4:10
|
Noha Ayaam E Fatimiya 1437-2016 Zahra Ko Muslaman Ny Jis Tarah Rolaya Hai - Urdu
Noha Ayaam E Fatimiya 1437-2016 Zahra Ko Muslaman Ny Jis Tarah Rolaya Hai
Noha Khwan: Mohammad Hassan, Safdar Kaleem, Johar Rizvi, Missaum Zaidi, Hamza Rizvi
Poet: Akhtar Kaleem

2:51
|
Momin Fasiq Ki Tarah Nahi Hota || Hafiz Syed Muhammad Haider Naqvi - Urdu
مومن فاسق کی طرح نہیں ہوتا || آیاتٌ بیّناتٌ || حافظ سید محمد حیدر نقوی
Momin Fasiq Ki Tarah Nahi Hota || Ayaat-un-Bayyinaat || Hafiz Syed...
مومن فاسق کی طرح نہیں ہوتا || آیاتٌ بیّناتٌ || حافظ سید محمد حیدر نقوی
Momin Fasiq Ki Tarah Nahi Hota || Ayaat-un-Bayyinaat || Hafiz Syed Muhammad Haider Naqvi
#MominFasiqKiTarahNahiHota #Ayaat_un_Bayyinaat #SyedMuhammadHaiderNaqvi
More...
Description:

7:48
|
Imam Khomeni (RA) Anniversary, 2011, Poetry - Toronto - Urdu
An inspiring poem by Br. Fayyaz Mehdi, written for the anniversary event in Toronto. The misrah-e-tarah was 'Batil Say Baraat Ka Huner Day Gaya Hum Ko'

3:10
|
Imam Khomeni (RA) Anniversary, 2011, Poetry - Toronto - Urdu
A beautiful poem by the famous poet Dr. Hilal Naqvi Amrohvi of Karachi written for the anniversary event in Toronto. The Misrah-e-Tarah was 'Batil Say Baraat Ka Huner Day Gaya Hum Ko'

6:10
|
Imam Khomeni (RA) Anniversary, 2011, Poetry - Toronto - Urdu
A beautiful poem by Sr. Nasira Gohar of Karachi, written for the anniversary event in Toronto. The Misrah-e-Tarah was 'Batil say baraat ka huner day gaya hum ko'

6:56
|
45:36
|
Ba Hasiyat Qoum Taraqi Kis Tarah Krain? | حجۃالاسلام سیّد جواد نقوی | Urdu
بحیثیت قوم ترقی کس طرح کریں؟ 05 جمادی الاول 1441 | Ba Hasiyat Qoum Taraqi Kis Tarah Krain?
حجۃالاسلام سیّد جواد نقوی
قومی مرکز...
بحیثیت قوم ترقی کس طرح کریں؟ 05 جمادی الاول 1441 | Ba Hasiyat Qoum Taraqi Kis Tarah Krain?
حجۃالاسلام سیّد جواد نقوی
قومی مرکز خواجگان، شاہ جمال، لاہور
H.I Syed Jawad Naqvi
Qoumi Markaz Khwajgan, Shah Jamal, Lahore.
01 January 2020
Follow us:
👤 fb.com/wisdomgateway
👤 fb.com/wisdomgatewayarchive
🎬 shiatv.net/u/wisdomgateway
📱 telegram.me/wisdomgateway
📞 instagram.com/wisdomgateway
🎥 twitter.com/wisdomgateway
📲https://chat.whatsapp.com/G2fmYox6Evk3vjLHVJ4ils

4:58
|
[Clip] Imam Reza (as) Nay Mamoon Ke Sazish Ko Kis Tarah Nakaam Banaya | H.I Syed Kazim Abbas Naqvi - Urdu
Imam Reza (as) Nay Mamoon Ke Sazish Ko Kis Tarah Nakaam Banaya
امام رضاعلیہ السلام نے مامون کی سازش کو کس طرح ناکام بنایا
Speaker: H.I...
Imam Reza (as) Nay Mamoon Ke Sazish Ko Kis Tarah Nakaam Banaya
امام رضاعلیہ السلام نے مامون کی سازش کو کس طرح ناکام بنایا
Speaker: H.I Syed Kazim Abbas Naqvi
حجۃ الاسلام سید کاظم عباس نقوی

