6:36
|
6:00
|
7:07
|
4:54
|
قائد شہید علامہ عارف حسین الحسینی (رح) کون تھے؟ - H.I Raja Nasir - Urdu
[Short Speech] Peshawar : Shaheed Quaid Allama Arif Hussain Al-Hussaini Kon Thay | قائدشہید علامہ عارف حسین الحسینی (رح) کون تھے؟ - H.I Raja Nasir Abbas...
[Short Speech] Peshawar : Shaheed Quaid Allama Arif Hussain Al-Hussaini Kon Thay | قائدشہید علامہ عارف حسین الحسینی (رح) کون تھے؟ - H.I Raja Nasir Abbas - MWM PAK - Urdu
More...
Description:

6:34
|
6:05
|
2:36
|
3:42
|
[Salam] Akbar (as) Jawan Abhi Terray Marnay Kay Din Na Thay | Br. Muslim Mehdavi - Urdu
Majlis-e-Aza Baraey Essal e Sawab,
Ali Muhammad Zaidi S/o Moulana Ali Murtaza Zaidi
مجلس عزا برائے ایصالِ ثواب
سید علی محمد زیدی ابن مولانا سید...
Majlis-e-Aza Baraey Essal e Sawab,
Ali Muhammad Zaidi S/o Moulana Ali Murtaza Zaidi
مجلس عزا برائے ایصالِ ثواب
سید علی محمد زیدی ابن مولانا سید علی مرتضی زیدی
Reciter: Br. Muslim Mehdavi
برادر مسلم مہدوی
Venue: Masjid wa Imambargah Imam Hadi (as) , Gulistan Society, Karachi
بمقام: مسجد و امام بارگاہ امام ہادیؑ ، گلستان سوسائٹی، کراچی
Date: 21 January 2020

0:59
|
کراچی : دہشتگردوں کی فائرنگ سے مولانا محمد اکبر علی شہید Urdu
[Media Watch] Samaa News : Karachi | Ajmairee Nagar Main Dehshatgardo Ki Firing Say Maulana Muhammad Akbar Ali Shaheedi |کراچی : اجمیری نگری میں دہشتگردوں کی...
[Media Watch] Samaa News : Karachi | Ajmairee Nagar Main Dehshatgardo Ki Firing Say Maulana Muhammad Akbar Ali Shaheedi |کراچی : اجمیری نگری میں دہشتگردوں کی فائرنگ سے مولانا محمد اکبر علی شہید - Urdu
Maulana : Masji e Muhammadi, Paktoon Abad may namaz parhaty thay | Bacho Ko School chor k wapas Arahay thay k target hue
Akbar Hussain s/o asghar Ali

4:45
|
Aik Ajeeb Ibrat! | Ayaat-un-Bayyinaat | Hafiz Syed Muhammad Haider Naqvi | Urdu
ایک عجیب عبرت! جس کا انتظار کر رہے تھے اور جس کا نام لے کر کافروں پر فتح کی دعا مانگتے تھے جب وہ آیا تو اُسے...
ایک عجیب عبرت! جس کا انتظار کر رہے تھے اور جس کا نام لے کر کافروں پر فتح کی دعا مانگتے تھے جب وہ آیا تو اُسے ماننے سے انکار کر دیا! || آیاتٌ بیّناتٌ || سورۃ بقرہ آیت ۸۹ ||حافظ سید محمد حیدر نقوی
Aik Ajeeb Ibrat! Jis Ka Intezar Kar Rahay Thay Aur Jis Ka Naam Lay Kar Kafiron Par Fatah Ki Dua Mangtay Thay Jab Wo Aya To Usay Manny Se Inkar Kar Deya! || Ayaat-un-Bayyinaat || Surah-e-Bqra Ayat 89 || Hafiz Syed Muhammad Haider Naqvi
وَلَمَّا جَاءَهُمْ كِتَابٌ مِّنْ عِندِ اللَّـهِ مُصَدِّقٌ لِّمَا مَعَهُمْ وَكَانُوا مِن قَبْلُ يَسْتَفْتِحُونَ عَلَى الَّذِينَ كَفَرُوا فَلَمَّا جَاءَهُم مَّا عَرَفُوا كَفَرُوا بِهِ ۚ فَلَعْنَةُ اللَّـهِ عَلَى الْكَافِرِينَ ﴿٨٩﴾
Spread the message!
Share this video!
#BaniIsrael #Ayaat_un_Bayyinaat #SyedMuhammadHaiderNaqvi

1:50
|
64:21
|
Shab e Ashoor By H.I.Ali Murtaza Zaidi 6 Dec 2011 - Urdu
Imam Hussain koon si qoom ki tashkeel dayna chatay thay.
Shab e Ashoor ki Majlis at Islamic Centre of England, London.

