Batool Ro Parin | Mir Hasan Mir | ImamRezaUr Ayam e Fatmiyah | Bibi Fatima Noha 2020 | Urdu
Batool Ro Parin | Mir Hasan Mir | ImamRezaUr Ayam e Fatmiyah | Bibi Fatima Noha 2020 | Reza Shrine
-----------------------------------------------------------------------------
Recited By |...
Batool Ro Parin | Mir Hasan Mir | ImamRezaUr Ayam e Fatmiyah | Bibi Fatima Noha 2020 | Reza Shrine
-----------------------------------------------------------------------------
Recited By | Mir Hasan Mir
Kalam Title | Batool Ro Parin
Soz | Raza Shah
Poetry | Hasnain Akbar
Camera | Ijaz Gilgiti
Video Editing | Zeeshan Syed
Creative | Alamdar Raza (Sar Creatives)
Islamic Date | Ayam e Fatmiyah 2020
Album | 2020 / 1441H
New Noha By Mir Hasan Mir | on the Martyrdom of Bibi Fatima Zahra (س) Many condolences to Prophet Muhammad (saww) & Imam Ali (a.s) and especially to Imam e Zamana (AJF).
#BatoolRoParin #MirHasanMir #ImamRezaUrAyameFatmiyah2020
==============================
●● NOHA LYRICS ●●
●Haye haye haye haye
●Jo dard Fatima ne Ali se chupaye hain
Tanhai mai kaneez ko apni sunaye hain
Batool ro parin Fizza ko yeh batate huye
Hassan ne dekha hai mujh ko tamache khate huye
●Na jane kya kiya zalim ne Fatima pe sitam
Zaeef hogayi beti Rasool ki ik dam
Sanad ke tukron ko darbar mai uthate huye
●Mai aj shehr e madina ko hee mita dungi
Agar Ali ko na chora to bad dua dungi
Kaha Batool ne sar se rida hatate huye
●Jo mujh pe guzri hai mujh se na ho sake gi bayan
Wo dekho ab bhi hain deewar per lahu ke nishan
Mai dekhti hun inhein roz ate jate huye
●Bataya sab ko jo mafhoom hai wilayat ka
Labon pe sikhwa na bint e Rasoom ki aaya
Ali Ali hee kiya tazyane khaye huye
●Wo mujh se chup ke meri be qasi pe rota hai
Khayal rakhna yeah nazuk mizaj beta hai
Mere janaze se Shabbir ko hatate huye
●Abal Hassan ko tha patke se mai ne thama hua
Magar laeen ne durre se yun mujhe mara
Zameen pe gir gayi Fizza mai larkharate huye
●Ba roz e hashr mai Mehdi ko yeh bataogi
Tamam pasliyan tooti hain is liye meri
Laeen ne mara tha thoker se,aate jate huye
●Mera fariza nibhaye gi ladli meri
Ghare ka shahlon mai jis waqt aik aur Ali
Chale gi aag pe Zainab use bachate huye
●Pidar ki qabar pe Akber wo ro ke kehti thi
Hifazat aap ne mujh ko Ali ki sonpi thi
Tamache mai ne hain khaye unhein bachate huye
ImamRezaUrdu | ImamRezaShrine
More...
Description:

[Nauha] BEHEN KE DIL KI KARE KHAIR AB KHUDA GHAZI | Ahmed Raza Nasiri | Muharram1442/2020 Urdu
Bismillah... Ya Abbas Bab ul Hawaij!
BEHEN KE DIL KI KARE KHAIR AB KHUDA GHAZI | Ahmed Raza Nasiri Nohay 2020 | New Nohay 2020 | Mola Abbas Noha 2020
Connect with AhmedRazaNasiri:...
Bismillah... Ya Abbas Bab ul Hawaij!
BEHEN KE DIL KI KARE KHAIR AB KHUDA GHAZI | Ahmed Raza Nasiri Nohay 2020 | New Nohay 2020 | Mola Abbas Noha 2020
Connect with AhmedRazaNasiri: 👉https://cutt.ly/2yMHcSQ
Ahmed Raza Nasiri | Muharram 2020/1442
#BehenkeDilkiKareKhair #AhmedRazaNasiriNohay #Nohay2020
Video info.
