مکتب ِ سلیمانی کیا ہے؟ | استاد حسن رحیم پور ازغدی | Farsi sub Urdu
جولوگ معاشرے میں اپنے کردار کی وجہ سے لوگوں کیلئے نمونہ عمل بنتے ہیں، انکی بارز خصوصیت یہ ہے کہ وہ ذاتیات سے...
جولوگ معاشرے میں اپنے کردار کی وجہ سے لوگوں کیلئے نمونہ عمل بنتے ہیں، انکی بارز خصوصیت یہ ہے کہ وہ ذاتیات سے بالاتر ہوکر اپنے مکتب کے بارے میں سوچتے ہیں اور مکتب کیلئے فداکاری کرتے ہیں اور ایسے لوگوں کی نگاہوں کے سامنے ہمیشہ مکتب ہوتا ہے، چنانچہ جولوگ خدا اور اسکے دین کے مقابلے میں اپنے آپکو ہیچ سمجھتے ہیں در حقیقت وہی لوگ سب کچھ ہوتے ہیں کیونکہ انکی پناہ گاہ خدا کی ذات ہے جو قوی ہے لہذا وہ بھی قوی ہوجاتے ہیں، چنانچہ آج بھی بہت سے ایسے افراد ہیں جنہیں دیکھ کر صدر اسلام کے ان مومنین کی حقیقت واضح ہو جاتی ہے جن کی مدح قرآن کریم اور روایات میں ہوئی ہے، چنانچہ اسی تمہید کی روشنی میں جب رہبر انقلاب اسلامی، مکتب سلیمانی کی بات کرتے ہیں تو اسکا مقصد، ہرگز شخصیت پرستی کی جانب دعوت دینا مقصود نہیں بلکہ اس مکتب کی نشان دہی کرنا ہے جس میں تربیت پا کر ایسی شخصیات وجود میں آتی ہیں جو شہید قاسم سلیمانی کی طرح اپنے مکتب کی پہچان بن جاتی ہیں۔
چنانچہ اسی ضمن میں یہ سوال پیش آتا ہے کہ شہید قاسم سلیمانی جیسی شہرہ آفاق شخصیت اور دیگر سلیبریٹیز میں کیا فرق پایا جاتا ہے؟
شہید قاسم سلیمانی کے تشییع جنازہ میں بے نظیر عوامی استقبال سے لوگوں کی کونسی خصوصیت کی عکاسی ہوتی ہے؟
ولی امر مسلمین امام سید علی خامنہ ای نے شہید قاسم سلیمانی کے تشییع جنازے میں شریک ہونے والے عظیم اجتماع کے متعلق کیا فرمایا ہے؟ چانچہ اسی حوالے سے تفصیل جاننے کیلئے استاد حسن رحیم پور ازغدی کی بہترین تجزئے پر مشتمل اس ویڈیو کو ضرور ملاحظہ کجیئے۔
#ویڈیو #رحیم_پور_ازغدی #مکتب_سلیمانی #سلیبریٹیز #فرق #مجاہدین #تشییع #ہجوم #لوگ #قدر #مقامات #واقعات #انقلاب #جنگ
More...
Description:

Description of Yazeeds wife "Hind" [URDU]
Qafla-e-Hussaini ko Damishq laye janay ke kuch dinon baad aik aurat Yazeed ki biwi Hind k pass ayi aur kaha:
"Kuch qaidi laye gaye hain jin mein aksariat aurton ki hai. Lakin mujhe maloom nahin...
Qafla-e-Hussaini ko Damishq laye janay ke kuch dinon baad aik aurat Yazeed ki biwi Hind k pass ayi aur kaha:
"Kuch qaidi laye gaye hain jin mein aksariat aurton ki hai. Lakin mujhe maloom nahin k wo kon hain. behtar hai k aap ayen aur haqeeqat maloom karein".
Hind Uthi aur Umda libaas pehna, chaadar orhi aur khaadma ko hukm dia k qaid-khanay mein us k liay kursi lagayi jaye.
Hind Kursi per baith gayi.
Bibi Zainab(S.A) ne ghaur se is aurat ki taraf dekha tou pehchaan lia k ye Hind binte Abdullah hai, jo arsa pehlay Ameer-ul-Momineen(A.S) k ghar mein khaadma thi.
Bibi Zainab(S.A) ne Bibi Umm-e-Kulsoom(S.A) se farmaya:
"Kia aap ne pehchaana, ye Hind Binte Abdullah hain"
Donon bibion ne khaamoshi se apnay saron ko neechay jhuka lia ta-k Hind un ki taraf mutawajja na ho. Lakin Hind ghaur se bibion ko dekh rahi thi, is liay agay barh kar pucha:
"Behen, aap donon ne apas mein guftugoo kar k apnay saron ko jhuka lia, kia koi khaas baat hai?"
