6:27
|
41:22
|
56:14
|
3:51
|
7:05
|
9:02
|
8:01
|
44:15
|
3:51
|
Kya Tum Nay Allah Say Ehad Lay Liya Hay Kay Sirf Kuch Arsa Jahanam Main Raho Gy | H.I. Haider Naqvi | Urdu
کیا تم نے الله سے عہد لے لیا ہے کہ صرف کچھ عرصہ جہنم میں رہو گے؟ یا خدا پر جھوٹ باندھتے ہو! || آیاتٌ بیّناتٌ ||...
کیا تم نے الله سے عہد لے لیا ہے کہ صرف کچھ عرصہ جہنم میں رہو گے؟ یا خدا پر جھوٹ باندھتے ہو! || آیاتٌ بیّناتٌ || سورۃ بقرہ آیت ۸۰ تا ۸۲ || حافظ سید محمد حیدر نقوی
Kya Tum Nay Allah Say Ehad Lay Liya Hay Kay Sirf Kuch Arsa Jahannam Main Raho Gy? Ya Khuda Par Jhoot Bandhty Ho! || Ayaat-un-Bayyinaat || Surah-e-Bqra Ayat 80 to 82 || Hafiz Syed Muhammad Haider Naqvi
وَقَالُوا لَن تَمَسَّنَا النَّارُ إِلَّا أَيَّامًا مَّعْدُودَةً ۚ قُلْ أَتَّخَذْتُمْ عِندَ اللَّـهِ عَهْدًا فَلَن يُخْلِفَ اللَّـهُ عَهْدَهُ ۖ أَمْ تَقُولُونَ عَلَى اللَّـهِ مَا لَا تَعْلَمُونَ ﴿٨٠﴾ بَلَىٰ مَن كَسَبَ سَيِّئَةً وَأَحَاطَتْ بِهِ خَطِيئَتُهُ فَأُولَـٰئِكَ أَصْحَابُ النَّارِ ۖ هُمْ فِيهَا خَالِدُونَ ﴿٨١﴾ وَالَّذِينَ آمَنُوا وَعَمِلُوا الصَّالِحَاتِ أُولَـٰئِكَ أَصْحَابُ الْجَنَّةِ ۖ هُمْ فِيهَا خَالِدُونَ ﴿٨٢﴾
Spread the message!
Share this video!
#AllahSayEhad #Ayaat_un_Bayyinaat #SyedMuhammadHaiderNaqvi
More...
Description:

64:52
|
[Majlis] Imam (as) kay Sath Hona Kuch Aur Hai Aur Paas Hona Kuch Aur | H.I Sadiq Raza Taqvi | Urdu
Majlis | Ayaam-e-Shahadat Imam Ali (as)
Topic: Imam (as) k Sath Hona Kuch Aur Hai Aur Paas Hona Kuch Aur
موضوع: امامؑ کے ساتھ ہونا کچھ اور ہے...
Majlis | Ayaam-e-Shahadat Imam Ali (as)
Topic: Imam (as) k Sath Hona Kuch Aur Hai Aur Paas Hona Kuch Aur
موضوع: امامؑ کے ساتھ ہونا کچھ اور ہے اور پاس ہونا کچھ اور
Speaker: H.I Sadiq Raza Taqvi
حجۃ الاسلام سید صادق رضا تقوی
Date: 03 May 2021 | 20th Mah -e- Ramzaan 1442

7:16
|
46:18
|
[2] Fard Qayam Rabt-e-Millat Say Hai Tanha Kuch Nahi | H.I Sheikh Muhammad Hasanain | Muharram 1442 | Urdu
Majlis 02 - 2nd Muharram 1442
Topic: Fard Qayam Rabt-e-Millat Say Hai Tanha Kuch Nahi
موضوع: فرد قائم ربط ملت سے ہے تنہا کچھ نہیں
Speaker: H.I Sheikh...