3:50
|
[Clip] Imam Mehdi (aj) Fitnoo or Bidatoon Ka Khatma Kis Tarah Say Karain Gay? | H.I Ali Asghar Saifi - Urdu
Imam Mehdi (as) Fitno or Bidatton Ka Khatma Kis Tarah Say Karain Gay ? امام مہدی (عج) فتنوں اوربدعتوں کاخاتمہ کس طرح سے کریں گے؟...
Imam Mehdi (as) Fitno or Bidatton Ka Khatma Kis Tarah Say Karain Gay ? امام مہدی (عج) فتنوں اوربدعتوں کاخاتمہ کس طرح سے کریں گے؟ Speaker: H.I Ali Asghar Saif...
More...
Description:
Imam Mehdi (as) Fitno or Bidatton Ka Khatma Kis Tarah Say Karain Gay ? امام مہدی (عج) فتنوں اوربدعتوں کاخاتمہ کس طرح سے کریں گے؟ Speaker: H.I Ali Asghar Saif...
Description of Yazeeds wife "Hind" [URDU]
Qafla-e-Hussaini ko Damishq laye janay ke kuch dinon baad aik aurat Yazeed ki biwi Hind k pass ayi aur kaha:
"Kuch qaidi laye gaye hain jin mein aksariat aurton ki hai. Lakin mujhe maloom nahin...
Qafla-e-Hussaini ko Damishq laye janay ke kuch dinon baad aik aurat Yazeed ki biwi Hind k pass ayi aur kaha:
"Kuch qaidi laye gaye hain jin mein aksariat aurton ki hai. Lakin mujhe maloom nahin k wo kon hain. behtar hai k aap ayen aur haqeeqat maloom karein".
Hind Uthi aur Umda libaas pehna, chaadar orhi aur khaadma ko hukm dia k qaid-khanay mein us k liay kursi lagayi jaye.
Hind Kursi per baith gayi.
Bibi Zainab(S.A) ne ghaur se is aurat ki taraf dekha tou pehchaan lia k ye Hind binte Abdullah hai, jo arsa pehlay Ameer-ul-Momineen(A.S) k ghar mein khaadma thi.
Bibi Zainab(S.A) ne Bibi Umm-e-Kulsoom(S.A) se farmaya:
"Kia aap ne pehchaana, ye Hind Binte Abdullah hain"
Donon bibion ne khaamoshi se apnay saron ko neechay jhuka lia ta-k Hind un ki taraf mutawajja na ho. Lakin Hind ghaur se bibion ko dekh rahi thi, is liay agay barh kar pucha:
"Behen, aap donon ne apas mein guftugoo kar k apnay saron ko jhuka lia, kia koi khaas baat hai?"
Bbion ne koi jawab na dia.
Hind: "Behen, aap kis ilaaqay se hain?"
Sani-e-Zahra(S.A) khamosh na reh sakeen aur farmaya:
"Hum Madina k rehnay walay hein".
Hind ne suna tou ahtraman khari ho gayi aur kaha:
"Kia aap Madina walon ko jaanti hain!?"
Zainab(S.A): "Aap kin Madina walon k mutalliq daryaft karna chahti hain?"
Hind: "Mein apnay aaqa Imam Ali(A.S) k gharanay k mutalliq daryaft karna chahti hun"
Zainab(S.A): "Tum ALI(A.S) k gharaanay ko kaisay jaanti ho?"
Hind (Imam ki yaad mein ashk-bar hotay huay):
"Mein us ghar mein khaadma thi, aur kaam kia karti thi. Mujhe Us ghar se bauhat muhabbat hai"
Zainab(S.A): Tum Us ghar k kin afraad ko jaanti ho?
Hind: Mein Imam Ali(A.S) ki aulaad ka haal maloom karna chahti hun. Mein Hussain(A.S), Aulaad-e-Hussain(A.S) aur Imam ki paak-baaz sahabzaadion ka haal ahwaal aur khairiat maloom karna chahti hun.
Zianab(S.A) - rotay huay:
"Aye Hind! Agar Aal-e-Ali k mutalliq puchti ho tou suno!
Hum(Aulaad-e-Ali) Madina chor chukay hain aur Un ki Aal ki shahadaton ki khabar Madina pohnchaanay k muntazir hein.
