7:42
|
7:34
|
[CLIP] Khuda hamain baseerat ata karay - Urdu
Khuda hamain baseerat ata karay aur hum haqiqi khaliq aur ata karnay wale ko pechan sakain

12:04
|
6:42
|
6:42
|
5:22
|
23:13
|
پاکستانی شیعوں پر آخری حملے کی سازش. - Ustaad Syed Jawad Naqvi - Urdu
www.islamimarkaz.com
* Is dor me yazeed her jaga phir rahay hain, Or phir karbala barpa karna shahtay hian, Pakistani Shia ko chahiyay khud ko Yazeediat se muqablay kay liay aamada karay, Or...
www.islamimarkaz.com
* Is dor me yazeed her jaga phir rahay hain, Or phir karbala barpa karna shahtay hian, Pakistani Shia ko chahiyay khud ko Yazeediat se muqablay kay liay aamada karay, Or Labbaik Ya Hussain ki sada buland karay,, Hamara sab se bara Hathiyar aor taqat Hamari Azadari hai, dushman hamray nohay, marsiyay or matam se khofzada hai. Lekin shart ye hai k ye nohay, marsiyay matam Hussainiyat ka jazba paida karnay walay hon, na ye kay loriyan hon jo ummat ko sula dain..
Hamray Leader, Rahber Moazzam, Syed Ali Khamenei Yazid-e waqt America kay samnay be-khof-o khatar kharay hain.. jab k ummat muslima me kisi or me itni jurrat nahin hai.
Syed Hasan Nasrullah ne fermaya kay Hizbullah ki fatah ka raaz Wilayat-e Faqih ki pervi me hai.
More...
Description:

7:07
|
Description of Yazeeds wife "Hind" [URDU]
Qafla-e-Hussaini ko Damishq laye janay ke kuch dinon baad aik aurat Yazeed ki biwi Hind k pass ayi aur kaha:
"Kuch qaidi laye gaye hain jin mein aksariat aurton ki hai. Lakin mujhe maloom nahin...
Qafla-e-Hussaini ko Damishq laye janay ke kuch dinon baad aik aurat Yazeed ki biwi Hind k pass ayi aur kaha:
"Kuch qaidi laye gaye hain jin mein aksariat aurton ki hai. Lakin mujhe maloom nahin k wo kon hain. behtar hai k aap ayen aur haqeeqat maloom karein".
Hind Uthi aur Umda libaas pehna, chaadar orhi aur khaadma ko hukm dia k qaid-khanay mein us k liay kursi lagayi jaye.
Hind Kursi per baith gayi.
Bibi Zainab(S.A) ne ghaur se is aurat ki taraf dekha tou pehchaan lia k ye Hind binte Abdullah hai, jo arsa pehlay Ameer-ul-Momineen(A.S) k ghar mein khaadma thi.
Bibi Zainab(S.A) ne Bibi Umm-e-Kulsoom(S.A) se farmaya:
"Kia aap ne pehchaana, ye Hind Binte Abdullah hain"
Donon bibion ne khaamoshi se apnay saron ko neechay jhuka lia ta-k Hind un ki taraf mutawajja na ho. Lakin Hind ghaur se bibion ko dekh rahi thi, is liay agay barh kar pucha:
"Behen, aap donon ne apas mein guftugoo kar k apnay saron ko jhuka lia, kia koi khaas baat hai?"
Bbion ne koi jawab na dia.
Hind: "Behen, aap kis ilaaqay se hain?"
Sani-e-Zahra(S.A) khamosh na reh sakeen aur farmaya:
"Hum Madina k rehnay walay hein".
Hind ne suna tou ahtraman khari ho gayi aur kaha:
"Kia aap Madina walon ko jaanti hain!?"
Zainab(S.A): "Aap kin Madina walon k mutalliq daryaft karna chahti hain?"
Hind: "Mein apnay aaqa Imam Ali(A.S) k gharanay k mutalliq daryaft karna chahti hun"
Zainab(S.A): "Tum ALI(A.S) k gharaanay ko kaisay jaanti ho?"
Hind (Imam ki yaad mein ashk-bar hotay huay):
"Mein us ghar mein khaadma thi, aur kaam kia karti thi. Mujhe Us ghar se bauhat muhabbat hai"
Zainab(S.A): Tum Us ghar k kin afraad ko jaanti ho?
