45:13
|
7:08
|
51:06
|
56:13
|
[Part 1 Mere Apnon kay Saath with Shuja Rizvi] The Story of Karvan of Pride
Program : Mere Apno\\\\\\\'n kay Saath
Host : Shuja Rizvi
Topic : The Story of Karvan of Pride
Guest : Aun Jafferi , Samina Gohar, Ali Asghar, Ali Ghanzfar

100:46
|
Majlis - Maulana Syed Ali Naqi Naqvi urf Naqqan - Sadiqeen-urdu
Majlis by Syed-ul-Ulama Ayatullah Syed Ali Naqi Naqvi urf Naqqan sahab qibla marhoom on topic of Allah Say Daro Aur Sacho Kay Saath Ho Jao

31:47
|
5:24
|
5:02
|
4:24
|
Nakhun Kis tarteeb k saath kate jae? | kis din nakhun katne se beemaria door ho jati hein | Urdu
Nakhun Kis tarteeb k saath kate jae? | kis din nakhun katne se beemaria door ho jati hein
ناخن کاٹنے کے آداب
ناخن کیسے کاٹنے چاہییں؟
کس دن ناخن...

کس دن ناخن کاٹنے سے جسم سے بیماریاں دور ہو جاتی ہیں؟
کیوں نہ زندگی کا ہر کام ایسے کریں کہ کام بھی ہو جائے اور ثواب بھی مل جائے
مولانا محمد حسن رضا سیفی عفی عنہ
More...
Description:

2:06
|
Allah Insaano Ke Saath Kis Zabaan Mein Baat Karta Hai | Urdu
Allah Insaano Ke Saath Kis Zabaan Mein Baat Karta Hai?
Full Series Playlist
https://www.youtube.com/playlist?list=PLJ1feBhkmnK1SlsknB_TuL1ZrzBX_Nma6

حٌبِ علی اور حقِ غدير Love of imam Ali and rights of Ghadeer(Nawabshah) 26 Dec - Part 01
ھم سب ظالم ہيں مگر کيسے
ھم عيد غدير مناتے ہيں صرف اس کو ذندہٰٰ
رکھنے کے لۓ-جيسے مريض ہسپتال ٰ
ميں نہ کہ...
ھم سب ظالم ہيں مگر کيسے
ھم عيد غدير مناتے ہيں صرف اس کو ذندہٰٰ
رکھنے کے لۓ-جيسے مريض ہسپتال ٰ
ميں نہ کہ ولايتِ علی ع کو جاری رکھنے کے لۓٰٰ
by AMZ
We are Celebrating Eid-E-Ghadeer as one of the greatest Eid just for keeping it alive like a patient in Hospital (ICU)– Not for running of Vilyat-E-Ameer ul Momineen
Hum sub Zalim hain Magar Kaisay ?
Is it time to Enjoy or Cry , what happened with Ghadeer ?
Did we ask ourselves, what happened with the Vilayat E Ameer ul Momineen (a.s)?
Did followers or Mohibs fullfill their duties?
Is talking about the size of stage and crowd is enough?
Suppose after one year during Haj Abuzar, Mesum Tammar, Ammar E Yasir and Salman Farsi were asked about Ghadeer
What would they respond, will they enjoy or cry? They will cry because Bibi Fatima (a.s) was the first sacrifice of Ghadeer and the Vilyat was taken away.
Is Ghadeer Vilayt E Tashrihee or Takwini
What is Vilayat E Tashrihee:
How to pass our life – The way Ali like?
How to act against Zalemeen – The way Ali like?
How we celebrate our marriages – the way Ali like?
What time we wake up – the time Ali wants?
This is called Vilayat Tashrihee
What is Tasheeah Janaza ? Janazay kay saath chalnay wala
What is shia E Ali (a.s) – Ali ( a.s) kay saath Chalna wala