Speaker: H.I Sheikh Muhammad Hasanain
حجۃ السلام شیخ محمد حسنین
Venue: Toronto , Canada
Date: 22 August 2020

45:06
|
[3] Fard Qayam Rabt-e-Millat Say Hai Tanha Kuch Nahi | H.I Sheikh Muhammad Hasanain | Muharram 1442 | Urdu
Majlis 03 - 3rd Muharram 1442
Topic: Fard Qayam Rabt-e-Millat Say Hai Tanha Kuch Nahi
موضوع: فرد قائم ربط ملت سے ہے تنہا کچھ نہیں
Speaker: H.I Sheikh...
Majlis 03 - 3rd Muharram 1442
Topic: Fard Qayam Rabt-e-Millat Say Hai Tanha Kuch Nahi
موضوع: فرد قائم ربط ملت سے ہے تنہا کچھ نہیں
Speaker: H.I Sheikh Muhammad Hasanain
حجۃ السلام شیخ محمد حسنین
Venue: Toronto , Canada
Date: 23 August 2020

41:24
|
[4] Fard Qayam Rabt-e-Millat Say Hai Tanha Kuch Nahi | H.I Sheikh Muhammad Hasanain | Muharram 1442 | Urdu
Majlis 04 - 4th Muharram 1442
Topic: Fard Qayam Rabt-e-Millat Say Hai Tanha Kuch Nahi
موضوع: فرد قائم ربط ملت سے ہے تنہا کچھ نہیں
Speaker: H.I Sheikh...
Majlis 04 - 4th Muharram 1442
Topic: Fard Qayam Rabt-e-Millat Say Hai Tanha Kuch Nahi
موضوع: فرد قائم ربط ملت سے ہے تنہا کچھ نہیں
Speaker: H.I Sheikh Muhammad Hasanain
حجۃ السلام شیخ محمد حسنین
Venue: Toronto , Canada
Date: 24 August 2020

40:55
|
[5] Fard Qayam Rabt-e-Millat Say Hai Tanha Kuch Nahi | H.I Sheikh Muhammad Hasanain | Muharram 1442 | Urdu
Majlis 05 - 5th Muharram 1442
Topic: Fard Qayam Rabt-e-Millat Say Hai Tanha Kuch Nahi
موضوع: فرد قائم ربط ملت سے ہے تنہا کچھ نہیں
Speaker: H.I Sheikh...
Majlis 05 - 5th Muharram 1442
Topic: Fard Qayam Rabt-e-Millat Say Hai Tanha Kuch Nahi
موضوع: فرد قائم ربط ملت سے ہے تنہا کچھ نہیں
Speaker: H.I Sheikh Muhammad Hasanain
حجۃ السلام شیخ محمد حسنین
Venue: Toronto , Canada
Date: 25 August 2020

[6] Fard Qayam Rabt-e-Millat Say Hai Tanha Kuch Nahi | H.I Sheikh Muhammad Hasanain | Muharram 1442 | Urdu
Majlis 06 - 6th Muharram 1442
Topic: Fard Qayam Rabt-e-Millat Say Hai Tanha Kuch Nahi
موضوع: فرد قائم ربط ملت سے ہے تنہا کچھ نہیں
Speaker: H.I Sheikh...
Majlis 06 - 6th Muharram 1442
Topic: Fard Qayam Rabt-e-Millat Say Hai Tanha Kuch Nahi
موضوع: فرد قائم ربط ملت سے ہے تنہا کچھ نہیں
Speaker: H.I Sheikh Muhammad Hasanain
حجۃ السلام شیخ محمد حسنین
Venue: Toronto , Canada
Date: 26 August 2020

42:43
|
[8] Fard Qayam Rabt-e-Millat Say Hai Tanha Kuch Nahi | H.I Sheikh Muhammad Hasanain | Muharram 1442 | Urdu
Majlis 08 - 8th Muharram 1442
Topic: Fard Qayam Rabt-e-Millat Say Hai Tanha Kuch Nahi
موضوع: فرد قائم ربط ملت سے ہے تنہا کچھ نہیں
Speaker: H.I Sheikh...
Majlis 08 - 8th Muharram 1442
Topic: Fard Qayam Rabt-e-Millat Say Hai Tanha Kuch Nahi
موضوع: فرد قائم ربط ملت سے ہے تنہا کچھ نہیں
Speaker: H.I Sheikh Muhammad Hasanain
حجۃ السلام شیخ محمد حسنین
Venue: Toronto , Canada
Date: 28 August 2020

