2:40
|
6:07
|
8:45
|
7:23
|
7:24
|
7:24
|
2:06
|
2:13
|
Nauha - Phuphi Mujh Sai Pahra Badal Leejiey - Imambargah-e-Masoomeen, Windsor, Ontario Dec. 25, 2010 - Urdu
Nauha by Br. Mubashir at Imambargah-e-Masoomeen, Windsor, Ontario Dec. 25, 2010
Sakina yahee kahtee rahee raat bhar, Phuphi Mujh Sai Pahra Badal Leejiey
Nauha by Br. Mubashir at Imambargah-e-Masoomeen, Windsor, Ontario Dec. 25, 2010
Sakina yahee kahtee rahee raat bhar, Phuphi Mujh Sai Pahra Badal Leejiey
3:11
|
46:08
|
50:47
|
19:57
|
17:28
|
50:55
|
6:59
|
3:48
|
10:49
|
Batool Ro Parin | Mir Hasan Mir | ImamRezaUr Ayam e Fatmiyah | Bibi Fatima Noha 2020 | Urdu
Batool Ro Parin | Mir Hasan Mir | ImamRezaUr Ayam e Fatmiyah | Bibi Fatima Noha 2020 | Reza Shrine
-----------------------------------------------------------------------------
Recited By |...
Batool Ro Parin | Mir Hasan Mir | ImamRezaUr Ayam e Fatmiyah | Bibi Fatima Noha 2020 | Reza Shrine
-----------------------------------------------------------------------------
Recited By | Mir Hasan Mir
Kalam Title | Batool Ro Parin
Soz | Raza Shah
Poetry | Hasnain Akbar
Camera | Ijaz Gilgiti
Video Editing | Zeeshan Syed
Creative | Alamdar Raza (Sar Creatives)
Islamic Date | Ayam e Fatmiyah 2020
Album | 2020 / 1441H
New Noha By Mir Hasan Mir | on the Martyrdom of Bibi Fatima Zahra (س) Many condolences to Prophet Muhammad (saww) & Imam Ali (a.s) and especially to Imam e Zamana (AJF).
#BatoolRoParin #MirHasanMir #ImamRezaUrAyameFatmiyah2020
==============================
●● NOHA LYRICS ●●
●Haye haye haye haye
●Jo dard Fatima ne Ali se chupaye hain
Tanhai mai kaneez ko apni sunaye hain
Batool ro parin Fizza ko yeh batate huye
Hassan ne dekha hai mujh ko tamache khate huye
●Na jane kya kiya zalim ne Fatima pe sitam
Zaeef hogayi beti Rasool ki ik dam
Sanad ke tukron ko darbar mai uthate huye
●Mai aj shehr e madina ko hee mita dungi
Agar Ali ko na chora to bad dua dungi
Kaha Batool ne sar se rida hatate huye
●Jo mujh pe guzri hai mujh se na ho sake gi bayan
Wo dekho ab bhi hain deewar per lahu ke nishan
Mai dekhti hun inhein roz ate jate huye
●Bataya sab ko jo mafhoom hai wilayat ka
Labon pe sikhwa na bint e Rasoom ki aaya
Ali Ali hee kiya tazyane khaye huye
●Wo mujh se chup ke meri be qasi pe rota hai
Khayal rakhna yeah nazuk mizaj beta hai
Mere janaze se Shabbir ko hatate huye
●Abal Hassan ko tha patke se mai ne thama hua
Magar laeen ne durre se yun mujhe mara
Zameen pe gir gayi Fizza mai larkharate huye
●Ba roz e hashr mai Mehdi ko yeh bataogi
Tamam pasliyan tooti hain is liye meri
Laeen ne mara tha thoker se,aate jate huye
●Mera fariza nibhaye gi ladli meri
Ghare ka shahlon mai jis waqt aik aur Ali
Chale gi aag pe Zainab use bachate huye
●Pidar ki qabar pe Akber wo ro ke kehti thi
Hifazat aap ne mujh ko Ali ki sonpi thi
Tamache mai ne hain khaye unhein bachate huye
ImamRezaUrdu | ImamRezaShrine
More...
Description:

Qasida of Imam Ali (as) - Shaheed Ustad Sibte Jafar - Jashn e Moula Ali (as) Rehan Academy - Urdu
Qasida of Imam Ali (as) - Shaheed Ustad Sibte Jafar - Jashn e Moula Ali (as) Rehan Academy - Urdu
\"Kabhi Rassi gale me Aur kabhi khaibar hai Hanthon per
jahan jaisi...