Agar HUSSAIN ki haalat se ba-khabar hona chahti ho tou suno! Yazeed k samnay jo ser maujood hai jis se wo lutf-andoz hota hai, wo HUSSAIN ka ser hai.
Agar ABBAS-e-JARRI ka puchti ho tou hum un k Jism k tukray aur BE-SER laashay sarzameen-e-Karbala per chor aanay per majboor kar diay gaye!
Agar Aulaad-e-Hussain ka puchti ho tou wo beemaar naujawan jo shuddat-e-dard ki waja se chalnay per qaadir nahin hai, wohi Hussain k betay ZAIN-ul-ABIDEEN(A.S) hein!
Agar Banaat-e-Ali ka puchti ho, tou MEIN hi ZAINAB BINTE ALI, aur ye UMM-e-KUSLOOM hain.
Hind rotay huay: Wa Amma! Wa Sayyada! Wa Hussaina!
Kaash! Kaash mein andhi hoti Banaat-e-Fatima(S.A) ko is haalat mein na dekhti!
Shuddat-e-Jazbaat mein Hind ne aik pathar apnay ser per maara, jis se khoon jaari hua aur wo ghash kha gayi.
Hind ne Zainab(S.A) ko apnay sarhaanay paaya, jo us se farma rahi theen:
"Hind! utho apnay ghar jao! Aisa na ho tera shauhar Yazeed tujh per ghazab-naak ho!"
Hind: "Khuda ki qasam! Jub tak Aba-Abdullah Hussain ka matam na kar lun, aur Aap Hashmi khawateen ko ghar na le jaun, mein wapas na jaun gi!"
Hind uthi, libaas chaak kiay huay aur ser-barahna Yazeed k pass ayi jo darbaar mein damishq k wuzra aur hawaarion k darmiaan betha hua tha.
Hind: Aye Yazeed! Kia tu ne Ser-e-muqaddas-e-Hussain, farzand-e-Rasool ko darwaza k kinaaray NAIZAY per latkaanay ka hukm dia hai!?
Yazeed jo saltanat, aish o ishrat ka taaj pehnay takht per takkia lagaye baitha tha, achaanak apni zauja ki ghier-mardon k samnay ye haalat dekhi tou maaray gairat k apni jagah se utha aur usay chaadar urhaatay huay bola:
"Khuda lanat karay Ibn-e-Ziyad per, jis ne jald-baazi ki aur Hussain(A.S) ko qatal kia!"
Hind: "Aye Yazeed! Waaye ho tujh per! Meray mutalliq GHAIRAT se kaam letay ho!
Dukhtar-e-Rasool Zahra(S.A) ki betion k mutalliq teri ghairat kaha gayi!?
Tu ne un ki chaadarain cheeneen, aur un muqaddas khawateen ko gali kocha o bazaar mein aashkaar kia, aur unhein zindaanon mein qaid kar k khud chain o sukoon ki neend sona chahtay ho!
Khuda ki Qasam! Jub tak inhein meray saath nahin bhejo ge, mein tumharay ghar mein qadam nahin rakhun gi!"
Is waqiay aur apnay khilaaf aag ki tarah tezi se phailtay hui logon ki nafraton ki waja se yazeed pareshaan rehnay laga, aur usay ahsaas ho gaya k jis ALLAH aur RASOOL k naam ko dabanay aur Jis Deen k khaatmay k khuwab Us k baap daada ne dekhay thay, wo Aal-e-Rasool ko qatal kar k bhi buri tarah nakaam ho raha hai aur qareeb hai k jazbaat aur nafrat mein koi us k khilaaf baghaawat khari kar k us ka khaatma kar de lihaaza bil-aakhir wo Aseeraan-e-karbala se buri tarah wehshat khaanay laga, aur kuch din pehlay tak jin ka mazaq uraya karta tha, aur un se lutf andoz hota tha, ko Riha karnay k baray mein sochnay laga, ta-k us ki hakoomat bachi rahay.