Title | Behen ke dil ki kare khair ab Khuda ج Ghazi ع
Recited | Ahmed Raza Nasiri
Poetry | Syeda Naqvi
Composition | Sayed Zaire Naqvi
Chorus | Own Rizvi and team
Translation | Sister Alisha Hassan Zaidi
Audio | ODS
Video | Studio 14
Creatives | Shuja Gfx
==============================
Kindly join us:
YouTube | https://rb.gy/c1xhvk
Facebook | https://rb.gy/atz3bj
Instagram | https://rb.gy/rs74ty
SoundCloud | https://soundcloud.com/ahmed-raza-nasiri
Twitter | https://twitter.com/ahmedrazanasiri
==============================
● NOHA - L Y R I C S ●
Behan key dil ki karey khair ab khuda Ghazi
Zameen pey dekho hai girta alam tera Ghazi
●Dar e khayam pey tehri woh baarha aakey
Sawaal karti hai Zainab, Hussain Mola se
Palat key aayega khaimo mey kab mera Ghazi
●Koi bataye yeh Ummul Baneen ko ja kar
Bureeda haath wo chun le zameen se aa kar
Parey hai bazun kahi’n par, kahi’n gira Ghazi
●Lahoo mey doobta chehra laga key aankhon sey
Pukara bhai ko aaghosh mey liye sheh ney
Hussain aaye hai lene ko sar utha Ghazi
●Yazeedi fouj ne elaan kar dia run mey
Akelay ghairr key maaro Hussain ko ban mey
Khayam loot lo Zainab ka mar gaya Ghazi
●Tumhari ankh mey paiwast teer tha jis dam
Dabay danto’n mey mashkeeza hath mai parcham
Tha baar baar Sakina ko sochta Ghazi
●Shikasta pehlu jo Zehra ka gar nahi hota
Bina saharey kay ghorey sey tu nahi girta
Bureeda shano’n ko maa deti aasra Ghazi
●Qabeela e bani hashim key shahsawaar tujhey
Khuda sey manga musally pey ro kar Zehra ney
Ali key waqt e tahajjud ki tu dua Ghazi
●Paraaye log hain be dard ye zamana hai
Abhi thou kufey sey Zainab ko shaam jaana hai
Uthi nahi hai sina par abhi rida Ghazi
●Terey baghair hamara muhaal hai jeena
Chacha sey kehdo key pani humey nahi peena
Sakina roti hai khaimo mey laut a Ghazi
●Sina sey kaash na behno ko berida dekhey
Sakina khaye tamachey na bawafa dekhey
Na dekhey bheer mey Abid ka sar jhuka Ghazi
____________
Copyright strictly prohibited ⓒ.
Copyright prohibited ⓒ - AhmedRazaNasiri

Ayyam e Fatmiyah Noha 2021 | Wasiyat - Zehra Aur Hussain | Syed Raza Abbas Zaidi | 2020/2021 Urdu
Ayyam e Fatmiyah Noha 2021 | Wasiyat - Zehra Aur Hussain | Syed Raza Abbas Zaidi | Bibi Fatima Noha
Recited By | Syed Raza Abbas Zaidi
Kalam Title | Wasiyat - Zehra Aur Hussain
Poetry...
Ayyam e Fatmiyah Noha 2021 | Wasiyat - Zehra Aur Hussain | Syed Raza Abbas Zaidi | Bibi Fatima Noha
Recited By | Syed Raza Abbas Zaidi
Kalam Title | Wasiyat - Zehra Aur Hussain
Poetry By | Zeeshan Abidi
Album | Ayyam e Fatmiyah Noha 2021
Composition & Arrangement | Syed Raza Abbas Zaidi
Label | RAZ Records
Digital Partner : MobiTising
Chorus By | Shabih and Team
Video | TNA Production
Cover Design By | Yawar Abbas Damani
Audio Recorded | 92 Studio
Master/Mixing | Omer Qurashi ODS Karachi
-----------------------------------------------
#WasiyatZehraAurHussain #AyyameFatimaNoha2021 #SyedRazaAbbasZaidi
-----------------------------------------------
1 ) Ayyam e Fatima Noha
Kia Kia Sitam Guzar Gaye
https://youtu.be/eQGGlGniids
2 ) Aap Ki Zehra
https://youtu.be/kdbnMFCj9uo
3 ) Syeda Ka Mohsin
https://youtu.be/YuvWAlU2zcs
4) Karbala Yaad Bahut Ati Hai
https://youtu.be/pGLAXVGiWS0
5) Laila Duain Kijiyay Jeeta Rahy Akbar
https://youtu.be/8_FFy9ui9T4
====================
Noha Lyrics
[خواب میں زھراؑ نے باباکو جو دیکھا اک شب