Bbion ne koi jawab na dia.
Hind: "Behen, aap kis ilaaqay se hain?"
Sani-e-Zahra(S.A) khamosh na reh sakeen aur farmaya:
"Hum Madina k rehnay walay hein".
Hind ne suna tou ahtraman khari ho gayi aur kaha:
"Kia aap Madina walon ko jaanti hain!?"
Zainab(S.A): "Aap kin Madina walon k mutalliq daryaft karna chahti hain?"
Hind: "Mein apnay aaqa Imam Ali(A.S) k gharanay k mutalliq daryaft karna chahti hun"
Zainab(S.A): "Tum ALI(A.S) k gharaanay ko kaisay jaanti ho?"
Hind (Imam ki yaad mein ashk-bar hotay huay):
"Mein us ghar mein khaadma thi, aur kaam kia karti thi. Mujhe Us ghar se bauhat muhabbat hai"
Zainab(S.A): Tum Us ghar k kin afraad ko jaanti ho?
Hind: Mein Imam Ali(A.S) ki aulaad ka haal maloom karna chahti hun. Mein Hussain(A.S), Aulaad-e-Hussain(A.S) aur Imam ki paak-baaz sahabzaadion ka haal ahwaal aur khairiat maloom karna chahti hun.
Zianab(S.A) - rotay huay:
"Aye Hind! Agar Aal-e-Ali k mutalliq puchti ho tou suno!
Hum(Aulaad-e-Ali) Madina chor chukay hain aur Un ki Aal ki shahadaton ki khabar Madina pohnchaanay k muntazir hein.
Agar HUSSAIN ki haalat se ba-khabar hona chahti ho tou suno! Yazeed k samnay jo ser maujood hai jis se wo lutf-andoz hota hai, wo HUSSAIN ka ser hai.
Agar ABBAS-e-JARRI ka puchti ho tou hum un k Jism k tukray aur BE-SER laashay sarzameen-e-Karbala per chor aanay per majboor kar diay gaye!
Agar Aulaad-e-Hussain ka puchti ho tou wo beemaar naujawan jo shuddat-e-dard ki waja se chalnay per qaadir nahin hai, wohi Hussain k betay ZAIN-ul-ABIDEEN(A.S) hein!
Agar Banaat-e-Ali ka puchti ho, tou MEIN hi ZAINAB BINTE ALI, aur ye UMM-e-KUSLOOM hain.
Hind rotay huay: Wa Amma! Wa Sayyada! Wa Hussaina!
Kaash! Kaash mein andhi hoti Banaat-e-Fatima(S.A) ko is haalat mein na dekhti!
Shuddat-e-Jazbaat mein Hind ne aik pathar apnay ser per maara, jis se khoon jaari hua aur wo ghash kha gayi.
Hind ne Zainab(S.A) ko apnay sarhaanay paaya, jo us se farma rahi theen:
"Hind! utho apnay ghar jao! Aisa na ho tera shauhar Yazeed tujh per ghazab-naak ho!"
Hind: "Khuda ki qasam! Jub tak Aba-Abdullah Hussain ka matam na kar lun, aur Aap Hashmi khawateen ko ghar na le jaun, mein wapas na jaun gi!"
Hind uthi, libaas chaak kiay huay aur ser-barahna Yazeed k pass ayi jo darbaar mein damishq k wuzra aur hawaarion k darmiaan betha hua tha.
Hind: Aye Yazeed! Kia tu ne Ser-e-muqaddas-e-Hussain, farzand-e-Rasool ko darwaza k kinaaray NAIZAY per latkaanay ka hukm dia hai!?
Yazeed jo saltanat, aish o ishrat ka taaj pehnay takht per takkia lagaye baitha tha, achaanak apni zauja ki ghier-mardon k samnay ye haalat dekhi tou maaray gairat k apni jagah se utha aur usay chaadar urhaatay huay bola:
"Khuda lanat karay Ibn-e-Ziyad per, jis ne jald-baazi ki aur Hussain(A.S) ko qatal kia!"
Hind: "Aye Yazeed! Waaye ho tujh per! Meray mutalliq GHAIRAT se kaam letay ho!
Dukhtar-e-Rasool Zahra(S.A) ki betion k mutalliq teri ghairat kaha gayi!?
Tu ne un ki chaadarain cheeneen, aur un muqaddas khawateen ko gali kocha o bazaar mein aashkaar kia, aur unhein zindaanon mein qaid kar k khud chain o sukoon ki neend sona chahtay ho!
Khuda ki Qasam! Jub tak inhein meray saath nahin bhejo ge, mein tumharay ghar mein qadam nahin rakhun gi!"