Qasida of Imam Ali (as) - Shaheed Ustad Sibte Jafar - Jashn e Moula Ali (as) Rehan Academy - Urdu
\"Kabhi Rassi gale me Aur kabhi khaibar hai Hanthon per
jahan jaisi zaroorat hai wahan waisi shuja\'at hai..\"
\"Taqayya karna bhi chahun to mujh se ho nahi sakta
k mujh ko chalte phirte ya Ali kahne ki aadat hai\"

4:03
|
7:10
|
Salam Farmande in Sindhi Language | سلام فرماندہ سندھی زبان میں | ASO Pakistan | Sindhi
Salam Farmandeh in Sindhi
نماهنگ سلام فرمانده به زبان سندھی
سلام فرمانده
نشید امام زمان
نشيد إمام زماني
Salute Commander...
Salam Farmandeh in Sindhi
نماهنگ سلام فرمانده به زبان سندھی
سلام فرمانده
نشید امام زمان
نشيد إمام زماني
Salute Commander
Fahad mehdi Siyal
Title: Salam Farmandeh in Sindhi
Reciter: Fahad Mehdi Siyal
Poet: Fahad Mehdi Siyal
Video: Asgharia students organization Pakistan (ASO Pakistan)
----------------------------------------------------------------------------------
Produced By: ASOPAKISTAN
© 2023 Asgharia . All rights reserved.
----------------------------------------------------------------------------------
➽ Subscribe ➽ 🔔 Stay updated!
Keep visiting for more updates:
✔ Youtube:
---- سندھی شاعری
سلام فرماندہ
یا مولانا یا صاحب الزمان
الغوث الغوث الغوث ادرکنی
جانِ جانم _ امام زمانم
مہر و ماہم_ امام زمانم
مہرجانم - امام زمانم
روح ِعالم _ امام زمانم
آقا تیرے بغیر
دنیا بکار ہے
تاروں میں روشنی
پھولوں میں دل کشی
تم سے ہی بہار ہے
سلام فرماندہ
پیروِ رہبر ہوں بس یہ دعا کر دے
سلام فرماندہ
ہم کو شہادت کا جذبہ عطا کر دے
سلام فرماندہ
آجائیں، امام آجائیں
سبھی تیار ہیں
سپہ سالار ہیں
سب علمدار ہیں
ہم علی ابن مہزیار ہیں
آقا اس چھوٹے سے سن میں بھی ہم
فوج کےسردار ہیں
سلام فرماندہ
پیروِ رہبر ہوں بس یہ دعا کر دے
سلام فرماندہ
ہم کو شہادت کا جذبہ عطا کر دے
سلام فرماندہ
نہ دیکھیں، ہم کمسن ہیں
چھوٹے بچے ہیں بڑا کام کرینگے
نہ دیکھیں، ہم کمسن ہیں
وقت پڑنے پہ ہم قیام کرینگے
نہ دیکھیں، ہم کمسن ہیں
ظلم و ظالم کو ہم تمام کرینگے
نہ دیکھیں، ہم کمسن ہیں
جان بس ایک اشارے پہ ہم فدا کرینگے
نہ دیکھیں، ہم کمسن ہیں
اہل کوفہ کی طرح ہرگز نہ دغا کرینگے
نہ دیکھیں ،ہم کمسن ہیں
عون و قاسم کی طرح مولا ہم وفا کرینگے
مولا ہم وفا کرینگے
سلام فرماندہ
پیروِ رہبر ہوں بس یہ دعا کر دے
سلام فرماندہ
ہم کو شہادت کا جذبہ عطا کر دے
سلام فرماندہ
عہد کرتے ہیں __سبھی حاج قاسم بنیں
عہد کرتے ہیں__ آپ کے خادم بنیں
عہد کرتے ہیں__آقا بہجت کی طرح، آغا خوئی کی طرح، دین کے عالم بنیں
عہد کرتے ہیں۔
کہ ہم صدا ،دیں کی نصرت کریں
کاش کہ حاج، قاسم کی طرح ،مجھ پہ نظر کرم ہو، مجھ پہ نظر کرم ہو
مولا ہم سب بے قرار ہیں
آنکھیں در راہِ اِنتظار ہیں
فکرِ لشکرنہ کریں آقا
نصرت کو ہم سب تیار ہیں
سلام فرماندہ
پیروِ رہبر ہوں بس یہ دعا کر دے
سلام فرماندہ
ہم کو شہادت کا جذبہ عطا کر دے
سلام فرماندہ
----- Roman
Salam Farmandeh
Kalam: Fahad Mehdi Siyal
Reciter: Fahad Mehdi Siyal
/ Asgharia students organization Pakistan
Salam Farmandeh
Ya maulana ya sahibaz zaman
Alghus Al ghaus adrikni
Jaane Janam_ Imame Zamanam ajtf
Mehr o Maham_ Imame Zamanam ajtf