Must watch حٌبِ علی اور حق غدير Love of imam Ali and rights of Ghadeer(Nawabshah) 26 Dec - Part
ھم سب ظالم ہيں مگر کيسے
ھم عيد غدير مناتے ہيں صرف اس کو ذندہٰٰ
رکھنے کے لۓ-جيسے مريض ہسپتال ٰ
ميں نہ کہ...
ھم سب ظالم ہيں مگر کيسے
ھم عيد غدير مناتے ہيں صرف اس کو ذندہٰٰ
رکھنے کے لۓ-جيسے مريض ہسپتال ٰ
ميں نہ کہ ولايتِ علی ع کو جاری رکھنے کے لۓٰٰ
seminar By AMZ

45:23
|
[22] Hazrat Adam (as) Aur Hazrat Hawwa (as) Zameen Par + Malaika Ki Hamraahi - Urdu
Lecture 22 - Hazrat Adam (as) - Insan Dunya Se Pehle
Topics Discussed:
1 - Hazrat Hawwa (as) Ki Khilqat + Khawateen Ki Khoobsurati
2 - Hazrat Adam (as) Aur Hazrat...
Lecture 22 - Hazrat Adam (as) - Insan Dunya Se Pehle
Topics Discussed:
1 - Hazrat Hawwa (as) Ki Khilqat + Khawateen Ki Khoobsurati
2 - Hazrat Adam (as) Aur Hazrat Hawwa (sa) Safa Aur Marwa Mein
3 - Hajj Ka Aagaz
4 - Hazrat Adam (as) Ke Saath Malaika
5 - Jibraail (as) Ki Mulaqat Hazrat Adam (as) Ke Saath
youtube.com/c/shaykhhaniraza
facebook.com/shkhaniraza