Hind: Mein Imam Ali(A.S) ki aulaad ka haal maloom karna chahti hun. Mein Hussain(A.S), Aulaad-e-Hussain(A.S) aur Imam ki paak-baaz sahabzaadion ka haal ahwaal aur khairiat maloom karna chahti hun.
Zianab(S.A) - rotay huay:
"Aye Hind! Agar Aal-e-Ali k mutalliq puchti ho tou suno!
Hum(Aulaad-e-Ali) Madina chor chukay hain aur Un ki Aal ki shahadaton ki khabar Madina pohnchaanay k muntazir hein.
Agar HUSSAIN ki haalat se ba-khabar hona chahti ho tou suno! Yazeed k samnay jo ser maujood hai jis se wo lutf-andoz hota hai, wo HUSSAIN ka ser hai.
Agar ABBAS-e-JARRI ka puchti ho tou hum un k Jism k tukray aur BE-SER laashay sarzameen-e-Karbala per chor aanay per majboor kar diay gaye!
Agar Aulaad-e-Hussain ka puchti ho tou wo beemaar naujawan jo shuddat-e-dard ki waja se chalnay per qaadir nahin hai, wohi Hussain k betay ZAIN-ul-ABIDEEN(A.S) hein!
Agar Banaat-e-Ali ka puchti ho, tou MEIN hi ZAINAB BINTE ALI, aur ye UMM-e-KUSLOOM hain.
Hind rotay huay: Wa Amma! Wa Sayyada! Wa Hussaina!
Kaash! Kaash mein andhi hoti Banaat-e-Fatima(S.A) ko is haalat mein na dekhti!
Shuddat-e-Jazbaat mein Hind ne aik pathar apnay ser per maara, jis se khoon jaari hua aur wo ghash kha gayi.
Hind ne Zainab(S.A) ko apnay sarhaanay paaya, jo us se farma rahi theen:
"Hind! utho apnay ghar jao! Aisa na ho tera shauhar Yazeed tujh per ghazab-naak ho!"
Hind: "Khuda ki qasam! Jub tak Aba-Abdullah Hussain ka matam na kar lun, aur Aap Hashmi khawateen ko ghar na le jaun, mein wapas na jaun gi!"
Hind uthi, libaas chaak kiay huay aur ser-barahna Yazeed k pass ayi jo darbaar mein damishq k wuzra aur hawaarion k darmiaan betha hua tha.
Hind: Aye Yazeed! Kia tu ne Ser-e-muqaddas-e-Hussain, farzand-e-Rasool ko darwaza k kinaaray NAIZAY per latkaanay ka hukm dia hai!?
Yazeed jo saltanat, aish o ishrat ka taaj pehnay takht per takkia lagaye baitha tha, achaanak apni zauja ki ghier-mardon k samnay ye haalat dekhi tou maaray gairat k apni jagah se utha aur usay chaadar urhaatay huay bola:
"Khuda lanat karay Ibn-e-Ziyad per, jis ne jald-baazi ki aur Hussain(A.S) ko qatal kia!"
Hind: "Aye Yazeed! Waaye ho tujh per! Meray mutalliq GHAIRAT se kaam letay ho!
Dukhtar-e-Rasool Zahra(S.A) ki betion k mutalliq teri ghairat kaha gayi!?
Tu ne un ki chaadarain cheeneen, aur un muqaddas khawateen ko gali kocha o bazaar mein aashkaar kia, aur unhein zindaanon mein qaid kar k khud chain o sukoon ki neend sona chahtay ho!
Khuda ki Qasam! Jub tak inhein meray saath nahin bhejo ge, mein tumharay ghar mein qadam nahin rakhun gi!"
