Bibi Zainab (s.a) Rondi Reh Gai - Punjabi
Bibi Zainab s.a. Rondi Reh Gai - Punjabi. Noha recited by Nasir Asghar party Shabab ul Momineen.

5:35
|
8:03
|
10:03
|
4:08
|
6:27
|
8:37
|
7:26
|
4:38
|
4:21
|
2:47
|
Beti Ali ki Turbat e Zehra Par aayi hai - nauha-- Urdu
Wriiten by: SHAYAR-E-AHLEBAIT HASAN ALI SHIVJI 'FUGHAN'
Beti Ali ki Turbat-e Zehra pe aayee hai , Kurta Lahoo bahara hua bhai ka layee hai
kehti e Hussain ki Amma Utho utho
Zainab se karbala...
Wriiten by: SHAYAR-E-AHLEBAIT HASAN ALI SHIVJI 'FUGHAN'
Beti Ali ki Turbat-e Zehra pe aayee hai , Kurta Lahoo bahara hua bhai ka layee hai
kehti e Hussain ki Amma Utho utho
Zainab se karbala ka zarra majra suno
kehti e Hussain ki Amma Utho utho
Amma humara ranjho masahib hai dardnaak, Amma humare khalbo jigar ho chuke hai chaak
Amma humare nana ki ummat ne ki daga, Amma humare khoon ko samjhe sab rawa
kehti e Hussain ki Amma Utho utho
Zainab se karbala ka zarra majra suno
Amma taras ke reh gaye paani ko hum tamam, Amma diya na humko kisi ne bhi ek jaam
Amma humare Mard tahe teg hogaye, Amma nahake khoon main bechare so gaye
kehti e Hussain ki Amma Utho utho
Zainab se karbala ka zarra Majra suno
Amma Pade hai nahar par Abbas Ruth kar, Amma Sakina soti hai zinda main be pidar
Amma kaha se Akbar-e-Mehroo ko lau main , Amma kaha se Asgar-e-Nadan ko pau main
kehti e Hussain ki Amma Utho utho
Zainab se karbala ka zarra Majra suno
Amma wo mere Aun o Mohammed mere pisar, Maidaan-e-Karbala main pade hai kata ke sar
Amma lahoo main doob k Kasim bhi chal base, Amma Hasan ko muh na dikhane ke hum rahe
kehti e Hussain ki Amma Utho utho
Zainab se karbala ka zarra Majra suno
Amma Hussain Karbobalahee main rahe gaye, Amma Hussain saare Masahib ko seh gaye
Amma Hussain mar gaye be yaaro be watan , Amma hussain ko na mayaser hua kafan
kehti e Hussain ki Amma Utho utho
Zainab se karbala ka zarra Majra suno
Amma humari chaadare bhi chin gayee tamam , Amma humare haal par haste the ahle shaam
Amma wo shaam-e- Gurbate Shabbir ahha, Amma wo raat kaali wo sunsaan katl gaa
kehti e Hussain ki Amma Utho utho
Zainab se karbala ka zarra Majra suno
Amma ye haal -e-Abid-e-Bimaar hogaya , Zalim sipahi ne le liya bistar garib ka
Amma kadam kadam pe aseeri rula gayee, gardan main tauk paav main zanjeer aagayee
kehti e Hussain ki amma Utho utho
Zainab se karbala ka zarra Majra suno
Amma wo bibiyon ka tadapna wo shor-o-shay, Amma rahegi yaad wo aabon bukh wo bey
Amma Rabab roti hai Asgar ko subho shaam , Akbar ko yaad karti hai Laila-e-tashnkaam
kehti e Hussain ki amma Utho utho
Zainhab se karbala ka zarra majra suno
Baazu ke neel dekhiye Amma Khuda gawa, Maktal ki gard bangayee ab shaa Khuda gawa
Amma ye bebasi ye qayamat ki bebasi , amma Humare haal par roti hai amma bekasi
kehti e Hussain ki Amma Utho utho
Zainab se karbala ka zarra Majra suno
Amma batayiye tho main ab jee k kya karu , kiss tarah ab Hussain ki furkat ka gam sahu
aayi Fughan nida ki sare hashr hum bhi ab , Kurta lahoo bhara hua rakh denge peshe rab
Beti tumhara Bhai Shah-e- Mashra khain hain, beti tumhare sabr main fathe Hussain hai
kehti e Hussain ki Amma Utho utho
Zaihab se karbala ka zarra Majra suno
More...
