[Nauha] Hum Ae Hain Denay K Liye Apko (s) Pursa | Dasta e Imamia | Album 2020/1442 | Urdu
||بسم اللہ الر حمن الرحیم||
Kalam | Hum Ae Hain Denay K Liye Apko (s) Pursa
Reciter | Waseem Ul Hasan Abidi
Poet | Ustad E Muhtaram DR Hilal Naqvi
Audio | ODS...
||بسم اللہ الر حمن الرحیم||
Kalam | Hum Ae Hain Denay K Liye Apko (s) Pursa
Reciter | Waseem Ul Hasan Abidi
Poet | Ustad E Muhtaram DR Hilal Naqvi
Audio | ODS
Video | IMH
Chorus | Own Rizvi & Co.
Creatives | Dasta SMT
Follow Us At:
Facebook | SoundCloud | Instagram | Twitter | Telegram | WhatsApp
Lyrics:
Ya Zehra s.a Ya Zehra s.a (×4)
Hum aayen hain dene ke liye Aapko pursa
Yeh khoon-E-Jigar khud hai Azadaaroun ka Noha
Ya Zehra s.a Ya Zehra s.a (×3)
Pursa jou hamara hai yeh ashqoun ki zabani
Matam ki saadoun mae hai aik dard bayani
Noha bhi Azadari-E-Dil ki hai nishani (×2)
Lafzoun se bhi hota hai ayaan nala o girya
Ya Zehra s.a Ya Zehra s.a (×3)
Pursay ke liye aaye hain saray jou Payamber
Is tarha se rotay hain ke khud Aap hain muztar
Hai Shor-E-Buqa haaye Meray Sayyed-O-Sarwar (×2)
Hilti hai zameen kanpta hai Arsh-E-Mualla
Ya Zehra s.a Ya Zehra s.a (×3)
Yasrab se chali thi jou Yeh Kunbay ki Sawari
Khud Rooh-E-Ali a.s dard se tarpi kai bari
Aur Aap s.a tou hamrah thi karti howi zaari (×2)
Maqtal mae bhi dekha tou ajab haal mae dekha
Ya Zehra s.a Ya Zehra s.a (×3)
Haaye woh qayamat ki ghari Sham-E-Ghareeban
Bikhra tha Sar-E-Khaak har aik Bibi ka samaan
ZAsghar a.s ka sulaghta howa jhoola sar-E-maidaan (×2)
Woh teeroun se chalni Shah-E-Mazloom ka kurta
Ya Zehra s.a Ya Zehra s.a (×3)
Jab doob gaya Aapke Kunbay ka Safeena
Bachoun ke liye hogaya aik roog yeh jeena
Kis haal mae thi haaye Ruqaiyya O Sakina a.s (×2)
Aati thi sada bain ki Baba Meray Baba
Ya Zehra s.a Ya Zehra s.a (×3)
Kyun Khoon-E-Jigar Chasm-E-Aza se na rawaan ho
Manzar yeh qayamat ka bhala kaise bayaan ho
Qatil bhi ho khanjar liye aur samnay Maa ho (×2)
Is tarha kisi ko Tah-E-Shamsheer na dekha
Ya Zehra s.a Ya Zehra s.a (×3)
Hain Aap s.a jou girya tou sabhi log hain girya
Roti hai zameen arsh bhi hai chak giraebaan
Aankhen bhi Azadaaroun ki aashqoun se hain ghaltaan (×2)
Har lamha ada krti hain aankhen yeh fareeza
Ya Zehra s.a Ya Zehra s.a (×3)
Hum se hai Hilal aaj Muharram ka taqaza
Ban jaye yeh Gham apna Gham-E-Fatima Zehra s.a
Pohanchen ge qayamat mae bhi parhtay howe Noha (×2)
Hogi Sar-E-Mehshaar yeh Azadari-E-Maula a.s
Ya Zehra s.a Ya Zehra s.a (×4)
دستئہِ امامیہ کراچی
#Muharram2020 #DastaeImamia #Album2020
More...
Description:

[ Imam Moosa Kazim Noha] Me Noor Wilayat ki Ghurbat | Dasta e Imamia 2020 Urdu
ll بِسمِ اللہِ الرَّحمٰنِ الرَّحِيم ll
Nohay 2020 | Andhero Me Noor Wilayat ki Ghurbat | Dasta e Imamia | New Noha Shahadat e Imam Moosa Kazim a.s 2020/1441...
ll بِسمِ اللہِ الرَّحمٰنِ الرَّحِيم ll
Nohay 2020 | Andhero Me Noor Wilayat ki Ghurbat | Dasta e Imamia | New Noha Shahadat e Imam Moosa Kazim a.s 2020/1441
-----------------------------------------------------------------------------
Recited By | Waseem Ul Hassan Abidi
Kalam Title | Andhero Me Noor Wilayat ki Ghurbat
Poetry | Masooma Sherazi
Video | Imamia Media House
Social Media Team | Dasta e Imamia SMT
Audio Recorded By | ODS
Islamic Date | 25 Rajab 1441
Album | 2020 / 1441H
New Noha By Dasta e Imamia | on the Martyrdom of Imam Moosa Kazim (ع) Many condolences to Prophet Muhammad (saww) & Imam Ali (a.s) and especially to Imam e Zamana (AJF).