Roohe Aalam_ Imame Zamanam ajtf
Aaqa Tere baghair
duniya bekar hai
Taron mein Raushani
phoolon mein dilkashi
Tum se Hi Bahar Hai
Salam Farmandeh
Pairoe RAhbar Hon Bas Ye Dua Kae de
Salam Farmandeh
Ham Ko Shahadat Ka Jazba Ata Karde
Salam Farmandeh
Aa Jayen, Imam AA Jayen
Sabhi Tayyar Hain
Sipeh Saalaar Hain
Sab Alamdar Hain
Ham Ali Ibne Mehezyar Hain
AAqa Is Chote Se Sin Mein Bhi Ham
Fauj Ke Sardar Hain
Salam Farmandeh
Pairoe RAhbar Hon Bas Ye Dua Kae de
Salam Farmandeh
Ham Ko Shahadat Ka Jazba Ata Karde
Salam Farmandeh
Na Dekhen, Ham kamsin Hain
Chote Bachche Hain Bara Kaam Karenge
Na Dekhe, Ham Kamsin Hain
Waqt Parne Pe Ham Qayam karenge
Na Dekhe, Ham Kamsin Hain
Zulm o Zalim Ko Ham Tamam karenge
Na Dekhe, Ham Kamsin Hain
Jaan Bas ek ishare pe ham fida karenge
Na Dekhe, Ham Kamsin Hain
Ahle koofa ki tarah hargiz na dagha karenge
Na Dekhe, Ham Kamsin Hain
Aun o Qasim ki Tarah MAula Ham Wafa Karenge
Salam Farmandeh
Pairoe Rahbar Hon Bas Ye Dua Kae de
Salam Farmandeh
Ham Ko Shahadat Ka Jazba Ata Karde
Salam Farmandeh
Ahd Karte Hain_ Sabhi Haaj Qasim Banen
Ahd Karte Hain_ Aap Ke KHadim Banen
Ahd Karte Hain_ Aaqa BEhjat Ki tarah, Aaqa Khooi ki Tarah deen Ke AAlim Banen
Ahd Karte Hain_ Ke Ham Sada, Deen Ki nusrat Karen
Kaash Ke Haaj Qasim Ki Tarah, Mujh pe Nazre Karam Ho, Mujh Pe Nazrekaram ho
Maula Ham Sab be Qarar Hain
Aankhen Dar Raahe Entezar Hain
Fikre Lashkar Na Karen Aaqa
Nusrat Ko Ham Sab Tayyar Hain
Salam Farmandeh
Pairoe Rahbar Hon Bas Ye Dua Kae de
Salam Farmandeh
Ham Ko Shahadat Ka Jazba Ata Karde
Sa
#salamfarmande #سلام_فرمانده #farsi #sindhi #ASO_Pakistan

Sunni Alim - Hussain mujh say aur main Hussain say hoon - Urdu
Dr. Tahir ul Qadri explains the essence of the hadith e Rasool Allah s.a.w.w. Hussaino Minni Wa Ana Minal Hussain. Hussain is from me and I am from Hussain. This speech shows the love of our...
Dr. Tahir ul Qadri explains the essence of the hadith e Rasool Allah s.a.w.w. Hussaino Minni Wa Ana Minal Hussain. Hussain is from me and I am from Hussain. This speech shows the love of our brothers of Ahlul Sunnah towards the messenger of Allah and his progeny. May Allah unite us all to fight the enemies of Islam.

5:49
|
Noha - Mujh Ko Maloom Hay by Br. Safdar - Urdu
Topic of the Majlis Wilayat Takiwini , Wilayat E Tashree, Wilayat E Faqeeh Majlis, delivered by Moulana Shehbaz Bukhari at Brother Mohammed Ali residence
Topic of the Majlis Wilayat Takiwini , Wilayat E Tashree, Wilayat E Faqeeh Majlis, delivered by Moulana Shehbaz Bukhari at Brother Mohammed Ali residence
9:04
|
[Nauha] MERE BHAI SAJJAD | Ahmed Raza Nasiri Nohay 2020 | Shahadat e Bibi Sakina Urdu
Bismillah
MERE BHAI SAJJAD
Nasiri
Poetry | Syeda Naqvi
Composition | Own Rizvi
Chorus | Own Rizvi and team
Translation | Sister Samar e Zehra
Audio | ODS
Video | Studio 14
Creatives |...