1:28
|
Quick Recipes - Gulab Jamun quick, easy & authentic Recipe - English Urdu
Gulab Jamun Recipe. This time make them at home.
Eid is incomplete without Gulab Jamuns. Continue the tradition by making them at home this time.
#HappyCookingToYou
Gulab Jamun Recipe in...
Gulab Jamun Recipe. This time make them at home.
Eid is incomplete without Gulab Jamuns. Continue the tradition by making them at home this time.
#HappyCookingToYou
Gulab Jamun Recipe in English:
Ingredients:
• Lassa khoya 250 grams
• Baking soda 1 pinch
• Salt 1 pinch
• Flour 1/3 cup
• Egg ½
Syrup:
• Water 2 cups
• Sugar 1 & ½ cup
• Kewra water 1 tsp
• Cardamom powder 1/2 tsp
• Lemon juice 1 tsp
Directions:
To make syrup, in a pan add water and sugar and cook until it becomes a sticky syrup. Now turn off the flame and add kewra water, cardamom powder, lemon juice and mix well.
In a bowl take lassa khoya and crumble it well with your hands. Add flour, baking soda, salt, and egg and mix well to a smooth dough. It needs kneading for at least 6-8 minutes.
Now make small balls of same size. Make sure they are smooth and have no cracks.
Heat ghee, and add balls and fry gently and stir continuously. Make sure ghee is not very hot otherwise gulab jamun will not cook well from inside or will burn.
When gulab jamuns becomes golden, add them directly to hot syrup. Make sure syrup is hot (not burning hot).
Repeat frying process. Add all gulab jamuns in syrup and leave them for 60 minutes
Garnish with pistachios and serve
Gulab Jamun Recipe in Urdu:
Ajza:
• lassa khoya 250 grams
• Baking soda 1 pinch
• namak 1 pinch
• Maida 1/3 cup
• Anda ½ adha
Syrup:
• Paani 2 cups
• Cheeni 1 & ½ cup
• Kewra arq 1 tsp
• Elaichi powder 1/2 tsp
• lemon juice 1 tsp
Banane ka tareeka:
Ek pan main pani len aur cheeni shamil kar ke pakayen. Jab tak ke garha sheera banjaye. Ab choolhay se utaar len aur kewra arq, elaichi powder and lemon juice shamil kar ke achi tarah mix karlen.
Ek bowl main lassa khoya lekar achi tarah hathon se choora choora kar len. Maida, baking soda , namak, aur anda shamil karke mix Karen. 6-8 minutes tak goondhen taake acha sa paira banjaye. Ab is main se ek hi size ki choti choti golian banalen. Dhiyan rahe ke golian smooth hon aur cracks na hon.
Ab ghee garam kar lain aur ek ek karke golian daalen aur medium aanch par fry Karen. Aanch tez na ho warna gulab jamun jal jayenge ya ander se kache reh jayenge. Jese hi gulab jamun golden hojayen garam sheere main shamil karte jaye. Sheera garam hona chahiye. Ek ghante keliye sheere main hi rehne den aur phir garnish karke serve karen.