Description:

Description of Yazeeds wife "Hind" [URDU]
Qafla-e-Hussaini ko Damishq laye janay ke kuch dinon baad aik aurat Yazeed ki biwi Hind k pass ayi aur kaha:
"Kuch qaidi laye gaye hain jin mein aksariat aurton ki hai. Lakin mujhe maloom nahin...
Qafla-e-Hussaini ko Damishq laye janay ke kuch dinon baad aik aurat Yazeed ki biwi Hind k pass ayi aur kaha:
"Kuch qaidi laye gaye hain jin mein aksariat aurton ki hai. Lakin mujhe maloom nahin k wo kon hain. behtar hai k aap ayen aur haqeeqat maloom karein".
Hind Uthi aur Umda libaas pehna, chaadar orhi aur khaadma ko hukm dia k qaid-khanay mein us k liay kursi lagayi jaye.
Hind Kursi per baith gayi.
Bibi Zainab(S.A) ne ghaur se is aurat ki taraf dekha tou pehchaan lia k ye Hind binte Abdullah hai, jo arsa pehlay Ameer-ul-Momineen(A.S) k ghar mein khaadma thi.
Bibi Zainab(S.A) ne Bibi Umm-e-Kulsoom(S.A) se farmaya:
"Kia aap ne pehchaana, ye Hind Binte Abdullah hain"
Donon bibion ne khaamoshi se apnay saron ko neechay jhuka lia ta-k Hind un ki taraf mutawajja na ho. Lakin Hind ghaur se bibion ko dekh rahi thi, is liay agay barh kar pucha:
"Behen, aap donon ne apas mein guftugoo kar k apnay saron ko jhuka lia, kia koi khaas baat hai?"
Bbion ne koi jawab na dia.
Hind: "Behen, aap kis ilaaqay se hain?"
Sani-e-Zahra(S.A) khamosh na reh sakeen aur farmaya:
"Hum Madina k rehnay walay hein".
Hind ne suna tou ahtraman khari ho gayi aur kaha:
"Kia aap Madina walon ko jaanti hain!?"
Zainab(S.A): "Aap kin Madina walon k mutalliq daryaft karna chahti hain?"
Hind: "Mein apnay aaqa Imam Ali(A.S) k gharanay k mutalliq daryaft karna chahti hun"
Zainab(S.A): "Tum ALI(A.S) k gharaanay ko kaisay jaanti ho?"
Hind (Imam ki yaad mein ashk-bar hotay huay):
"Mein us ghar mein khaadma thi, aur kaam kia karti thi. Mujhe Us ghar se bauhat muhabbat hai"
Zainab(S.A): Tum Us ghar k kin afraad ko jaanti ho?
Hind: Mein Imam Ali(A.S) ki aulaad ka haal maloom karna chahti hun. Mein Hussain(A.S), Aulaad-e-Hussain(A.S) aur Imam ki paak-baaz sahabzaadion ka haal ahwaal aur khairiat maloom karna chahti hun.
Zianab(S.A) - rotay huay:
"Aye Hind! Agar Aal-e-Ali k mutalliq puchti ho tou suno!
Hum(Aulaad-e-Ali) Madina chor chukay hain aur Un ki Aal ki shahadaton ki khabar Madina pohnchaanay k muntazir hein.