Is waqiay aur apnay khilaaf aag ki tarah tezi se phailtay hui logon ki nafraton ki waja se yazeed pareshaan rehnay laga, aur usay ahsaas ho gaya k jis ALLAH aur RASOOL k naam ko dabanay aur Jis Deen k khaatmay k khuwab Us k baap daada ne dekhay thay, wo Aal-e-Rasool ko qatal kar k bhi buri tarah nakaam ho raha hai aur qareeb hai k jazbaat aur nafrat mein koi us k khilaaf baghaawat khari kar k us ka khaatma kar de lihaaza bil-aakhir wo Aseeraan-e-karbala se buri tarah wehshat khaanay laga, aur kuch din pehlay tak jin ka mazaq uraya karta tha, aur un se lutf andoz hota tha, ko Riha karnay k baray mein sochnay laga, ta-k us ki hakoomat bachi rahay.

آزادیِ فلسطین، عالمِ اسلام کی مشکلات کا حل | Farsi Sub Urdu
عالَمِ اسلام کے تمام مسائل کے عامل اور جڑ، صہیونی ہیں۔ صہیونی ہی عالَم اسلام کی تباہی کی قسم کھائے ہوئے ہیں...
عالَمِ اسلام کے تمام مسائل کے عامل اور جڑ، صہیونی ہیں۔ صہیونی ہی عالَم اسلام کی تباہی کی قسم کھائے ہوئے ہیں اور ایک لمحہ بھی چین سے نہیں بیٹھتے۔
بے شک فلسطین کی آزادی، اور صہیونیوں کی بربادی، اس بات کی ضمانت ہے کہ امت مسلمہ کے بڑے بڑے مسائل، جیسے کہ اختلافات، جیسے کہ کرپشن، جیسے کہ پسماندگی، یہ سب حل ہوجائینگے۔
اُس دن کی امید لیئے، ان شاء اللہ
#ویڈیو #ولی_امرمسلمین #فلسطین #یوم_القدس #قدس #صہیونی #آخری_جنگ

نمازِ عیدِ فطر | آیت اللہ العظمیٰ عبداللہ جوادی آمُلی | Arabic Sub Urdu
اللہ تعالیٰ قرآن کے 91ویں سورے میں گیارہ قسمیں اٹھا کر فرماتا ہے کہ فقط وہی کامیاب ہے جس نے اپنے نفس پر قابو پا...
اللہ تعالیٰ قرآن کے 91ویں سورے میں گیارہ قسمیں اٹھا کر فرماتا ہے کہ فقط وہی کامیاب ہے جس نے اپنے نفس پر قابو پا کر اُسے رام کرکے غلام بنایا۔ اور اتنی قسموں کے بعد یہ بھی فرماتا ہے کہ بے شک وہ انسان نامراد ہوگیا جس نے اپنے نفس کو گناہوں میں لگایا۔
غور سےاِن کی طرف دیکھا جائے تو دل دہلا دینے والی آیتیں ہیں۔
تبھی آیت اللہ العظمیٰ جوادی آملی جیسی عظیم شخصیت، خوشیوں کی عید پر ایسے آنسو بہا رہے ہیں۔
کیا ہم بھی اپنی آخرت کے لیے کبھی فکرمند ہوئے ہیں؟
کیا ہم اپنے نفس پر غالب آئے ہیں؟
#ویڈیو #جوادی_آملی #عید #شمس #نفس #کامیاب #نامراد

[Nauha] MERE BHAI SAJJAD | Ahmed Raza Nasiri Nohay 2020 | Shahadat e Bibi Sakina Urdu
Bismillah
MERE BHAI SAJJAD
Nasiri
Poetry | Syeda Naqvi
Composition | Own Rizvi
Chorus | Own Rizvi and team
Translation | Sister Samar e Zehra
Audio | ODS
Video | Studio 14
Creatives |...
Bismillah
MERE BHAI SAJJAD
Nasiri
Poetry | Syeda Naqvi
Composition | Own Rizvi
Chorus | Own Rizvi and team
Translation | Sister Samar e Zehra
Audio | ODS
Video | Studio 14
Creatives | Muhammadi Gfx
==============================
Kindly join us:
YouTube | https://rb.gy/c1xhvk
Facebook | https://rb.gy/atz3bj
Instagram | https://rb.gy/rs74ty
SoundCloud | https://soundcloud.com/ahmed-raza-nasiri
Twitter | https://twitter.com/ahmedrazanasiri
==============================
● NOHA - L Y R I C S ●
●QABR SE BAALI SAKINA KI SADA YOUN AAE
DEKH LUN PHIR SE ME EK BAAR RUKO TO BHAI
SAB CHALE JAATE HAIN KAATE GI MUJHE TANHAI
MOUT PARDES ME JO DOOR WATAN SE AAE
AB NA PHIR ROONE KI TALQEEN SUNAATE JAO
AKHIRI BAAR MUJHE SEENE LAGAATE JAO
MERE BHAI SAJJAD !