4:57
|
[Quick Recipe] Eid Special Moist Chocolate Cake - English Urdu
This Eid make the best Moist Chocolate Cake at home. For best results use @Sunridge Foods Maida #HappyCookingToYou #FoodFusion
Written Recipe: https://bit.ly/3ycYG2e
Moist Chocolate Cake...
This Eid make the best Moist Chocolate Cake at home. For best results use @Sunridge Foods Maida #HappyCookingToYou #FoodFusion
Written Recipe: https://bit.ly/3ycYG2e
Moist Chocolate Cake
Recipe in English:
Ingredients:
Prepare Chocolate Cake:
-Hot water 1 Cup
-Instant coffee 2 tsp
-Maida (All-purpose flour) 2 & ½ Cups
-Cocoa powder ¾ Cup
-Baking powder 1 & ½ tsp
-Baking soda ½ tbs
-Namak (Salt) ½ tsp
-Bareek cheeni (Caster sugar) 1 & ½ Cup
-Anday (Eggs) 3 (room temperature)
-Doodh (Milk) 1 Cup (room temperature)
-Cooking oil ½ Cup
-Sirka (Vinegar) ½ tbs
-Vanilla essence 2 tsp
-Makhan (Butter) soft
Prepare Chocolate Syrup:
-Cocoa powder ½ Cup
-Bareek cheeni (Caster sugar) ½ Cup
-Water hot 1 Cup
Prepare Chocolate Frosting:
-Chocolate semisweet 400g
-Whipping cream 300ml
-Vanilla essence ½ tsp
-Cocoa powder 2 tbs
Directions:
Prepare Chocolate Cake:
-In hot water,add instant coffee,mix well & set aside.
-In a bowl,place sifter,add all-purpose flour,cocoa powder,baking powder,baking soda,salt & sift together.
-Add caster sugar & mix well.
-Add eggs,milk,cooking oil,vinegar,vanilla essence & beat until well combined.
-Now add dissolved coffee,beat well & set aside.
-Grease 8” round pan with butter & line with butter paper.
-Pour the batter in greased baking pan & bake in preheated oven at 180 C for 40 minutes.
-Take out cake pan from oven and let it cool down.
Prepare Chocolate Syrup:
-In a small jug,add cocoa powder,caster sugar,hot water,whisk well & set aside.
Prepare Chocolate Frosting:
-Place a bowl on double boiler & add semisweet chocolate,whipping cream & whisk well until smooth.
-Add vanilla essence,cocoa powder & whisk until well combined.
-Let it cool,cover & refrigerate for 1 hour.
-Place the bowl on ice bath & beat until soft peaks form (approx. 10 minutes) then transfer to a piping bag.
-Remove cake from baking pan and with the help of the cake knife,horizontally cut three layers of cake.
-Place first layer of cake on cake strand,apply prepared chocolate syrup with the help of brush.
-Now add & spread prepared chocolate frosting with the help of spatula.
-Place another layer of cake and apply prepared chocolate syrup with the help of brush.
-Now spread prepared chocolate frosting & repeat the same process for top layer of cake and cover the sides of the cake with frosting.
-Decorate & chilled until serve!
Recipe in Urdu:
Ajza:
Prepare Chocolate Cake:
-Hot water 1 Cup
-Instant coffee 2 tsp
-Maida (All-purpose flour) 2 & ½ Cups
-Cocoa powder ¾ Cup
-Baking powder 1 & ½ tsp
-Baking soda ½ tbs
-Namak (Salt) ½ tsp
-Bareek cheeni (Caster sugar) 1 & ½ Cup
-Anday (Eggs) 3 (room temperature)
-Doodh (Milk) 1 Cup (room temperature)
-Cooking oil ½ Cup
-Sirka (Vinegar) ½ tbs
-Vanilla essence 2 tsp
-Makhan (Butter) soft
Prepare Chocolate Syrup:
-Cocoa powder ½ Cup
-Bareek cheeni (Caster sugar) ½ Cup
-Water hot 1 Cup
Prepare Chocolate Frosting:
-Chocolate semisweet 400g
-Whipping cream 300ml
-Vanilla essence ½ tsp
-Cocoa powder 2 tbs
Directions:
Prepare Chocolate Cake:
-Garam pani mein instant coffee dal ker ache tarhan mix ker lein & side per rakh dein.
-Bowl per sifter rakh dein,maida,cocoa powder,baking powder,baking soda aur namak dal ker ek saath sift ker lein.
-Bareek cheeni dal ker ache tarhan mix ker lein.
-Anday,doodh,cooking oil,sirka aur vanilla essence dal ker ache tarhan beat ker lein.
-Ab dissolved coffee dal ker ache tarhan beat ker lein & side per rakh dein.
-8” round pan ko makhan sa grease karein aur butter paper laga lein.
-Greased baking pan mein tayyar batter dal dein aur preheated oven mein 180 C per 40 minutes kliya bake ker lein.
-Cake ko oven sa bahir nikal lein aur thanda ker lein.
Prepare Chocolate Syrup:
-Chotay jug mein cocoa powder,bareek cheeni aur garam pani dal ker ache tarhan whisk ker lein & side per rakh dein.
Prepare Chocolate Frosting:
-Double boiler per bowl rakh dein,semisweet cooking chocolate aur whipping cream dal dein aur smooth ho janay tak ache tarhan whisk ker lein.
-Vanilla essence aur cocoa powder dal ker ache tarhan whisk ker lein.
-Thande ker lein aur dhak ker 1 hour refrigerator mein rakh dein.
-Bowl ko ice bath per rakh dein aur soft peaks form hunay tak ache tarhan beat ker lein (approx. 10 minutes) phir piping bag mein transfer ker lein.
-Cake ko baking pan sa nikal lein aur cake knife ki madad sa horizontally three layers mein cut ker lein.
-Cake ki first layer ko cake stand per rakh dein aur brush ki madad sa chocolate syrup laga lein.
-Tayyar chocolate frosting dal ker spatula ki madad sa pheela lein.
-Ek aur cake layer rakh dein aur brush ki madad sa tayyar chocolate syrup laga lein.
-Ab tayyar chocolate frosting dal ker pheela lein aur same yehe process cake ki third layer ka saath karein aur frosting laga ker cake ki sides ko cover ker lein.
-Decorate karein aur serve kernay tak thanda ker lein.