Mushaira - Wiladat Sayyeda Zahra (s.a) -Saqib Sahab- Urdu
Mushaira - Wiladata Sayyeda (s.a) - Urdu. Zainabia Center Detroit Michigan - June 2008. Misra Tarah: "Hai ayaan Ayat-e-Tatheer say Ismat ka Mizaj". Unfortunately due to technical...
Mushaira - Wiladata Sayyeda (s.a) - Urdu. Zainabia Center Detroit Michigan - June 2008. Misra Tarah: "Hai ayaan Ayat-e-Tatheer say Ismat ka Mizaj". Unfortunately due to technical difficulties, Brother Saqib's kalaam was not recorded completely.

Mushaira - Wiladat Sayyeda Zahra (s.a) -Zafar Mehdi Sahab- Urdu
Mushaira - Wiladata Sayyeda (s.a) - Urdu. Zainabia Center Detroit Michigan - June 2008. Misra Tarah: "Hai ayaan Ayat-e-Tatheer say Ismat ka Mizaj"

Mushaira - Wiladat Sayyeda Zahra (s.a) -Wali Haideri Sahab- Urdu
Mushaira - Wiladata Sayyeda (s.a) - Urdu. Zainabia Center Detroit Michigan - June 2008. Misra Tarah: "Hai ayaan Ayat-e-Tatheer say Ismat ka Mizaj"
Mushaira - Wiladata Sayyeda (s.a) - Urdu. Zainabia Center Detroit Michigan - June 2008. Misra Tarah: "Hai ayaan Ayat-e-Tatheer say Ismat ka Mizaj"
Mushaira - Wiladat Sayyeda Zahra (s.a) -Haider Akbari Sahab- Urdu
Mushaira - Wiladata Sayyeda (s.a) - Urdu. Zainabia Center Detroit Michigan - June 2008. Misra Tarah: "Hai ayaan Ayat-e-Tatheer say Ismat ka Mizaj"
Mushaira - Wiladata Sayyeda (s.a) - Urdu. Zainabia Center Detroit Michigan - June 2008. Misra Tarah: "Hai ayaan Ayat-e-Tatheer say Ismat ka Mizaj"
Mushaira - Wiladat Sayyeda Zahra (s.a) -Kumail Rizvi Sahab- Urdu
Mushaira - Wiladata Sayyeda (s.a) - Urdu. Zainabia Center Detroit Michigan - June 2008. Misra Tarah: "Hai ayaan Ayat-e-Tatheer say Ismat ka Mizaj"
Mushaira - Wiladata Sayyeda (s.a) - Urdu. Zainabia Center Detroit Michigan - June 2008. Misra Tarah: "Hai ayaan Ayat-e-Tatheer say Ismat ka Mizaj"
Mushaira - Wiladat Sayyeda Zahra (s.a) -Hussain Danish Sahab-Urdu
Mushaira - Wiladata Sayyeda (s.a) - Urdu. Zainabia Center Detroit Michigan - June 2008. Misra Tarah: "Hai ayaan Ayat-e-Tatheer say Ismat ka Mizaj"
Mushaira - Wiladata Sayyeda (s.a) - Urdu. Zainabia Center Detroit Michigan - June 2008. Misra Tarah: "Hai ayaan Ayat-e-Tatheer say Ismat ka Mizaj"
Mushaira - Wiladat Sayyeda Zahra (s.a) -Zia Rizvi Sahab- Urdu
Mushaira - Wiladata Sayyeda (s.a) - Urdu. Zainabia Center Detroit Michigan - June 2008. Misra Tarah: "Hai ayaan Ayat-e-Tatheer say Ismat ka Mizaj"
Mushaira - Wiladata Sayyeda (s.a) - Urdu. Zainabia Center Detroit Michigan - June 2008. Misra Tarah: "Hai ayaan Ayat-e-Tatheer say Ismat ka Mizaj"
11:19
|
Mushaira - Wiladat Sayyeda Zahra (s.a) -Irfan Sahab- Urdu
Mushaira - Wiladata Sayyeda Zahra(s.a) - Urdu. Zainabia Center Detroit Michigan - June 2008. Misra Tarah: "Hai ayaan Ayat-e-Tatheer say Ismat ka Mizaj"