خوش ہوئیں پاس میں باباکےچلیجاؤنگی اب
ھائے رونے لگیں بچوں کا خیال آگیا جب
یہ خبر ھی نا ھوئی پاس حُسینؑ آگئے کب
اماں ڈھونڈینگے کہاں یاد اگر آئینگی
ھم تو مرجائینگے گر آپ چلی جائینگی
ماں نے جب یہ سنا دل تڑپنے لگا
پیار کرتے ھوئے فاطمہؑ نے کہا
ٖدیکھو حُسینؑ دیکھو حُسینؑ ایسے نہیں کہتے
ماں کسی کی ھمیشہ رھی ھے کبھی
میں بھی بچھڑی تھی اما سے بچپن میں ھی
ماں کے جانے کا دکھ تو بہت تھا مگر
دیکھو میں بھی تو بن ماں کے جیتی رھی
تمکو میری قسم تم سے بچھڑیں جو ھم
ضبط کرنا ھے اے لال ماں کا یہ غم
دیکھو حُسینؑ دیکھو حُسینؑ ایسے نہیں کہتے
حال میں نے کسی کو سنایا نہیں
خود تو روئی علیؑ کو بتایا نہیں
میرا پہلو شکستہ ھے بس اسلئے
اپنے سینے سے تجھکو لگایا نہیں
ٹوٹی ھیں پسلیاں کر نا پائی بیاں
کتنی تکلیف میں جی رھی ھے یہ ماں
اے میرے دِل میرے چین میرے حَسیں
نا پریشان ھو ماں ابھی ھے یہیں
دیکھو مرنے کی اب بات کرنا نہیں
موت سے پہلے ھم مر نا جائیں کہیں
تم ھو دنیا میری تم سے ھے زندگی
تمکو دیکھوں تو چلتی ھیں سانسیں میری
مجھکو معلوم ھے میرے نورِ نظر
پیاس لگتی ھے تمکو بہت رات بھر
پیاس سہنے کی عادت بھی ڈالو زرا
پیاسہ رھنا پڑے کب کہاں کیا خبر
پیاس تم تمکو لگے اور نا پانی ملے
یہ دعا ھے کے وہ دن نا آئے کبھی
تمکو کھانا بھی فضہؑ کھلائیگی اب
اور سویرے وھی منہ دھلائیگی اب
تم جہاں جاؤگے ساتھ جائیگی وہ
ساتھ ماں کی طرح وہ نبھائیگی اب
پالے گی اب وھی ضد نا کرنا کبھی
خوش رھوگے تو ماں کو بھی ھوگی خوشی
دن وہ آیا کے جب چل بسیں فاطمہؑ
ماں کی میت پہ شبیرؑ نے دی صدا
تم بلاؤگی تو پاس آؤنگا میں
ٹوٹے بندِ کفن فاطمہؑ نے کہا
تجھ پے قربان ماں آجا اے میری جاں
جب حُسینؑ آکے لپٹے تو بولی یہ ماں
اے رضا اور زیشان دل تھام لو
روکے شبیرؑ کہتے تھے اماں سنو
دیکھو تم نے بلایا تو میں آگیا
جب بلاؤں گا آؤگی وعدہ کرو
ماں نے وعدہ کیا بیٹا چپ ھوگیا
جب جنازہ اُٹھا پھر نا آئی صدا
-------------------------------------------------
Popular Search
ayyam e fatima, ayyam e fatima 2021, bibi fatima shahadat date, ayyam e fatima dates, ayyam e fatima nohay,
ayyam e fatima noha 2021, bibi fatima shahadat date, bibi fatima shahadat date 2021, bibi fatima shahadat islamic date,
bibi fatima shahadat, bibi fatima ki kahani, bibi fatima zahra, bibi fatima zahra poetry, bibi fatima zahra ka mojza,
bibi fatima zahra ka ghar, bibi fatima zahra noha lyrics, noha bibi fatima zahra mp3 download, noha bibi fatima status,
new noha bibi fatima 2021, bibi fatima noha, wasiyat e bibi fatima zehra, bibi fatima ki shahadat, bibi fatima ki tasbeeh,
bibi fatima ki kahani urdu mein,wasiyat e bibi fatima zehra,bibi fatima zehra, ayam e fatmiyah,ayam e fatmiyah 2021,new noha,
new noha ayam e fatmiyah,noha ayam e fatmiyah,new noha bibi fatima,hazrat bibi fatima zahra,hazrat bibi fatima ka waqia,
ayyam e fatemiya nohay,bibi fatima zehra ka noha,shahadat bibi fatima zehra s.a noha,
FOLLOW US ON
\"Official Website\"
https://www.razaabbas.com
\"Follow on Facebook\"
https://www.facebook.com/SyedRazaAbbasZaidiOfficial
\"Subscribe Youtube Channel\"
https://www.youtube.com/c/syedrazaabbaszaidi
\"Follow on Instagram\"
https://www.instagram.com/syedrazaabbaszaidi
\"Follow on Twitter\"
https://twitter.com/razaabbaszaidi
\"Follow on Google Plus\"
https://plus.google.com/u/0/+syedrazaabbaszaidi
\"Follow on Dailymotion\"
http://www.dailymotion.com/syedrazaabbaszaidi
“Follow on SoundCloud’’
https://soundcloud.com/syedrazaabbaszaidiofficial
Copyright strictly prohibited
© Copyright Information:
• All Rights of Nauhas, artwork, logo, audio & video are reserved by RAZ Records .