49:45
|
[9] Fard Qayam Rabt-e-Millat Say Hai Tanha Kuch Nahi | H.I Sheikh Muhammad Hasanain | Muharram 1442 | Urdu
Majlis 09 - 9th Muharram 1442
Topic: Fard Qayam Rabt-e-Millat Say Hai Tanha Kuch Nahi
موضوع: فرد قائم ربط ملت سے ہے تنہا کچھ نہیں
Speaker: H.I Sheikh...
Majlis 09 - 9th Muharram 1442
Topic: Fard Qayam Rabt-e-Millat Say Hai Tanha Kuch Nahi
موضوع: فرد قائم ربط ملت سے ہے تنہا کچھ نہیں
Speaker: H.I Sheikh Muhammad Hasanain
حجۃ السلام شیخ محمد حسنین
Venue: Toronto , Canada
Date: 29 August 2020

48:10
|
[7] Fard Qayam Rabt-e-Millat Say Hai Tanha Kuch Nahi | H.I Sheikh Muhammad Hasanain | Muharram 1442 | Urdu
Majlis 07 - 7th Muharram 1442
Topic: Fard Qayam Rabt-e-Millat Say Hai Tanha Kuch Nahi
موضوع: فرد قائم ربط ملت سے ہے تنہا کچھ نہیں
Speaker: H.I Sheikh...
Majlis 07 - 7th Muharram 1442
Topic: Fard Qayam Rabt-e-Millat Say Hai Tanha Kuch Nahi
موضوع: فرد قائم ربط ملت سے ہے تنہا کچھ نہیں
Speaker: H.I Sheikh Muhammad Hasanain
حجۃ السلام شیخ محمد حسنین
Venue: Toronto , Canada
Date: 27 August 2020

5:55
|
Jis Nay Sab Kuch Tumhary Liay Banaya Hay Us Ka Inkaar Kiun? || Ayaat-un-Bayyinaat
جس نے سب کچھ تمہارے لیے بنایا ہے اُس کا انکار کیوں؟ || آیاتٌ بیّناتٌ || سورۃ بقرہ آیت ۲۸، ۲۹ || حافظ سید محمد حیدر...
جس نے سب کچھ تمہارے لیے بنایا ہے اُس کا انکار کیوں؟ || آیاتٌ بیّناتٌ || سورۃ بقرہ آیت ۲۸، ۲۹ || حافظ سید محمد حیدر نقوی
Jis Nay Sab Kuch Tumhary Liay Banaya Hay Us Ka Inkaar Kiun? || Ayaat-un-Bayyinaat || Surah-e-Bqra Ayat 28, 29 || Hafiz Syed Muhammad Haider Naqvi
كَيْفَ تَكْفُرُونَ بِاللَّـهِ وَكُنتُمْ أَمْوَاتًا فَأَحْيَاكُمْ ۖ ثُمَّ يُمِيتُكُمْ ثُمَّ يُحْيِيكُمْ ثُمَّ إِلَيْهِ تُرْجَعُونَ ﴿٢٨﴾ هُوَ الَّذِي خَلَقَ لَكُم مَّا فِي الْأَرْضِ جَمِيعًا ثُمَّ اسْتَوَىٰ إِلَى السَّمَاءِ فَسَوَّاهُنَّ سَبْعَ سَمَاوَاتٍ ۚ وَهُوَ بِكُلِّ شَيْءٍ عَلِيمٌ ﴿٢٩﴾
#AllahKaInkaarKiun #Ayaat_un_Bayyinaat #SyedMuhammadHaiderNaqvi