Agar HUSSAIN ki haalat se ba-khabar hona chahti ho tou suno! Yazeed k samnay jo ser maujood hai jis se wo lutf-andoz hota hai, wo HUSSAIN ka ser hai.
Agar ABBAS-e-JARRI ka puchti ho tou hum un k Jism k tukray aur BE-SER laashay sarzameen-e-Karbala per chor aanay per majboor kar diay gaye!
Agar Aulaad-e-Hussain ka puchti ho tou wo beemaar naujawan jo shuddat-e-dard ki waja se chalnay per qaadir nahin hai, wohi Hussain k betay ZAIN-ul-ABIDEEN(A.S) hein!
Agar Banaat-e-Ali ka puchti ho, tou MEIN hi ZAINAB BINTE ALI, aur ye UMM-e-KUSLOOM hain.
Hind rotay huay: Wa Amma! Wa Sayyada! Wa Hussaina!
Kaash! Kaash mein andhi hoti Banaat-e-Fatima(S.A) ko is haalat mein na dekhti!
Shuddat-e-Jazbaat mein Hind ne aik pathar apnay ser per maara, jis se khoon jaari hua aur wo ghash kha gayi.
Hind ne Zainab(S.A) ko apnay sarhaanay paaya, jo us se farma rahi theen:
"Hind! utho apnay ghar jao! Aisa na ho tera shauhar Yazeed tujh per ghazab-naak ho!"
Hind: "Khuda ki qasam! Jub tak Aba-Abdullah Hussain ka matam na kar lun, aur Aap Hashmi khawateen ko ghar na le jaun, mein wapas na jaun gi!"
Hind uthi, libaas chaak kiay huay aur ser-barahna Yazeed k pass ayi jo darbaar mein damishq k wuzra aur hawaarion k darmiaan betha hua tha.
Hind: Aye Yazeed! Kia tu ne Ser-e-muqaddas-e-Hussain, farzand-e-Rasool ko darwaza k kinaaray NAIZAY per latkaanay ka hukm dia hai!?
Yazeed jo saltanat, aish o ishrat ka taaj pehnay takht per takkia lagaye baitha tha, achaanak apni zauja ki ghier-mardon k samnay ye haalat dekhi tou maaray gairat k apni jagah se utha aur usay chaadar urhaatay huay bola:
"Khuda lanat karay Ibn-e-Ziyad per, jis ne jald-baazi ki aur Hussain(A.S) ko qatal kia!"
Hind: "Aye Yazeed! Waaye ho tujh per! Meray mutalliq GHAIRAT se kaam letay ho!
Dukhtar-e-Rasool Zahra(S.A) ki betion k mutalliq teri ghairat kaha gayi!?
Tu ne un ki chaadarain cheeneen, aur un muqaddas khawateen ko gali kocha o bazaar mein aashkaar kia, aur unhein zindaanon mein qaid kar k khud chain o sukoon ki neend sona chahtay ho!
Khuda ki Qasam! Jub tak inhein meray saath nahin bhejo ge, mein tumharay ghar mein qadam nahin rakhun gi!"
Is waqiay aur apnay khilaaf aag ki tarah tezi se phailtay hui logon ki nafraton ki waja se yazeed pareshaan rehnay laga, aur usay ahsaas ho gaya k jis ALLAH aur RASOOL k naam ko dabanay aur Jis Deen k khaatmay k khuwab Us k baap daada ne dekhay thay, wo Aal-e-Rasool ko qatal kar k bhi buri tarah nakaam ho raha hai aur qareeb hai k jazbaat aur nafrat mein koi us k khilaaf baghaawat khari kar k us ka khaatma kar de lihaaza bil-aakhir wo Aseeraan-e-karbala se buri tarah wehshat khaanay laga, aur kuch din pehlay tak jin ka mazaq uraya karta tha, aur un se lutf andoz hota tha, ko Riha karnay k baray mein sochnay laga, ta-k us ki hakoomat bachi rahay.