Video Tags:
ICEL,
Islamic
Centre
of
England,
London,
AMZ,
Agha
Murtaza
Zaidi,
shab
e
ashoor,
ashoor,
subhay
ashoor,
urdu,
majlis,
Description of Yazeeds wife "Hind" [URDU]
Qafla-e-Hussaini ko Damishq laye janay ke kuch dinon baad aik aurat Yazeed ki biwi Hind k pass ayi aur kaha:
"Kuch qaidi laye gaye hain jin mein aksariat aurton ki hai. Lakin mujhe maloom nahin...
Qafla-e-Hussaini ko Damishq laye janay ke kuch dinon baad aik aurat Yazeed ki biwi Hind k pass ayi aur kaha:
"Kuch qaidi laye gaye hain jin mein aksariat aurton ki hai. Lakin mujhe maloom nahin k wo kon hain. behtar hai k aap ayen aur haqeeqat maloom karein".
Hind Uthi aur Umda libaas pehna, chaadar orhi aur khaadma ko hukm dia k qaid-khanay mein us k liay kursi lagayi jaye.
Hind Kursi per baith gayi.
Bibi Zainab(S.A) ne ghaur se is aurat ki taraf dekha tou pehchaan lia k ye Hind binte Abdullah hai, jo arsa pehlay Ameer-ul-Momineen(A.S) k ghar mein khaadma thi.
Bibi Zainab(S.A) ne Bibi Umm-e-Kulsoom(S.A) se farmaya:
"Kia aap ne pehchaana, ye Hind Binte Abdullah hain"
Donon bibion ne khaamoshi se apnay saron ko neechay jhuka lia ta-k Hind un ki taraf mutawajja na ho. Lakin Hind ghaur se bibion ko dekh rahi thi, is liay agay barh kar pucha:
"Behen, aap donon ne apas mein guftugoo kar k apnay saron ko jhuka lia, kia koi khaas baat hai?"
Bbion ne koi jawab na dia.
Hind: "Behen, aap kis ilaaqay se hain?"
Sani-e-Zahra(S.A) khamosh na reh sakeen aur farmaya:
"Hum Madina k rehnay walay hein".
Hind ne suna tou ahtraman khari ho gayi aur kaha:
"Kia aap Madina walon ko jaanti hain!?"
Zainab(S.A): "Aap kin Madina walon k mutalliq daryaft karna chahti hain?"
Hind: "Mein apnay aaqa Imam Ali(A.S) k gharanay k mutalliq daryaft karna chahti hun"
Zainab(S.A): "Tum ALI(A.S) k gharaanay ko kaisay jaanti ho?"
Hind (Imam ki yaad mein ashk-bar hotay huay):
"Mein us ghar mein khaadma thi, aur kaam kia karti thi. Mujhe Us ghar se bauhat muhabbat hai"
Zainab(S.A): Tum Us ghar k kin afraad ko jaanti ho?
Hind: Mein Imam Ali(A.S) ki aulaad ka haal maloom karna chahti hun. Mein Hussain(A.S), Aulaad-e-Hussain(A.S) aur Imam ki paak-baaz sahabzaadion ka haal ahwaal aur khairiat maloom karna chahti hun.
Zianab(S.A) - rotay huay:
"Aye Hind! Agar Aal-e-Ali k mutalliq puchti ho tou suno!
Hum(Aulaad-e-Ali) Madina chor chukay hain aur Un ki Aal ki shahadaton ki khabar Madina pohnchaanay k muntazir hein.
Agar HUSSAIN ki haalat se ba-khabar hona chahti ho tou suno! Yazeed k samnay jo ser maujood hai jis se wo lutf-andoz hota hai, wo HUSSAIN ka ser hai.