[ISO Tarana 2011] -Warise Khoone Hussain a.s aaega aizaz ke sath- Urdu [Audio]

وارث خون حسین ع آۓگا اعزاز کے ساتھ
امامیه سٹوڈنٹس آرگنائزیشن...
[ISO Tarana 2011] -Warise Khoone Hussain a.s aaega aizaz ke sath- Urdu [Audio]
وارث خون حسین ع آۓگا اعزاز کے ساتھ
امامیه سٹوڈنٹس آرگنائزیشن
ترانہ
More...
Description:
[ISO Tarana 2011] -Warise Khoone Hussain a.s aaega aizaz ke sath- Urdu [Audio]
وارث خون حسین ع آۓگا اعزاز کے ساتھ
امامیه سٹوڈنٹس آرگنائزیشن
ترانہ
Description of Yazeeds wife "Hind" [URDU]
Qafla-e-Hussaini ko Damishq laye janay ke kuch dinon baad aik aurat Yazeed ki biwi Hind k pass ayi aur kaha:
"Kuch qaidi laye gaye hain jin mein aksariat aurton ki hai. Lakin mujhe maloom nahin...
Qafla-e-Hussaini ko Damishq laye janay ke kuch dinon baad aik aurat Yazeed ki biwi Hind k pass ayi aur kaha:
"Kuch qaidi laye gaye hain jin mein aksariat aurton ki hai. Lakin mujhe maloom nahin k wo kon hain. behtar hai k aap ayen aur haqeeqat maloom karein".
Hind Uthi aur Umda libaas pehna, chaadar orhi aur khaadma ko hukm dia k qaid-khanay mein us k liay kursi lagayi jaye.
Hind Kursi per baith gayi.
Bibi Zainab(S.A) ne ghaur se is aurat ki taraf dekha tou pehchaan lia k ye Hind binte Abdullah hai, jo arsa pehlay Ameer-ul-Momineen(A.S) k ghar mein khaadma thi.
Bibi Zainab(S.A) ne Bibi Umm-e-Kulsoom(S.A) se farmaya:
"Kia aap ne pehchaana, ye Hind Binte Abdullah hain"
Donon bibion ne khaamoshi se apnay saron ko neechay jhuka lia ta-k Hind un ki taraf mutawajja na ho. Lakin Hind ghaur se bibion ko dekh rahi thi, is liay agay barh kar pucha:
"Behen, aap donon ne apas mein guftugoo kar k apnay saron ko jhuka lia, kia koi khaas baat hai?"
Bbion ne koi jawab na dia.
Hind: "Behen, aap kis ilaaqay se hain?"
Sani-e-Zahra(S.A) khamosh na reh sakeen aur farmaya:
"Hum Madina k rehnay walay hein".
Hind ne suna tou ahtraman khari ho gayi aur kaha:
"Kia aap Madina walon ko jaanti hain!?"
Zainab(S.A): "Aap kin Madina walon k mutalliq daryaft karna chahti hain?"
Hind: "Mein apnay aaqa Imam Ali(A.S) k gharanay k mutalliq daryaft karna chahti hun"
Zainab(S.A): "Tum ALI(A.S) k gharaanay ko kaisay jaanti ho?"
Hind (Imam ki yaad mein ashk-bar hotay huay):
"Mein us ghar mein khaadma thi, aur kaam kia karti thi. Mujhe Us ghar se bauhat muhabbat hai"
Zainab(S.A): Tum Us ghar k kin afraad ko jaanti ho?
Hind: Mein Imam Ali(A.S) ki aulaad ka haal maloom karna chahti hun. Mein Hussain(A.S), Aulaad-e-Hussain(A.S) aur Imam ki paak-baaz sahabzaadion ka haal ahwaal aur khairiat maloom karna chahti hun.
Zianab(S.A) - rotay huay:
"Aye Hind! Agar Aal-e-Ali k mutalliq puchti ho tou suno!
Hum(Aulaad-e-Ali) Madina chor chukay hain aur Un ki Aal ki shahadaton ki khabar Madina pohnchaanay k muntazir hein.
