinaat || Hafiz Syed Muhammad Haider Naqvi - Urdu
الَّذِينَ أَنْعَمْتَ عَلَيْهِمْ کون لوگ ہیں؟ || آیاتٌ بیّناتٌ || سورۂ حمد آیت ۷ || حافظ سید محمد حیدر نقوی...
الَّذِينَ أَنْعَمْتَ عَلَيْهِمْ کون لوگ ہیں؟ || آیاتٌ بیّناتٌ || سورۂ حمد آیت ۷ || حافظ سید محمد حیدر نقوی
Al-Lazina Anamta Alaihim Kon Logh Hain? || Ayaat-un-Bayyinaat || Surah-e-Hamd Ayat 7 || Hafiz Syed Muhammad Haider Naqvi
#JinParAllahNayInaamKya #Ayaat_un_Bayyinaat #SyedMuhammadHaiderNaqvi

14:14
|
First Vlog | Hadees Ghurbat mein ki gai akasi | Roohullah TV | Urdu
ye roohullah tv ki tarf se produced kia gia first mazhabi vlog ha jis mein boht sari cheezo ki namaish ki gai ha aur is tarha kuch aisi cheezein jin ka janna zaroori bhi ha..
#Mazhabivlog...

#Mazhabivlog
#firstvlog
#islamicvlog
isi tarha hum mazeed mazhabi vlog banaya kare ge insha allah humei support kare.

104:30
|
4:08
|
12 Imam Series | Imam Musa Kazim a s | Imam e Haftum | 7th Imam - Urdu English
Short History about the life of Imam Mosa Kazim a.s. , the 7th imam. The Imam who have spent most of his life in prison,
Imam jin ki Jasad e Khaki ko Baghdad k pul per rakha gaya.

5:17
|
12 Imam Series | Imam Hussain a s | Imam e Soyam | 3rd Imam - Urdu English
Short History about the life of Imam Hussain a.s. , the 3rd imam. Syed ul Shuhada, Shaheed e Karbala.
Wo imam Jin ki waja sy Deen e Islam ko baqa naseeb howi.

2:20
|
9:07
|
قرآن کو مزید مؤثر بنانے کا ایک طریقہ | امام سید علی خامنہ ای | Farsi Sub Urdu
تلاوتِ قرآن کی لوگوں کے دلوں پر زیادہ تاثیرڈالنے کے کچھ طریقے ہیں جن میں سے ایک طریقہ اختلافِ قرائت کو...
تلاوتِ قرآن کی لوگوں کے دلوں پر زیادہ تاثیرڈالنے کے کچھ طریقے ہیں جن میں سے ایک طریقہ اختلافِ قرائت کو استعمال کرنا ہے۔ البتہ خود اسکی دو صورتیں ہو سکتی ہیں : اختلافِ قرائت کو کچھ لوگ (صرف) خود نمائی (اور دکھاوے) کے لیے استعمال کرتے ہیں جس کا نہ صرف کوئی فائدہ نہیں ہے بلکہ یہ مطلوبہ تلاوت ہی نہیں ہے جبکہ بعض جگہوں پر اختلافِ قرائت کا استعمال انتہائی مفید ہے: مثلا جب اختلاف قرائت کے تکرار سے کسی خاص مقام کی اہمیت کا بتانا مقصود ہو۔ رہبر معظم دونوں طرح کے لیے مثالیں بھی بیان فرماتے ہیں۔ قاری عبد الباسط، قاری شیخ مصطفیٰ اسماعیل اور قاری محمد عمران کے بارے میں رہبر معظم کیا فرماتے ہیں؟ قرائت حفص از عاصم، قرائت ورش از نافع اور قرائت حمزہ کے لیے رہبر معظم کونسی مثالیں بیان کرتے ہیں؟ اور خاص طور پر شیخ مصطفیٰ اسماعیل نے قرائتِ ورش کے ذریعے حضرت سلیمانؑ کے ساتھی کے عیار جن کے غرور کو مٹی میں ملانے کا اظہار کیسے کیا؟ اس خوبصورت ویڈیو میں ضرور ملاحظہ فرمائیں۔
#ویڈیو #ولی_امر_مسلمین #قاری #تلاوت #قرآن #اختلاف_قرائت #اثر #تکرار #عبد_الباسط #شیخ_مصطفی_اسماعیل #قرائت_ورش #قرائت_حفص #جن #حفص_از_عاصم #امالہ #قرائت_حمزہ

video,
qaari,
tilawat,
quran,
assar,
takraar,
jin,
Imala,
قرآن
,مزید,
مؤثر
,بنانے
,طریقہ
,امام
سید
علی
خامنہ
ای