2:06
|
026 | Hifz e Mozoee I Kuch Sakhtian; Bandgan e Khuda ki Khair o Maslehat Ka Sabab | Dr Syed Ali Abbas Naqvi | Urdu
Hifz-e-Mozoee (Har Roz Quran o Ahlebait(A.S) k Sath) | ہر روز قرآن و اہلبیت علیہم السلام
(Lessons of Life For The Whole Year 365 Days)...
Hifz-e-Mozoee (Har Roz Quran o Ahlebait(A.S) k Sath) | ہر روز قرآن و اہلبیت علیہم السلام
(Lessons of Life For The Whole Year 365 Days)
(حفظ موضوعی 365 موضوعات)
Explanator: Dr.Syed Ali Abbas Naqvi
Tilawat: Qari Muhammad Zaman
Translation: Sheikh Mohsin Najfi (#Balagh_ul_Quran)
Translation Voice: Syed Wajahat Hussain Rizvi

Description of Yazeeds wife "Hind" [URDU]
Qafla-e-Hussaini ko Damishq laye janay ke kuch dinon baad aik aurat Yazeed ki biwi Hind k pass ayi aur kaha:
"Kuch qaidi laye gaye hain jin mein aksariat aurton ki hai. Lakin mujhe maloom nahin...
Qafla-e-Hussaini ko Damishq laye janay ke kuch dinon baad aik aurat Yazeed ki biwi Hind k pass ayi aur kaha:
"Kuch qaidi laye gaye hain jin mein aksariat aurton ki hai. Lakin mujhe maloom nahin k wo kon hain. behtar hai k aap ayen aur haqeeqat maloom karein".
Hind Uthi aur Umda libaas pehna, chaadar orhi aur khaadma ko hukm dia k qaid-khanay mein us k liay kursi lagayi jaye.
Hind Kursi per baith gayi.
Bibi Zainab(S.A) ne ghaur se is aurat ki taraf dekha tou pehchaan lia k ye Hind binte Abdullah hai, jo arsa pehlay Ameer-ul-Momineen(A.S) k ghar mein khaadma thi.
Bibi Zainab(S.A) ne Bibi Umm-e-Kulsoom(S.A) se farmaya:
"Kia aap ne pehchaana, ye Hind Binte Abdullah hain"
Donon bibion ne khaamoshi se apnay saron ko neechay jhuka lia ta-k Hind un ki taraf mutawajja na ho. Lakin Hind ghaur se bibion ko dekh rahi thi, is liay agay barh kar pucha:
"Behen, aap donon ne apas mein guftugoo kar k apnay saron ko jhuka lia, kia koi khaas baat hai?"
Bbion ne koi jawab na dia.
Hind: "Behen, aap kis ilaaqay se hain?"
Sani-e-Zahra(S.A) khamosh na reh sakeen aur farmaya:
"Hum Madina k rehnay walay hein".
Hind ne suna tou ahtraman khari ho gayi aur kaha:
"Kia aap Madina walon ko jaanti hain!?"
Zainab(S.A): "Aap kin Madina walon k mutalliq daryaft karna chahti hain?"
Hind: "Mein apnay aaqa Imam Ali(A.S) k gharanay k mutalliq daryaft karna chahti hun"
Zainab(S.A): "Tum ALI(A.S) k gharaanay ko kaisay jaanti ho?"
Hind (Imam ki yaad mein ashk-bar hotay huay):
"Mein us ghar mein khaadma thi, aur kaam kia karti thi. Mujhe Us ghar se bauhat muhabbat hai"
Zainab(S.A): Tum Us ghar k kin afraad ko jaanti ho?
Hind: Mein Imam Ali(A.S) ki aulaad ka haal maloom karna chahti hun. Mein Hussain(A.S), Aulaad-e-Hussain(A.S) aur Imam ki paak-baaz sahabzaadion ka haal ahwaal aur khairiat maloom karna chahti hun.
Zianab(S.A) - rotay huay:
"Aye Hind! Agar Aal-e-Ali k mutalliq puchti ho tou suno!
Hum(Aulaad-e-Ali) Madina chor chukay hain aur Un ki Aal ki shahadaton ki khabar Madina pohnchaanay k muntazir hein.