Mushaira - Wiladat Sayyeda Zahra (s.a) -Nasim Farogh Sahab- Urdu
Mushaira - Wiladata Sayyeda (s.a) - Urdu. Zainabia Center Detroit Michigan - June 2008. Misra Tarah: "Hai ayaan Ayat-e-Tatheer say Ismat ka Mizaj"
Mushaira - Wiladata Sayyeda (s.a) - Urdu. Zainabia Center Detroit Michigan - June 2008. Misra Tarah: "Hai ayaan Ayat-e-Tatheer say Ismat ka Mizaj"
42:02
|
Mushaira - Wiladat Sayyeda Zahra(s.a) -Baqir Zaidi Sahab- Urdu
Mushaira - Wiladata Sayyeda Zahra(s.a) - Urdu. Zainabia Center Detroit Michigan - June 2008. Misra Tarah: "Hai ayaan Ayat-e-Tatheer say Ismat ka Mizaj"
Mushaira - Wiladata Sayyeda Zahra(s.a) - Urdu. Zainabia Center Detroit Michigan - June 2008. Misra Tarah: "Hai ayaan Ayat-e-Tatheer say Ismat ka Mizaj"
Beti Ali ki Turbat e Zehra Par aayi hai - nauha-- Urdu
Wriiten by: SHAYAR-E-AHLEBAIT HASAN ALI SHIVJI 'FUGHAN'
Beti Ali ki Turbat-e Zehra pe aayee hai , Kurta Lahoo bahara hua bhai ka layee hai
kehti e Hussain ki Amma Utho utho
Zainab se karbala...
Wriiten by: SHAYAR-E-AHLEBAIT HASAN ALI SHIVJI 'FUGHAN'
Beti Ali ki Turbat-e Zehra pe aayee hai , Kurta Lahoo bahara hua bhai ka layee hai
kehti e Hussain ki Amma Utho utho
Zainab se karbala ka zarra majra suno
kehti e Hussain ki Amma Utho utho
Amma humara ranjho masahib hai dardnaak, Amma humare khalbo jigar ho chuke hai chaak
Amma humare nana ki ummat ne ki daga, Amma humare khoon ko samjhe sab rawa
kehti e Hussain ki Amma Utho utho
Zainab se karbala ka zarra majra suno
Amma taras ke reh gaye paani ko hum tamam, Amma diya na humko kisi ne bhi ek jaam
Amma humare Mard tahe teg hogaye, Amma nahake khoon main bechare so gaye
kehti e Hussain ki Amma Utho utho
Zainab se karbala ka zarra Majra suno
Amma Pade hai nahar par Abbas Ruth kar, Amma Sakina soti hai zinda main be pidar
Amma kaha se Akbar-e-Mehroo ko lau main , Amma kaha se Asgar-e-Nadan ko pau main
kehti e Hussain ki Amma Utho utho
Zainab se karbala ka zarra Majra suno
Amma wo mere Aun o Mohammed mere pisar, Maidaan-e-Karbala main pade hai kata ke sar
Amma lahoo main doob k Kasim bhi chal base, Amma Hasan ko muh na dikhane ke hum rahe
kehti e Hussain ki Amma Utho utho
Zainab se karbala ka zarra Majra suno
Amma Hussain Karbobalahee main rahe gaye, Amma Hussain saare Masahib ko seh gaye
Amma Hussain mar gaye be yaaro be watan , Amma hussain ko na mayaser hua kafan
kehti e Hussain ki Amma Utho utho
Zainab se karbala ka zarra Majra suno
Amma humari chaadare bhi chin gayee tamam , Amma humare haal par haste the ahle shaam
Amma wo shaam-e- Gurbate Shabbir ahha, Amma wo raat kaali wo sunsaan katl gaa
kehti e Hussain ki Amma Utho utho
Zainab se karbala ka zarra Majra suno
Amma ye haal -e-Abid-e-Bimaar hogaya , Zalim sipahi ne le liya bistar garib ka
Amma kadam kadam pe aseeri rula gayee, gardan main tauk paav main zanjeer aagayee
kehti e Hussain ki amma Utho utho
Zainab se karbala ka zarra Majra suno
Amma wo bibiyon ka tadapna wo shor-o-shay, Amma rahegi yaad wo aabon bukh wo bey
Amma Rabab roti hai Asgar ko subho shaam , Akbar ko yaad karti hai Laila-e-tashnkaam
kehti e Hussain ki amma Utho utho
Zainhab se karbala ka zarra majra suno
Baazu ke neel dekhiye Amma Khuda gawa, Maktal ki gard bangayee ab shaa Khuda gawa
Amma ye bebasi ye qayamat ki bebasi , amma Humare haal par roti hai amma bekasi
kehti e Hussain ki Amma Utho utho
Zainab se karbala ka zarra Majra suno
Amma batayiye tho main ab jee k kya karu , kiss tarah ab Hussain ki furkat ka gam sahu
aayi Fughan nida ki sare hashr hum bhi ab , Kurta lahoo bhara hua rakh denge peshe rab
Beti tumhara Bhai Shah-e- Mashra khain hain, beti tumhare sabr main fathe Hussain hai
kehti e Hussain ki Amma Utho utho
Zaihab se karbala ka zarra Majra suno