Agar ABBAS-e-JARRI ka puchti ho tou hum un k Jism k tukray aur BE-SER laashay sarzameen-e-Karbala per chor aanay per majboor kar diay gaye!
Agar Aulaad-e-Hussain ka puchti ho tou wo beemaar naujawan jo shuddat-e-dard ki waja se chalnay per qaadir nahin hai, wohi Hussain k betay ZAIN-ul-ABIDEEN(A.S) hein!
Agar Banaat-e-Ali ka puchti ho, tou MEIN hi ZAINAB BINTE ALI, aur ye UMM-e-KUSLOOM hain.
Hind rotay huay: Wa Amma! Wa Sayyada! Wa Hussaina!
Kaash! Kaash mein andhi hoti Banaat-e-Fatima(S.A) ko is haalat mein na dekhti!
Shuddat-e-Jazbaat mein Hind ne aik pathar apnay ser per maara, jis se khoon jaari hua aur wo ghash kha gayi.
Hind ne Zainab(S.A) ko apnay sarhaanay paaya, jo us se farma rahi theen:
"Hind! utho apnay ghar jao! Aisa na ho tera shauhar Yazeed tujh per ghazab-naak ho!"
Hind: "Khuda ki qasam! Jub tak Aba-Abdullah Hussain ka matam na kar lun, aur Aap Hashmi khawateen ko ghar na le jaun, mein wapas na jaun gi!"
Hind uthi, libaas chaak kiay huay aur ser-barahna Yazeed k pass ayi jo darbaar mein damishq k wuzra aur hawaarion k darmiaan betha hua tha.
Hind: Aye Yazeed! Kia tu ne Ser-e-muqaddas-e-Hussain, farzand-e-Rasool ko darwaza k kinaaray NAIZAY per latkaanay ka hukm dia hai!?
Yazeed jo saltanat, aish o ishrat ka taaj pehnay takht per takkia lagaye baitha tha, achaanak apni zauja ki ghier-mardon k samnay ye haalat dekhi tou maaray gairat k apni jagah se utha aur usay chaadar urhaatay huay bola:
"Khuda lanat karay Ibn-e-Ziyad per, jis ne jald-baazi ki aur Hussain(A.S) ko qatal kia!"
Hind: "Aye Yazeed! Waaye ho tujh per! Meray mutalliq GHAIRAT se kaam letay ho!
Dukhtar-e-Rasool Zahra(S.A) ki betion k mutalliq teri ghairat kaha gayi!?
Tu ne un ki chaadarain cheeneen, aur un muqaddas khawateen ko gali kocha o bazaar mein aashkaar kia, aur unhein zindaanon mein qaid kar k khud chain o sukoon ki neend sona chahtay ho!
Khuda ki Qasam! Jub tak inhein meray saath nahin bhejo ge, mein tumharay ghar mein qadam nahin rakhun gi!"
Is waqiay aur apnay khilaaf aag ki tarah tezi se phailtay hui logon ki nafraton ki waja se yazeed pareshaan rehnay laga, aur usay ahsaas ho gaya k jis ALLAH aur RASOOL k naam ko dabanay aur Jis Deen k khaatmay k khuwab Us k baap daada ne dekhay thay, wo Aal-e-Rasool ko qatal kar k bhi buri tarah nakaam ho raha hai aur qareeb hai k jazbaat aur nafrat mein koi us k khilaaf baghaawat khari kar k us ka khaatma kar de lihaaza bil-aakhir wo Aseeraan-e-karbala se buri tarah wehshat khaanay laga, aur kuch din pehlay tak jin ka mazaq uraya karta tha, aur un se lutf andoz hota tha, ko Riha karnay k baray mein sochnay laga, ta-k us ki hakoomat bachi rahay.