Agar HUSSAIN ki haalat se ba-khabar hona chahti ho tou suno! Yazeed k samnay jo ser maujood hai jis se wo lutf-andoz hota hai, wo HUSSAIN ka ser hai.
Agar ABBAS-e-JARRI ka puchti ho tou hum un k Jism k tukray aur BE-SER laashay sarzameen-e-Karbala per chor aanay per majboor kar diay gaye!
Agar Aulaad-e-Hussain ka puchti ho tou wo beemaar naujawan jo shuddat-e-dard ki waja se chalnay per qaadir nahin hai, wohi Hussain k betay ZAIN-ul-ABIDEEN(A.S) hein!
Agar Banaat-e-Ali ka puchti ho, tou MEIN hi ZAINAB BINTE ALI, aur ye UMM-e-KUSLOOM hain.
Hind rotay huay: Wa Amma! Wa Sayyada! Wa Hussaina!
Kaash! Kaash mein andhi hoti Banaat-e-Fatima(S.A) ko is haalat mein na dekhti!
Shuddat-e-Jazbaat mein Hind ne aik pathar apnay ser per maara, jis se khoon jaari hua aur wo ghash kha gayi.
Hind ne Zainab(S.A) ko apnay sarhaanay paaya, jo us se farma rahi theen:
"Hind! utho apnay ghar jao! Aisa na ho tera shauhar Yazeed tujh per ghazab-naak ho!"
Hind: "Khuda ki qasam! Jub tak Aba-Abdullah Hussain ka matam na kar lun, aur Aap Hashmi khawateen ko ghar na le jaun, mein wapas na jaun gi!"
Hind uthi, libaas chaak kiay huay aur ser-barahna Yazeed k pass ayi jo darbaar mein damishq k wuzra aur hawaarion k darmiaan betha hua tha.
Hind: Aye Yazeed! Kia tu ne Ser-e-muqaddas-e-Hussain, farzand-e-Rasool ko darwaza k kinaaray NAIZAY per latkaanay ka hukm dia hai!?
Yazeed jo saltanat, aish o ishrat ka taaj pehnay takht per takkia lagaye baitha tha, achaanak apni zauja ki ghier-mardon k samnay ye haalat dekhi tou maaray gairat k apni jagah se utha aur usay chaadar urhaatay huay bola:
"Khuda lanat karay Ibn-e-Ziyad per, jis ne jald-baazi ki aur Hussain(A.S) ko qatal kia!"
Hind: "Aye Yazeed! Waaye ho tujh per! Meray mutalliq GHAIRAT se kaam letay ho!
Dukhtar-e-Rasool Zahra(S.A) ki betion k mutalliq teri ghairat kaha gayi!?
Tu ne un ki chaadarain cheeneen, aur un muqaddas khawateen ko gali kocha o bazaar mein aashkaar kia, aur unhein zindaanon mein qaid kar k khud chain o sukoon ki neend sona chahtay ho!
Khuda ki Qasam! Jub tak inhein meray saath nahin bhejo ge, mein tumharay ghar mein qadam nahin rakhun gi!"
Is waqiay aur apnay khilaaf aag ki tarah tezi se phailtay hui logon ki nafraton ki waja se yazeed pareshaan rehnay laga, aur usay ahsaas ho gaya k jis ALLAH aur RASOOL k naam ko dabanay aur Jis Deen k khaatmay k khuwab Us k baap daada ne dekhay thay, wo Aal-e-Rasool ko qatal kar k bhi buri tarah nakaam ho raha hai aur qareeb hai k jazbaat aur nafrat mein koi us k khilaaf baghaawat khari kar k us ka khaatma kar de lihaaza bil-aakhir wo Aseeraan-e-karbala se buri tarah wehshat khaanay laga, aur kuch din pehlay tak jin ka mazaq uraya karta tha, aur un se lutf andoz hota tha, ko Riha karnay k baray mein sochnay laga, ta-k us ki hakoomat bachi rahay.