--------------------------------------------------------------------------
✅ Facebook:
https://www.facebook.com/DastaeImamiaofficial/
✅ YouTube:
https://www.youtube.com/channel/UCxbaViW1ncN04XTyq2cvntw
✅ Twitter:
https://twitter.com/Dasta_E_Imamia
✅ Telegram:
https://t.me/DastaEImamiaKarachi
✅ Sound Cloud:
https://soundcloud.com/786-92-110
------------------------------------------------------------------------------
Diye umeedoun ke bujh rahe hain
Hamaray Yousuf kidhar gaye hain
Ujaar sehnou mae bain karti malool maaoun ki sard aahen
Zaeef baapoun ke besahara larztay baazou sadae hal min mae dhaal rahe hain
Hamaray Yousuf kidhar gaye hain
Yeh tauq o zanjeer taziyanay
Yeh ehd e zulmat ke qaid khanay
Imam e Sajjad ka dard e ghurbat Kareem ibne Kareem Mola
Imam e Kazim ka marsiya hai
Aandheroun mae noor e wilayat ki ghurbat
Rasan basta bab ul hawaij se pocho
Aseeri ki tareekh kitni kari hai
Hidayat ki subhou se zulmaat lari hai
Azadar sadyaan lahu ro rahi hai
Imamat aandherou mae tanha khari hai
Aandheroun mae noor e wilayat ki ghurbat
Rasan basta bab ul hawaij se pocho
Hai qaid e sitamgar mae noor e payambar
Azadaroun dilgeer hai qalb e muztar
Ke rukhsat howe aaj Moosa e Jafar
Ali ibne Moosa pe gham ki ghari hai
Aandheroun mae noor e wilayat ki ghurbat
Rasan basta bab ul hawaij se pocho
Chalan hai wohi ab bhi ahl e wafa ka
Hai ehl e sitam ke wohi qaid khanay
Wohi tauq o zanjeer aur taziyaanay
Sina haq parastou ke tan mae gari hai
Aandheroun mae noor e wilayat ki ghurbat
Rasan basta bab ul hawaij se pocho
Nimr, Zakzaki ki aseeri ke nohay
Diloun mae sisakti howi sham e ghurbat
Ujartay howe aanganou ki udaasi
Riwayat mae baghdad ki aik kari hai
Aandheroun mae noor e wilayat ki ghurbat
Rasan basta bab ul hawaij se pocho
Ghulamaan e Kazim ke bekhauf chehray
Karay qaid khanou mae seena sipar hain
Sipah E sitamgaar hairaan khari hai
Wohi sham e hasrat fiza mae khari hai
Aandheroun mae noor e wilayat ki ghurbat
Rasan basta bab ul hawaij se pocho
Watan ke aseeroun ki dilgeer aahen
Imam E Zaman ko sada de rahi hain
Mitaeen ge Mehdi sitam ki siyahi
Yeh haq ki basharat diloun se juri hai

Movie - Prophet Yousef - Episode 16 - English
Prophet Joseph is a Persian-language mini-series originally broadcast in 2008, which tells the story of prophet Yusuf (or Joseph) according to the Islamic tradition. Realistic depictions of...
Prophet Joseph is a Persian-language mini-series originally broadcast in 2008, which tells the story of prophet Yusuf (or Joseph) according to the Islamic tradition. Realistic depictions of everyday life are represented. Each episode in the series begins with a poly-phonic recitation of the first four verses (ayah) of the chapter (surah) on Yusuf.
The 45 episodes of the series are replete with themes on filial love, personal journey through life (within family and on one\'s own), personal character, submission, prayer, prophethood, idolatry, monotheism, loyalty, betrayal, carnal desires, nature of various kinds of love, separation, abandonment, slavery, social organisations at various levels, nature of political authority, governance, strategy, various ideologies (and their implications), anticipation, and finally, forgiveness and salvation.
The movie meanders through the existential lives of three principal characters (Yusuf, Zuleikha and Ya\'qub) with dozens of other major and minor characters.
The story in the series starts in the south of Babylon, in the second millennium BC, depicting Ya\'qub\'s battle against idolatry (of Ishtar) in Mesopotamia and the miraculous birth of Yusuf

AYE ROZADARON KHAAK URAO | Mesum Abbas Noha | 21 Ramzan Shahadat Imam Ali (a.s) | Urdu
ROZADARON KHAAK URAO | 21 Ramzan Noha | Mesum Abbas 2022 | 1443
Listen to the New Imam Ali Noha 2022 by Mesum Abbas in a Traditional Style / Qadeemi Andaz Noha (One Handed Matam) -...