1:12
|
Video Tags:
Iran,,Ki,,Musleh,,Afwaj,,Per,,Dushman,,Ko,,Munh,,Tor,,Jawab,,Deny,,Kay,,Liye,,Pori,,Tarah,,Amadah,,,Sahar,,Urdu,,News
5:31
|
30:53
|
[05] Quran Shanasi (Surah Al-Nisa) | آغا السیّد حیدر علی الموسوی | Urdu
Quran Shanasi | قرآن شناسی
(05) Deen e Islam Dunya main kis Tarah pesh hua | (05) دینِ اسلام دنیا کس طرح پیش ہوا
Speaker: Agha Sayyid Haider...
Quran Shanasi | قرآن شناسی
(05) Deen e Islam Dunya main kis Tarah pesh hua | (05) دینِ اسلام دنیا کس طرح پیش ہوا
Speaker: Agha Sayyid Haider Ali Moosvi
خطاب: آغا السیّد حیدر علی الموسوی
#Quran_Shanasi,#AghaHaiderAliMoosvi,#Ramadan
Date: 13 May 2020
Follow us:
👤 fb.com/wisdomgateway
👤 fb.com/wisdomgatewayproduction
🎬 shiatv.net/u/wisdomgateway
📱 telegram.me/wisdomgateway
📞 instagram.com/wisdomgateway
🎥 twitter.com/wisdomgateway
📲https://chat.whatsapp.com/G2fmYox6Evk...

4:06
|
[Quick Recipe] No Bake Orange Cheesecake Recipe - English Urdu
Another delectable No Bake Orange cheesecake recipe just in time for the season. Everyone at Food Fusion Loved it let us know what you think? #HappyCookingToYou #FoodFusion #OlpersCream
Written...