Agar HUSSAIN ki haalat se ba-khabar hona chahti ho tou suno! Yazeed k samnay jo ser maujood hai jis se wo lutf-andoz hota hai, wo HUSSAIN ka ser hai.
Agar ABBAS-e-JARRI ka puchti ho tou hum un k Jism k tukray aur BE-SER laashay sarzameen-e-Karbala per chor aanay per majboor kar diay gaye!
Agar Aulaad-e-Hussain ka puchti ho tou wo beemaar naujawan jo shuddat-e-dard ki waja se chalnay per qaadir nahin hai, wohi Hussain k betay ZAIN-ul-ABIDEEN(A.S) hein!
Agar Banaat-e-Ali ka puchti ho, tou MEIN hi ZAINAB BINTE ALI, aur ye UMM-e-KUSLOOM hain.
Hind rotay huay: Wa Amma! Wa Sayyada! Wa Hussaina!
Kaash! Kaash mein andhi hoti Banaat-e-Fatima(S.A) ko is haalat mein na dekhti!
Shuddat-e-Jazbaat mein Hind ne aik pathar apnay ser per maara, jis se khoon jaari hua aur wo ghash kha gayi.
Hind ne Zainab(S.A) ko apnay sarhaanay paaya, jo us se farma rahi theen:
"Hind! utho apnay ghar jao! Aisa na ho tera shauhar Yazeed tujh per ghazab-naak ho!"
Hind: "Khuda ki qasam! Jub tak Aba-Abdullah Hussain ka matam na kar lun, aur Aap Hashmi khawateen ko ghar na le jaun, mein wapas na jaun gi!"
Hind uthi, libaas chaak kiay huay aur ser-barahna Yazeed k pass ayi jo darbaar mein damishq k wuzra aur hawaarion k darmiaan betha hua tha.
Hind: Aye Yazeed! Kia tu ne Ser-e-muqaddas-e-Hussain, farzand-e-Rasool ko darwaza k kinaaray NAIZAY per latkaanay ka hukm dia hai!?
Yazeed jo saltanat, aish o ishrat ka taaj pehnay takht per takkia lagaye baitha tha, achaanak apni zauja ki ghier-mardon k samnay ye haalat dekhi tou maaray gairat k apni jagah se utha aur usay chaadar urhaatay huay bola:
"Khuda lanat karay Ibn-e-Ziyad per, jis ne jald-baazi ki aur Hussain(A.S) ko qatal kia!"
Hind: "Aye Yazeed! Waaye ho tujh per! Meray mutalliq GHAIRAT se kaam letay ho!
Dukhtar-e-Rasool Zahra(S.A) ki betion k mutalliq teri ghairat kaha gayi!?
Tu ne un ki chaadarain cheeneen, aur un muqaddas khawateen ko gali kocha o bazaar mein aashkaar kia, aur unhein zindaanon mein qaid kar k khud chain o sukoon ki neend sona chahtay ho!
Khuda ki Qasam! Jub tak inhein meray saath nahin bhejo ge, mein tumharay ghar mein qadam nahin rakhun gi!"
Is waqiay aur apnay khilaaf aag ki tarah tezi se phailtay hui logon ki nafraton ki waja se yazeed pareshaan rehnay laga, aur usay ahsaas ho gaya k jis ALLAH aur RASOOL k naam ko dabanay aur Jis Deen k khaatmay k khuwab Us k baap daada ne dekhay thay, wo Aal-e-Rasool ko qatal kar k bhi buri tarah nakaam ho raha hai aur qareeb hai k jazbaat aur nafrat mein koi us k khilaaf baghaawat khari kar k us ka khaatma kar de lihaaza bil-aakhir wo Aseeraan-e-karbala se buri tarah wehshat khaanay laga, aur kuch din pehlay tak jin ka mazaq uraya karta tha, aur un se lutf andoz hota tha, ko Riha karnay k baray mein sochnay laga, ta-k us ki hakoomat bachi rahay.