0:49
|
[22 Dec 2013] Thousands march on Syrian border in Cizre province - English
Still with Turkey, riot police have used water cannon and smoke grenade to disperse thousands of Kurdish protesters marching on the Syrian border.
The march in the eastern province of Jiz-reh...
Still with Turkey, riot police have used water cannon and smoke grenade to disperse thousands of Kurdish protesters marching on the Syrian border.
The march in the eastern province of Jiz-reh was in solidarity with Syrian Kurds. Demonstrations started peacefully when thousands gather to attend a rally organized by pro-Kurdish Peace and Democracy Party. But clashes broke out when they marched on the Syrian border and crossed into the Arab country. Kurds\' assertiveness during the Syrian conflict has put Turkey in a tough position to deal with the militants from Kurdish Workers Party-- the P-K-K. Ankara has been engaged in a peace process with the P-K-K during the past year despite designating them as a terrorist group. Turkey has also been a main supporter of the insurgency in Syria which has negatively affected the lives of Kurds there.

4:26
|
Chumnay Ka Talluq Mohabbat Say Hay Ebadat Say Nahin Hay - Hindi / Urdu
Chumnay Ka Talluq Mohabbat Say Hay Ebadat Say Nahin Hay - Takfiri Talibani Mullah Chumtay Tum Bhi Ho Chumtay Hum Bhi Hain Tum Zoja Tak Reh Gaye Hum Roza Tak Poch Gaye

12:39
|
Takfiri Talibani Mullah Kay Eteraz Ghairullah Ko Chumna Shirk Hay Ka Jawab - Hindi / Urdu
Takfiri Talibani Mullah Kay Eteraz Ghairullah Ko Chumna Shirk Hay Ka Jawab.
Chumnay Ka Talluq Mohabbat Say Hay Ebadat Say Nahin Hay.
Takfiri Talibani Mullah Chumtay Tum Bhi Ho Chumtay Hum Bhi...
Takfiri Talibani Mullah Kay Eteraz Ghairullah Ko Chumna Shirk Hay Ka Jawab.
Chumnay Ka Talluq Mohabbat Say Hay Ebadat Say Nahin Hay.
Takfiri Talibani Mullah Chumtay Tum Bhi Ho Chumtay Hum Bhi Hain Tum Zoja Tak Reh gaye Hum Roza Tak Poch Gaye.

25:47
|
Detrás de la Razón - Crímenes de Daesh - Spanish
La degeneración humana en su máxima expresión. Un río de fuego que corre por el suelo y sube por las venas de un piloto jordano, gritando el dolor más grande, la muerte.
En el show más...
La degeneración humana en su máxima expresión. Un río de fuego que corre por el suelo y sube por las venas de un piloto jordano, gritando el dolor más grande, la muerte.
En el show más aterrador, terroristas del grupo takfirí EIIL (Daesh, en árabe) queman vivo a su rehén y lo registran en un video de gran producción lo que hace que la saña sea aún peor.
Es este el mundo de hoy que las superpotencias o lo ignoran o lo controlan, pero que de cualquier forma exhibe que la empatía de la raza humana se extingue rápidamente, lo que significa que estamos fabricando al nuevo ser humano del siglo de la degeneración.
¿Quién patrocina este video? ¿Quiénes fueron los artistas de la muerte para producir esta película real? ¿Dónde trabajan? ¿Qué pretende el EIIL con producciones estilo Hollywood?, la reacción del mundo, y el llamado que se hace desde Egipto para exterminar a uno y cada uno de los terroristas del EIIL.
Todo esto hoy, en \\\'Detrás de la Razón\\\'.
¡Suscríbete a HispanTV!
https://www.youtube.com/user/hispantv...