Written Recipe: https://bit.ly/35x2PnK
Serves 6-8
Recipe In English:
Ingredients:
Prepare Crust:
-Marie biscuits 180g or as required
-Makhan (Butter) melted 70g
-Orange zest ½ tbs
Prepare Candied oranges:
-Water ¾ Cup
-Sugar ½ Cup
-Orange slices as required (use firm oranges,slice thickness: 4mm)
Prepare Cheesecake:
-Olper’s Dairy Cream chilled 250ml
-Icing sugar ½ Cup
-Andon ki zardi (Egg yolks) 4
-Dahi (Yogurt) 200g
-Cream cheese 200g
-Orange juice ¾ Cup
-Lemon juice 1 tsp
-Bareek cheeni (Caster sugar) 1/3 Cup
-Orange zest 1 tbs
-Gelatin powder 1 tbs
-Water 4 tbs
-Orange food color ¼ tsp or as required
-Cherries
Directions:
Prepare Crust:
-In a chopper,add marie biscuits & process until finely crushed.
-Add melted butter,orange zest & process until well combined.
-Transfer this to 8-inch spring form pan.
-Spread evenly & press firmly to set it then refrigerate for 1 hour.
Prepare Candied oranges:
-In a frying pan add water, sugar & mix well until sugar melts.
-Add orange slices & cook slices in sugar syrup until orange peels are transparent.
-Spread on a tray & let them completely cool & reserve for garnishing.
Prepare Cheesecake:
-In a large bowl add ice cubes.
-Place another bowl in center,add cream and beat well.
-Add icing sugar & beat until stiff peaks form & set aside.
-In a bowl add egg yolks, yogurt, cream cheese, orange juice, lemon juice, caster sugar, orange zest & whisk well.
-Cook on double boiler for 16-18 minutes while whisking gently.
-Place the bowl on double boiler,whisk gently & cook on low flame for 16-18 minutes.
-In a small bowl dissolve gelatin powder in water & mix well.
-Add dissolved gelatin mixture & mix well.
-Add orange food color & mix well.
-Remove the bowl from double boiler & bring it to room temperature while whisking in between to avoid forming crust.
-Add whipped cream & fold gently with spatula until combined.
-Transfer the mixture to already crest set springform pan,tap few times,cover with cling film & freeze for 4 hours.
-Carefully remove springform pan, decorate with candied oranges slices,cherries,mint leaves & serve!
Recipe in Urdu:

Tarkeeb:
Prepare Crust:
-Chopper may marie biscuits dal dein aur finley crushed hunay tak ache tarhan process ker lein.
-Makhan aur orange zest dal ker ache tarhan chop ker lein.
-Mixture ko 8-inch springform baking pan mein transfer kar k pheela len phir firmly press ker ka set ker lein.
-1 hour kliya refrigerate ker lein.
Prepare Candied oranges:
-Frying pan may pani or cheeni dal ker cheeni melt ho janay tak ache tarhan mix ker lein.
-Ab Orange slices dal kar sugar syrup mein itna pakayein ka orange peels transparent ho jayein.
-Orange slices ko tray mein nikal lein,thanda ker lein aur garnishing kliya reserve ker lein.
Prepare Cheesecake:
-Aik baray bowl may ice cubes daal kar aik dusra bowl beech may rakh den.
-Cream dal kar beat karen.
-Icing sugar daal kar stiff peaks foem honay tak beat karlen aur side per rakh dein.
-Aik dusray bowl may andon ki zardi, dahi, cream cheese, orange juice, lemon juice, bareek cheeni, orange zest daal kar achi tarhan whisk karlen.
-Ab bowl ko double boiler pe rakh kar gently whisk karen or 16-18 minutes kliya paka lein.
-Aik chotay bowl may gelatin powder or pani daal kar mix karen.
-Ab dissolved gelatin powder ko bowl k mixture may daal kara chi tarah mix karen.
-Orange food color dal kar mix karen, double boiler se hata lein aur bech bech mein whisk kertay hoye room temperature pe thanda ker lein ta ka forming crust na banay.
-Whipped cream mein dal kar spatula ki madad se fold karen.
-Ab is mixture ko crest walay springform pan may dal kar few times tap karen. Cling film se cover ker lein aur freezer mein 4 hours kliye rakh den.
-Cheese cake ko carefully springform pan se nikal lein,candied orange slices,cherries aur podina sa garnish ker ke serve karein!

food
fusion,food
fusion
recipes,food
fusion
recipe,by
Food
Fusion,orange
cheese
cake,orange
cheese
cake
recipe,orange
cheese
cake
by
food
fusion,orange
cake,no
bake
cheese
cake,no
bake
orange
cheese
cake,no
bake
cake,no
bake
cake
by
food
fusion