ROZADARON KHAAK URAO | 21 Ramzan Noha | Mesum Abbas 2022 | 1443
Listen to the New Imam Ali Noha 2022 by Mesum Abbas in a Traditional Style / Qadeemi Andaz Noha (One Handed Matam) - \"AYE ROZADARON KHAAK URAO\"
#AyeRozadaronKhaakUrao #MesumAbbas #NohaImamAli2022 #21Ramzan
Subscribe: https://bit.ly/MesumAbbasYT
\"Taboot Uth Raha Hai Janab e Ameer Ka...\"
Topic: Shahadat Imam Ali - New Noha by Mesum Abbas 2022 - 21 Ramzan
Roman Urdu Lyrics:
Aye Rozadaro Khaak Uraao
Taboot Uth Raha Hai JANAB E AMEER Ka..
Is Din Ko Bhi Ashoor Banao
Taboot Uth Raha Hai JANAB E AMEER Ka..
1). HASNAIN Se Karti Thi\'n Buka ZAINAB E KUBRA
Taza Tha Abhi Madar E Dilgeer Ka Sadma
Ab Dagh Yateemi Ka Uthao..
2). Ek Simt Se Taboot Uthayenge Farishte
Aur Mehwe Buka Dusri Janib Se Hain Bete
SALMAN O ABUZAR Ko Bulao..
3). Ye Ghum Bine Muljim Ne Diya AAL E NABI Ko
Sajde Mein Kiya Qatl Mere BABA ALI Ko
Aye Logo Mera Dard Batao..
4). Baba Ne Dam E Rukhsat E Aakhir Ye Kaha Tha
ABBAS Hai Zamin Meri ZAINAB Ki Rida Ka
GHAZI Ko Ye Ahsaas Dilao..
5). Taboot Mera Naaqe Pe Kar Dena Rawana
Ruk Jaye Jahan Naaqa Wahi\'n Qabr Banana
Hai Waqt Wasiyat Ko Nibhao..
6). Ab Kon Bhala Saya E Deewaar Banega
Bewao\'n Yateemo\'n Ka Madadgaar Banega
Kufe Ke Ghareebo\'n Ko Batao..
7). Ekkiswi(21) Ramzan Qayamat Ka Tha Manzar
Thi ZAINAB E Muztar Ki Sada MESUM O MAZHAR
Ab Kaise Jiyu\'n Koi Batao..
Urdu Lyrics:
اے روزہ داروں خاک اُڑاو
تابوُت اُٹھ رہا ہے جنابِ امیر کا
اس دن کوبھی عاشوُر بناو
تابوت اُٹھ رہا ہے جنابِ امیر کا
حسنین سے کرتی تھیں بُکا زینبِ کُبریٰ
تازہ ہے ابھی مادرِ دلگیر کا صدمہ
اب داغ یتیمی کا اُٹھاو
تابوت اُٹھ رہا ہے جنابِ امیر کا
اک سمت سے تابوت اُٹھائینگے فرشتے
اور محوِ بُکا دوسری جانب سے ہیں بیٹے
سلمان و ابوزر کو بُلاو
تابوت اُٹھ رہا ہے جنابِ امیر کا
اب کون بھلا سایۂ دیواربنے گا
بیواوں یتیموں کا مددگار بنے گا
کُوفے کے غریبوں کو بتاو
تابوت اُٹھ رہا ہے جنابِ امیر کا
یہ غم بنِ مُلجم نے دیا آلِ نبی کو
سجدے ميں کیا قتل میرے بابا علی کو
اے لوگو میرا درد بٹاو
تابوت اُٹھ رہا ہے جنابِ امیر کا
بابا نے دمِ رُخصت ِ آخر یہ کہا تھا
عبّاس ہے ضامن میری زینب کی ردا کا
غازی کو یہ احساس دلاو
تابوت اُٹھ رہا ہے جنابِ امیر کا
تابوت میرا ناقے پہ کردینا رونہ
رُک جائے جہاں ناقہ وہیں قبر بنانا
ہے وقت وصیّت کو نبھاو
تابوت اُٹھ رہا ہے جنابِ امیر کا
اکیسویں رمضان قیامت کا تھا منظر
تھی زینبِ مُضطر کی صدا میثم و مظہر
اب کیسے جیوں کوئی بتا و
تابوت اُٹھ رہا ہے جنابِ امیر کا
Audio Credits
Poet & Composer: Mazhar Abidi
Chorus: Rizwan Mirza - Hasnain Mehdi - Sunny - Shahrukh
Arrangement: Faisal Ashraf - Ashraf Ali
Chief Audio Engineer: M. Omer Qureshi
Sound Engineer: M. Ovais Qureshi
Mixed & Mastered: ODS Studio - Karachi
Video Production
Cinematographer: Saroj Studios
1st AD & Lighting: Yasir Rizvi & Hasan Ali
2nd AD: Ali Bilal
Video Post Production/ Editor: Ali Arman Baltistani & TNA Production
Cover Creatives: Yawer Abbas Damani
English Subtitles: Ahmed Virani (USA)
Sarparast: Syed Baqar Naqvi
Special Thanks: Matamis / Shabab of Imambargah Dar e Hussain (NJ, USA)
Ramazan 2022 | 21 Ramzan New Noha 2022 video by Mesum Abbas reciting AYE ROZADARON KHAAK URAO (Official Video) © 2022 Mesum Abbas