El grupo de HispanTV les recuerda a los seguidores de nuestra página en Youtube de que en el caso de que no se suban nuevos vídeos, en 48 horas, esto significa que han bloqueado el acceso de este canal a su cuenta en YouTube. De ser así, haga Clic en el siguiente enlace para obtener nuestra nueva dirección en YouTube:
http://www.hispantv.com/detail.aspx?i...
http://www.hispantv.com
http://www.facebook.com/HispanTV
http://plus.google.com/+HispanTV
http://hispantv.com/Frequencies.aspx
http://hispantv.com/Live.aspx
http://twitter.com/HispanTV
http://vk.com/HispanTV

2:51
|
Video Tags:
Imam,,Khumaini,,Reh,,Aik,,Tarekh,,Saz,,Shekhsiyat,,Sahar,Urdu,,News
1:49
|
Video Tags:
Imam,,Khomaini,,Reh,,Aur,,Asri,,Taqazay,,Sahar,,Urdu,,News
1:23
|
Video Tags:
Imam,,Khumaini,,Reh,,Ki,,Barsi,,Karachi,,Main,,Taziyatti,,Jalsa,,Sahar,,Urdu,,News
1:23
|
Video Tags:
Imam,,Khumaini,,Reh,,Ek,,Tarekh,,Saz,,Shaksiyat,,Sahar,,Urdu,,News
1:28
|
Video Tags:
Imam,,Khumaini,,Reh,,Kay,,Nazriyat,,Aur,,Inqbabi,,Afkar,,Ki,,Baladasti,,Per,,Takeed,,Sahar,,Urdu,,News
30:16
|
Video Tags:
Fiqar
Mutahir,,Khwateen,,Aur,,Deen,,Islam,,Sheed,,Mutahiri,,Reh,,Ki,,Nigah,,main,,
1:28
|
Quick Recipes - Gulab Jamun quick, easy & authentic Recipe - English Urdu
Gulab Jamun Recipe. This time make them at home.
Eid is incomplete without Gulab Jamuns. Continue the tradition by making them at home this time.
#HappyCookingToYou
Gulab Jamun Recipe in...
Gulab Jamun Recipe. This time make them at home.
Eid is incomplete without Gulab Jamuns. Continue the tradition by making them at home this time.
#HappyCookingToYou
Gulab Jamun Recipe in English:
Ingredients:
• Lassa khoya 250 grams
• Baking soda 1 pinch
• Salt 1 pinch
• Flour 1/3 cup
• Egg ½
Syrup:
• Water 2 cups
• Sugar 1 & ½ cup
• Kewra water 1 tsp
• Cardamom powder 1/2 tsp
• Lemon juice 1 tsp
Directions:
To make syrup, in a pan add water and sugar and cook until it becomes a sticky syrup. Now turn off the flame and add kewra water, cardamom powder, lemon juice and mix well.
In a bowl take lassa khoya and crumble it well with your hands. Add flour, baking soda, salt, and egg and mix well to a smooth dough. It needs kneading for at least 6-8 minutes.
Now make small balls of same size. Make sure they are smooth and have no cracks.
Heat ghee, and add balls and fry gently and stir continuously. Make sure ghee is not very hot otherwise gulab jamun will not cook well from inside or will burn.
When gulab jamuns becomes golden, add them directly to hot syrup. Make sure syrup is hot (not burning hot).
Repeat frying process. Add all gulab jamuns in syrup and leave them for 60 minutes
Garnish with pistachios and serve
Gulab Jamun Recipe in Urdu:
Ajza:
• lassa khoya 250 grams
• Baking soda 1 pinch
• namak 1 pinch
• Maida 1/3 cup
• Anda ½ adha
Syrup:
• Paani 2 cups
• Cheeni 1 & ½ cup
• Kewra arq 1 tsp
• Elaichi powder 1/2 tsp
• lemon juice 1 tsp
Banane ka tareeka:
Ek pan main pani len aur cheeni shamil kar ke pakayen. Jab tak ke garha sheera banjaye. Ab choolhay se utaar len aur kewra arq, elaichi powder and lemon juice shamil kar ke achi tarah mix karlen.