[CLIP] تقویٰ Importance of Taqwa - Urdu
Aksar ambiya Charwahay kiun thay aur mayaar e bartari Taqwa o Muhabbat e Elahe hai na ke Taqaat

2:41
|
[Media Watch] Dawn News : Mastung tragedy | SHO Kharadar Karachi abusing power against Women - 23 Jan 2014 - Urdu

Saneha e Mastung Kay Khilaf Mulk Bhar Main Dharnay Jari Thay Usi Doraan Kharadar...
[Media Watch] Dawn News : Mastung tragedy | SHO Kharadar Karachi abusing power against Women - 23 Jan 2014 - Urdu
Saneha e Mastung Kay Khilaf Mulk Bhar Main Dharnay Jari Thay Usi Doraan Kharadar Main Maulanao, Mardo, Khawateen Aur Bacho, Per Police Ki Shaling Aur Lathi Charge Kiya Gaya

6:11
|
[Noha]Shab chaak garebaan, sahar girya kuna hai - Old Noha Shahadat Hazrat Ali Urdu
Shab chaak garebaan, sahar girya kuna hai - Old Noha Shahadat Hazrat Ali
Nauhakhawn - Janab Ali Zia Rizvi sahib
Shab chaak garebaan, sahar girya kuna hai
Maqluke Khuda maile faryaad o...
Shab chaak garebaan, sahar girya kuna hai - Old Noha Shahadat Hazrat Ali
Nauhakhawn - Janab Ali Zia Rizvi sahib
Shab chaak garebaan, sahar girya kuna hai
Maqluke Khuda maile faryaad o fughaan hai
Maa bain zameen aasman mehshar ka samaa hai
Uneesveen Ramzan ka ye haal bayan hai
Tareekh ye wo hai jo qayamat se nahi kam
Ay momino sar peeto karo girya o matam
Faarigh jo tahajud se huve woh Faatahe Khaibar
Aur sehan may aaye jyon hi hujre se nikal kar
Bas khasd kiya hi tha abhi jaane ka bahar
Hota ke ada Fajr ka wo farze muqarar
Murghabiyo ne ghair liya haq ke Wali ko
Darwaze pe jaane nahi deti thiN Ali ko
Goya huye murghabiyo se Haidar e Karrar
Is uns ki de tumko jaza Khaaliqe Ghaffar
Naale na karo sabr karo ay meri ghamkhar
Jo waqt mueyan hai wo talta nahi zinhaar
Daman ko mere chordo yun ashq na barsao
Masjid may mujhe jaane do darwaze se hatt jao
Pahunche jyon hi masjid may Ali dekha ye manzar
Aunda pada sota hai layeen ek zameen par
Jab uske qareeb pahunche to goya hue Haidar
Utt pairawe iblees. shaqi aur sitamgar
Maloom hai sab kis liye tu aaya hai Koofa
Kis kaam ke karneka yahan par hai irada
Yeh kehke azaan dene lage Khalq ke Maula
Mehraabe ibadat may hue zebe musalla
Masroof huwe itaat may apne Shah e Waala
Thi fajr ki pehli hi rakat, pehla wo sajda
Talwaar rakhab se bine muljim ne lagayi
Do para kiya sar ko jabeen tak utar aayi
Sar peet ke kehte thay namazi ke ay jallad
Kya kar diya ye Khana e haq may sitam ejaad
Ki Haq ke Wali par ye bhala kis liye bedaad
Faryad hai faryad hai faryad hai faryad
Iss shoro fughaan ko suna Hasnain ne jis dum
Masjid ko chale ghar se woh karte hue maatam
Hasnain ne aaluda ba khoon baap ko paaya
Woh bain kiye jis se ke moo ko jigar aaya
Phir ek chataai pa gharaz unko litaya
Ghamkaron ne zaqmi Shahe Safdar ko uthaya
Ghar laaye mubada kahin haalat na bigad jaye
Sar khole hue Saaniye Zahra na nikal aayeN
Daakhil hue jab ghar may Pisar Baap ko lekar
Maana lavo shevan se bapa hogaya mehshar
Thame hue thi Beti koi paun koi sar
Aahista se hujre may litaaya Unhe jaakar
Tha warde zaban wa-Aliya aaho buka may
Awaaz yahi goonjti thi arzo sama may
Tha warde zaban wa-Aliya aaho buka may
Awaaz yahi goonjti thi arzo sama may
============
Please Comment / Like / Share / Subscribe.
You can download a BAYAAZ of all nauhas on this channel from:
https://archive.org/details/BayaazOfOldNohaySep2018
Please Like my Official Facebook Page : https://www.facebook.com/OldNohay

4:09
|