Bismillah
MERE BHAI SAJJAD
Nasiri
Poetry | Syeda Naqvi
Composition | Own Rizvi
Chorus | Own Rizvi and team
Translation | Sister Samar e Zehra
Audio | ODS
Video | Studio 14
Creatives | Muhammadi Gfx
==============================
Kindly join us:
YouTube | https://rb.gy/c1xhvk
Facebook | https://rb.gy/atz3bj
Instagram | https://rb.gy/rs74ty
SoundCloud | https://soundcloud.com/ahmed-raza-nasiri
Twitter | https://twitter.com/ahmedrazanasiri
==============================
● NOHA - L Y R I C S ●
●QABR SE BAALI SAKINA KI SADA YOUN AAE
DEKH LUN PHIR SE ME EK BAAR RUKO TO BHAI
SAB CHALE JAATE HAIN KAATE GI MUJHE TANHAI
MOUT PARDES ME JO DOOR WATAN SE AAE
AB NA PHIR ROONE KI TALQEEN SUNAATE JAO
AKHIRI BAAR MUJHE SEENE LAGAATE JAO
MERE BHAI SAJJAD !
●PHIR SE EK BAAR ZARA SAR PE MERE HATH DHARO
DAM KARO NAAD E ALI SOORA E ALHAMD PARHO
CHOR KAR MUJHKO SAWARI KI YOUN JAANIB NA BARHO
AAJ RUK JAO KHUDARA NAHI NAAQE PE CHARHO
KIA GUZARTI HAI MERE DIL PE KHABAR LO BHAIYYA
BAAD BABA KE TUMHI MERE PIDAR HO BHAIYYA
MERE BHAI SAJJAD!
●ARBAEEN KARNA HAI MUJHKO BHI MERE BABA KA
LE CHALO SATH ZIYARAT KE LIE KARBOBALA
LOG AAINGE WAHAN DENE MUJHE BHI PURSA
QABR E ASGHAR PE MUSIBAT KA PARHUNGI NOHA
ZAKHM SAARE ME CHACHA JAAN KO DIKHLAOUNGI
SHIMR NE MAARA MUJHE BABA KO BATLAOUNGI
MERE BHAI SAJJAD!
●BAN ME AWAAZ ME DETI RAHI AKBAR AKBAR
MUJHKO CHURWAO MUSALMANO SE BHAIYA AAKAR
JIS SINA PAR THA UTHA MERE CHACHA JAAN KA SAR
DHOOP ME BETH GAE USKI ME CHAO LE KAR
DURRA IS JURM ME ZAALIM NE LAGAYA MUJHKO
MENE HAR EK TAMACHE PE BULAYA TUJHKO
MERE BHAI SAJJAD!
●APNE CHEHRE SE ME LAGTI HUN SHABIHE ZEHRA
BAAT KARNE ME BHI AB AATI HAI LUKNAT BABA
EK TAMACHE PE THA DANDAAN JO MERA TOOTA
NEEL HATHO ME TO PAIRO ME WARAM BHI AAYA
BOJH BEEMAR KAHAN MERA UTHA PAATA THA
NATAWAAN KHATA THA THOKAR KABHI GIR JAATA THA
MERE BHAI SAJJAD!
●PAAS DARBAAR ME ZAALIM NE MUJHE BULWAYA
SAMNE EK MERE TASHT GAYA RAKHWAYA
BOLA KIA LAADLI NE SHEH KI HAI KHURMA KHAYA
TASHT SE PHIR WO JO ROOMAL GAYA HATWAYA
TERA KAATA HUA SAR BABA WAHAN RAKHA THA
ROOTI JAATI THI ME WO MUJH PE KHARA HANSTA THA
MERE BHAI SAJJAD!
●ZALZALA QABR ME ZAINDAAN KI FIZA HAI PURNAM
BINA ZANJEER HI ABID BANDHE UTHTE QADAM
AISE MEHSOOS HUA GOOYA SAKINA US DAM
WASTA DETI HAI BABA KA KABHI MAA KI QASAM
JAATE JAATE DAR E ZAINDAAN SE ACHANAK PALTE
BEHEN KI QABR SE EK BAAR WO PHIR SE LIPTE
MERE BHAI SAJJAD!