Ek bowl main lassa khoya lekar achi tarah hathon se choora choora kar len. Maida, baking soda , namak, aur anda shamil karke mix Karen. 6-8 minutes tak goondhen taake acha sa paira banjaye. Ab is main se ek hi size ki choti choti golian banalen. Dhiyan rahe ke golian smooth hon aur cracks na hon.
Ab ghee garam kar lain aur ek ek karke golian daalen aur medium aanch par fry Karen. Aanch tez na ho warna gulab jamun jal jayenge ya ander se kache reh jayenge. Jese hi gulab jamun golden hojayen garam sheere main shamil karte jaye. Sheera garam hona chahiye. Ek ghante keliye sheere main hi rehne den aur phir garnish karke serve karen.

2:24
|
Quick Recipes - Rasmalai Recipe - English Urdu
Here it is a very simple easy and delicious recipe for rasmalai. So watch and learn how to make the best rasmalai. #HappyCookingToYou
Recipe in English:
Ingredients:
•For Cheese Balls:...
Here it is a very simple easy and delicious recipe for rasmalai. So watch and learn how to make the best rasmalai. #HappyCookingToYou
Recipe in English:
Ingredients:
•For Cheese Balls:
-Fresh milk 1 ltr
-Vinegar 2 tbs
•For Sheera:
-Sugar 1 cup
-Water 1 & ¼ cup
•For Sweet Milk (Rabri):
-Fresh milk 1 litre
-Sugar ¾ cup or to taste
-Cardamom powder ½ tsp
-Water 2 tbs + cornflour 1 ½ tbs
-Kewra water 1 tbs
-Tetrapak cream 2 tbs
-Almond and pistachio for garnishing
Directions:
•Prepare Cheese Balls:
-Heat milk and bring it to boil.
-Add vinegar and mix it. Strain in cheese cloth and rinse curdled milk with cold water.
-Press to strain excess water.
-Knead to form a soft dough for 8-10 mins and divide and make small ball with no crack.
•Prepare Sheera:
-In a sauce pan, add sugar and water and bring it to boil.
-Add cheese balls, covered and simmer for 6-8 mins.
-Set aside in chilled water.
•Prepare Sweet Milk (Rabri):
-In a pot, heat milk, add sugar and cardamom powder.
-In small bowl,mix water and corn flour and add it to rabri milk.
-Add kewra water and boil until 1/3rd of milk remains and keep stirring in between.
-Remove from flame and add tetrapak cream and give it a good mix.
-Remove cheese balls from cold water and press cheese balls to strain excess water.
-Place cheese balls on serving plate, pour sweet milk (rabri).
-Garnish with almonds and pistachio, refrigerate for 1-2hours.
-Serve chilled.
Recipe in Urdu:
Ajza:
•For Cheese Balls:
-Doodh (taza) 1 ltr
-Sirka 2 tbs
•For Sheera:
-Cheeni 1 cup
-Pani 1 & ¼ cup
•For Sweet Milk (Rabri):
-Doodh (taza) 1 litre
-Cheeni ¾ cup or to taste
-Elaichi powder ½ tsp
-Pani 2 tbs + cornflour 1 ½ tbs
-Kewra water 1 tbs
-Tetrapak cream 2 tbs
-Badam and pista for garnishing
Directions:
•Prepare Cheese Ball:
-Doodh ko garam karein aur ubal lein.
-Sirka shamil ker k mix karein. Mulmul ka kapra mein chaan lein aur thanday pani dal dein.
-Daba ker k ezafe pani nikal lein.
-Dough ko ache tarhan ghond lein 8-10 mins kliya aur chotay size ki balls bana lein.
•Prepare Sheera:
-Sauce pan mein cheeni aur pani dal ker ubal lein.