42:23
|
[Media Watch] News Beat, Maslak ki siyasat qomi salamti kay liye kitni khatarnak - 22 Nov 2013 - Urdu
kya shia ulma council ka yum e tahafuz e azadari (mourning) manana aik durust amal ho ga?
Wafaq ul madaris ka ehtijaj (protest) .. Ulma nay zimadari nibhai ya qaumi wahdat ko...
kya shia ulma council ka yum e tahafuz e azadari (mourning) manana aik durust amal ho ga?
Wafaq ul madaris ka ehtijaj (protest) .. Ulma nay zimadari nibhai ya qaumi wahdat ko nuqsan pohanchaya..??
kya itihaad e bain ul muslameen kay dae (scholar) boltay kuch hai aur kartay kuch hai?

16:21
|
Ay Musalma Hoshiyar! | Ayaat-un-Bayyinaat | Hafiz Syed Muhammad Haider Naqvi | Urdu
اے مسلماں ہوشیار! || دین کی کچھ باتوں پر عمل کرنا اور کچھ کو ترک کر دینا دنیا میں رُسوائی اور قیامت میں شدید...
اے مسلماں ہوشیار! || دین کی کچھ باتوں پر عمل کرنا اور کچھ کو ترک کر دینا دنیا میں رُسوائی اور قیامت میں شدید ترین عذاب کا سبب بنے گا! || آیاتٌ بیّناتٌ || سورۃ بقرہ آیت ۸۴، ۸۵، ۸۶ ||حافظ سید محمد حیدر نقوی
Ay Musalma Hoshiyar! Deen Ki Kuch Baton Par Amal Karna Aur Kuch Ko Tark Kar Daina Dunya Main Ruswae Aur Qayamat Main Shadeed Tareen Azab Ka Sabab Bany Ga! || Ayaat-un-Bayyinaat || Surah-e-Bqra Ayat 84, 85, 86 ||Hafiz Syed Muhammad Haider Naqvi
وَإِذْ أَخَذْنَا مِيثَاقَكُمْ لَا تَسْفِكُونَ دِمَاءَكُمْ وَلَا تُخْرِجُونَ أَنفُسَكُم مِّن دِيَارِكُمْ ثُمَّ أَقْرَرْتُمْ وَأَنتُمْ تَشْهَدُونَ ﴿٨٤﴾ ثُمَّ أَنتُمْ هَـٰؤُلَاءِ تَقْتُلُونَ أَنفُسَكُمْ وَتُخْرِجُونَ فَرِيقًا مِّنكُم مِّن دِيَارِهِمْ تَظَاهَرُونَ عَلَيْهِم بِالْإِثْمِ وَالْعُدْوَانِ وَإِن يَأْتُوكُمْ أُسَارَىٰ تُفَادُوهُمْ وَهُوَ مُحَرَّمٌ عَلَيْكُمْ إِخْرَاجُهُمْ ۚ أَفَتُؤْمِنُونَ بِبَعْضِ الْكِتَابِ وَتَكْفُرُونَ بِبَعْضٍ ۚ فَمَا جَزَاءُ مَن يَفْعَلُ ذَٰلِكَ مِنكُمْ إِلَّا خِزْيٌ فِي الْحَيَاةِ الدُّنْيَا ۖ وَيَوْمَ الْقِيَامَةِ يُرَدُّونَ إِلَىٰ أَشَدِّ الْعَذَابِ ۗ وَمَا اللَّـهُ بِغَافِلٍ عَمَّا تَعْمَلُونَ ﴿٨٥﴾ أُولَـٰئِكَ الَّذِينَ اشْتَرَوُا الْحَيَاةَ الدُّنْيَا بِالْآخِرَةِ ۖ فَلَا يُخَفَّفُ عَنْهُمُ الْعَذَابُ وَلَا هُمْ يُنصَرُونَ ﴿٨٦﴾
Spread the message!
Share this video!
#BaniIsrael #Ayaat_un_Bayyinaat #SyedMuhammadHaiderNaqvi

5:06
|