●TAN SE ATHARA KE ABAD HUI KARBOBALA
SATH BETO KE BAQAIYYA ME RAHAINGI ZEHRA
TOOS ME HUNGE RAZA SATH BEHEN MASOOMA
HOGA BAGHDAD ME KAZIM WA TAQI KA ROZA
CHOR KE TANHA SAKINA NA YAHAN JAINGI
APKE SHEHR ME REHNE KO PHUPI AAINGI
____________
Copyright strictly prohibited ⓒ.
Copyright prohibited ⓒ - AhmedRazaNasiri

6:06
|
HUSSAIN SAAR'ALLAH | Ahmed Raza Nasiri | Muharram 2022/1444 | New Nohay 2022 | Urdu Farsi Sub English
ll بِسمِ اللہِ الرَّحمٰنِ الرَّحِيم ll
HUSSAIN SAAR\'ALLAH | Ahmed Raza Nasiri Nohay Muharram 2022/1444 | New Nohay 2022 | Urdu / Farsi Noha 2022 | Muharram 1444h -...
ll بِسمِ اللہِ الرَّحمٰنِ الرَّحِيم ll
HUSSAIN SAAR\'ALLAH | Ahmed Raza Nasiri Nohay Muharram 2022/1444 | New Nohay 2022 | Urdu / Farsi Noha 2022 | Muharram 1444h - 2022
Connect with AhmedRazaNasiri: 👉https://bit.ly/3fYZUq5
----------------------------------------------------------------------------
Video Info :-
Reciter | Ahmed Raza Nasiri
Noha Title | HUSSAIN SAAR\'ALLAH
Urdu Poetry | Kumail Zahoor
Farsi Noha /Concept | Meysam Motiee (Iran)
DOP | Mahmood Ali Achoali
Cameraman | Amir Jokio
Edit | Turab Zaidi
Audio | RWDS
Supporting Vocals, Arrangement, Mixing | Rao Muttahar
Chorus | Mir Basharat Baltistani & Ahmed Nasiri
Translation | Sister Alisha Hassan Zaidi & Sister Zaynab Jaffar
Creatives | AR Graphics
Special Thanks | Babuil Hawaij Tabrukat Center
Markazi Masjid wa Imambargah Abbas (as) Alamdar, Mughal Hazara Goth
And every single azadaar
Video SEO - Samar Jafri
=============================
YouTube | https://bit.ly/3fYZUq5
Facebook | https://www.facebook.com/AhmedRazaNasiri.Official
Instagram | https://bit.ly/3fVPZ4U
SoundCloud | https://bit.ly/2VLwXH2
Twitter | https://rb.gy/b3kxkb
=============================
#AhmedRazaNasiri #HussainSarallah #nohay2022
● NOHA - L Y R I C S ●
▪️Hussain a.s Saar Allah
Aba Abdillah
▪️Aye Hussain (a.s) tera gham
Dil par mere hai raqam, Ya Hussain (as)
Mujh par rab ka hai karam, Ya Hussain (as)
Tasbeeh e dil ya Hussain (a.s)
Ya Hussain
Ya Hussain
Ye mera dil nhi
Ye hai karbala
Ghareeb e Karbala
Dil ki hai sada
Hussain (a.s) Saar Allah
▪️منو این ہمه غم ارباب ارباب ببرم بحرم
ارباب ارباب ببرم بحرم
ارباب ارباب وائے وائے
نفس نفس من شعر غم تو ایشا اللہ بمیرم تو حرم تو
حسین ثارالله
حسین ثارالله
ابا عبد الله
▪️Karbala aur mai
Saamne Moula ka haram, Ya Hussain (as)
Sar pr Ghazi ka alam, Har qadam
moula moula ya Hussain (a.s)
Hai meri aarzo
Meri justuju
Hai mera aasra
Hai mera rehnuma
Hussain (as) Saar Allah
On the Martyrdom of Imam Hussain (as) , Many condolences to Prophet Muhammad (saww) , Imam Ali (as) and Hazrat Fatima Zahra (sa) and especially to Imam e Zamana (AJF).
Nohay 2022 - HUSSAIN SAAR\'ALLAH - Ahmed Raza Nasiri Nohay 2022 - New Title Noha 2022 - Muharram 2022 - Nohay 2022 - Imam Hussain Noha - Imam Hussain - Shahadat Mola Hussain - Martyrdom Of Imam Hussain (as)
____________________________
𝐖𝐚𝐭𝐜𝐡 𝐀𝐥𝐬𝐨 :-
All Nohas Of This Album 2020 / 1442
https://youtube.com/playlist?list=PL0sdNBs77kcTjvU_KNYckNl7PdiNC_ocG
______________________________