●PHIR SE EK BAAR ZARA SAR PE MERE HATH DHARO
DAM KARO NAAD E ALI SOORA E ALHAMD PARHO
CHOR KAR MUJHKO SAWARI KI YOUN JAANIB NA BARHO
AAJ RUK JAO KHUDARA NAHI NAAQE PE CHARHO
KIA GUZARTI HAI MERE DIL PE KHABAR LO BHAIYYA
BAAD BABA KE TUMHI MERE PIDAR HO BHAIYYA
MERE BHAI SAJJAD!
●ARBAEEN KARNA HAI MUJHKO BHI MERE BABA KA
LE CHALO SATH ZIYARAT KE LIE KARBOBALA
LOG AAINGE WAHAN DENE MUJHE BHI PURSA
QABR E ASGHAR PE MUSIBAT KA PARHUNGI NOHA
ZAKHM SAARE ME CHACHA JAAN KO DIKHLAOUNGI
SHIMR NE MAARA MUJHE BABA KO BATLAOUNGI
MERE BHAI SAJJAD!
●BAN ME AWAAZ ME DETI RAHI AKBAR AKBAR
MUJHKO CHURWAO MUSALMANO SE BHAIYA AAKAR
JIS SINA PAR THA UTHA MERE CHACHA JAAN KA SAR
DHOOP ME BETH GAE USKI ME CHAO LE KAR
DURRA IS JURM ME ZAALIM NE LAGAYA MUJHKO
MENE HAR EK TAMACHE PE BULAYA TUJHKO
MERE BHAI SAJJAD!
●APNE CHEHRE SE ME LAGTI HUN SHABIHE ZEHRA
BAAT KARNE ME BHI AB AATI HAI LUKNAT BABA
EK TAMACHE PE THA DANDAAN JO MERA TOOTA
NEEL HATHO ME TO PAIRO ME WARAM BHI AAYA
BOJH BEEMAR KAHAN MERA UTHA PAATA THA
NATAWAAN KHATA THA THOKAR KABHI GIR JAATA THA
MERE BHAI SAJJAD!
●PAAS DARBAAR ME ZAALIM NE MUJHE BULWAYA
SAMNE EK MERE TASHT GAYA RAKHWAYA
BOLA KIA LAADLI NE SHEH KI HAI KHURMA KHAYA
TASHT SE PHIR WO JO ROOMAL GAYA HATWAYA
TERA KAATA HUA SAR BABA WAHAN RAKHA THA
ROOTI JAATI THI ME WO MUJH PE KHARA HANSTA THA
MERE BHAI SAJJAD!
●ZALZALA QABR ME ZAINDAAN KI FIZA HAI PURNAM
BINA ZANJEER HI ABID BANDHE UTHTE QADAM
AISE MEHSOOS HUA GOOYA SAKINA US DAM
WASTA DETI HAI BABA KA KABHI MAA KI QASAM
JAATE JAATE DAR E ZAINDAAN SE ACHANAK PALTE
BEHEN KI QABR SE EK BAAR WO PHIR SE LIPTE
MERE BHAI SAJJAD!
●TAN SE ATHARA KE ABAD HUI KARBOBALA
SATH BETO KE BAQAIYYA ME RAHAINGI ZEHRA
TOOS ME HUNGE RAZA SATH BEHEN MASOOMA
HOGA BAGHDAD ME KAZIM WA TAQI KA ROZA
CHOR KE TANHA SAKINA NA YAHAN JAINGI
APKE SHEHR ME REHNE KO PHUPI AAINGI
____________
Copyright strictly prohibited ⓒ.
Copyright prohibited ⓒ - AhmedRazaNasiri

سُلیمانیؒ کے خون کی قَسَم | حماسی ترانہ / اردو سبٹائٹل | Arabic Sub Urdu
مُقاومت، شہید قاسم سلیمانیؒ کا سخت انتقام کیسے لے گی، عربی حماسی ترانے پر مشتمل یہ خوبصورت اینیمیشن ضرور...
مُقاومت، شہید قاسم سلیمانیؒ کا سخت انتقام کیسے لے گی، عربی حماسی ترانے پر مشتمل یہ خوبصورت اینیمیشن ضرور ملاحظہ فرمائیں ۔
#رہبر_معظم #قاسم_سلیمانی #وعدہ #خون #انتقام #امریکہ #ملٹری_پاور #ولی_امر_مسلمین #عمودی_افقی #سخت_انتقام