-Ab is mein cheese balls shamil karein,dhak ker halki ancch per 6-8 mins kliya rakh dein.
-Thanday pani mein dal ker side per rakh dein.
•Prepare Sweet Milk (Rabri):
-Pot mein doodh garam karein,cheeni aur elaichi powder shamil karein.
-Ek chota bowl mein pani aur corn flour dal ker mix ker lein aur rabri milk mein shamil karein.
-Ab is mein kewra water shamil karein aur 1/3rd doodh reh janay tak paka lein,bech mein musalsal chamcha chalatay rahein.
-Chulhay sa hata lein,aur tetrapak cream dal ker ache tarhan mix ker lein.
-Cheese balls ko thanday pani sa nikal lein aur daba ker ezafe pani nikal lein.
-Cheese balls ko serving plate mein rakh ker upper sa rabri milk dal dein.
-Badam aur pista sa garnish karein aur refrigerator mein 1-2 hours kliya rakh dein.
-Thanda serve karein.

1:56
|
Quick Recipes - Gulab Jamun with Milk Powder Recipe - English Urdu
The perfect home made gulab jamun recipe with milk powder. Give it a try and enjoy. #HappyCookingToYou
Gulab Jamun with Milk Powder Recipe in English:
Ingredients:
Sheera (Sugar...

Sheera (Sugar syrup):
-Pani (Water) 2 Cups
-Cheeni (Sugar) 1 Cup
-Hari elaichi (Cardamom) slightly crushed 7-8
Gulab Jamun:
-Dry milk powder 1 Cup
-Maida (All-purpose flour) ½ Cup
-Baking powder 1 tsp
-Hari elaichi (Cardamom) seeds ½ tsp
-Ghee 3 tbs
-Doodh (Milk) ¼ Cup
-Ghee for frying
Directions:
For Sheera (Sugar syrup):
-In saucepan,add water,sugar,cardamom and cook until sugar is dissolved.
For Gulab Jamun:
-In bowl,add dry milk powder,all-purpose flour,baking powder,cardamom seeds and mix well.
-Add ghee and mix until crumbled.
-Add milk and mix well,cover and refrigerate for 10 minutes.
-Wet your hands with water and knead until smooth dough.
-Now makes 10-12 small smooth balls of same size,make sure they have no cracks.
-In wok,heat ghee and fry on low flame while stirring gently.
-Make sure ghee is not very hot otherwise gulab jamun will not cook well from inside or will burn.
-When gulab jamuns becomes golden,add them directly to the hot sugar syrup and leave it for 30 minutes.
-Garnish with pistachio and serve.

-Saucepan mein pani,cheeni aur hari elaichi dal ker cheeni ghul janay tak paka lein.
For Gulab Jamun:
-Bowl mein dry milk powder,maida,baking powder aur hari elaichi seeds dal ker ache tarhan mix ker lein.
-Ghee dal ker crumbled hunay tak mix ker lein.
-Doodh dal ker ache tarhan mix karein,dhak ker 10 minutes kliya refrigerate ker lein.
-Haathon ko pani sa geela karein aur dough ko dubara ghond lein.
-Ab is mein sa ek size ki 10-12 choti smooth balls bana lein,is baat ka khayal rakhein ka balls mein koi cracks na hun.
-Karhai mein ghee garam karein aur halki ancch per fry ker lein aur musalsal stir kertay rahein.
-Is baat ka khayal rakhein ka ghee bohat ziyada garam na ho werna gulab jamun ander sa kachay reh jayenga ya phr jal jayenga.
-Jab gulab jamun golden ho jayen tou foran garam sheeray mein dal dein aur 30 minutes kliya chor dein.
-Pista sa garnish ker ka serve karein.

2:00
|
Video Tags:
Imam,,Khumaini,,Reh,,Ittehad,,kay,,Munadi,,sahar,,Urdu,,News