Is waqiay aur apnay khilaaf aag ki tarah tezi se phailtay hui logon ki nafraton ki waja se yazeed pareshaan rehnay laga, aur usay ahsaas ho gaya k jis ALLAH aur RASOOL k naam ko dabanay aur Jis Deen k khaatmay k khuwab Us k baap daada ne dekhay thay, wo Aal-e-Rasool ko qatal kar k bhi buri tarah nakaam ho raha hai aur qareeb hai k jazbaat aur nafrat mein koi us k khilaaf baghaawat khari kar k us ka khaatma kar de lihaaza bil-aakhir wo Aseeraan-e-karbala se buri tarah wehshat khaanay laga, aur kuch din pehlay tak jin ka mazaq uraya karta tha, aur un se lutf andoz hota tha, ko Riha karnay k baray mein sochnay laga, ta-k us ki hakoomat bachi rahay.

7:18
|
3:41
|
Ahle Sunnat Aalim Kabhi Bhi Banddokh Ki Nok Per Islam Nahin Pehla Hay - Peace Shia Sunni Unity - Urdu
Ahle Sunnat Aalim \"Tehrik Taliban Pakistan Nay Ahle Sunnat Kay Qoakaf Ko Qubool Kar Lia Hay. Hum Yeh Samjhtay Hain Kay Bismillah Karain Aien Ap Apnay Hatiyar Rakhain Aur Hum Baithay Hain Iss...
Ahle Sunnat Aalim \"Tehrik Taliban Pakistan Nay Ahle Sunnat Kay Qoakaf Ko Qubool Kar Lia Hay. Hum Yeh Samjhtay Hain Kay Bismillah Karain Aien Ap Apnay Hatiyar Rakhain Aur Hum Baithay Hain Iss Mein Hum Hukumat E Waqt Se Aur Security Idaron Se Bhi Appeal Kartay Hain Kay Aiye Ap Bhi Bismillah Karain Hum Aik Jaga Per Baithtay Hain Humara Ahle Sunnat Ka Moaqaf Yeh Hay. Tehrik Taliban Ki Taraf Se Jitnay Bhi Iqdamaat Kiye Jarahay Hain Jaisa Kay Masajid Madaris Ko, Jaisa Kay Security Idaron Ko, Aqeeliyaton Ko, Aur Aam Shehrion Ko Nishana Banatay Hain. Hum Yeh Samjhtay Hain Keh Yeh Jihad Nahin Hay. Yeh Fasad Fil Arz Hay Aur Iss ko Hat Kar Ab Aman Ki Taraf Jana Chahiye Aur Hum Yeh Samjhtay Hain Kay Yeh Taliban Ka Yeh Iqdam Bilkul Shariyat Kay Munafi Hay. Yeh Bilkul Bhi Jihad Nahin Hay. Apni Khoish Saahat Ko Jihad Ka Nam Dey Lain. Apnay Tarzay Amal Ko Islam Ka Nam Dey Lain Tou Yeh Kisi Soraat Bhi Munasib Nahin Hoga. Albata Aaj Jo Baat Ki Hay Keh Unay Ahle Sunnat Kay Qoaqaf Ko Qubool Kiya Aur Hamara Challenge Jo Manazaray Ka Tha Uss Ko Acept Karlia Tou Iss Mein Bari Khoshi Ki Baat Hay Ab Hukumat Ko Apni Zimaydari Pori Karni Chahiye. Security Idaron Ko Apni Zimaydari Pori Karni Chahiye... .... .........
.......Kabhi Bhi Banddokh Ki Nok Per Islam Nahin Pehla Hay. Kabhi Bhi Talwar Kay Zor Per Islam Ki Dawat Nahin Di Gai Hay. Kabhi Bhi Apnay Moaqif Ko Banddokh Ki Nok Se Nahin Manwaya Giya. Han Taliban Apni Baat Imposed Karahay Hain Yeh Theek Nahin Hay. Taliban Dehshatgerdi Ka Bazar Garam Kiye Hoa Hain Samjhtay Hain Yahi Quran Aur Hadees Kay Mutabiq Hay. Hum Unko Challenge Ki Aiye Quran Aur Hadees Ki Roshani Mein Hamary Ulema Kay Sath Baithain Lahore Hay Pakistan Kay Kisi Khitay Mein Baithain Islamabad Quetta Peshawer Karachi Jahan Ap Ka Gi Chahay Ab Ap Bismillah Karain Waqat Dain Jaga Batain Aur Hukumat Iss kay Liye Monasib Iqdamat Karay.\"

0:51
|
[24Jul2017] امریکہ، جیل میں بند ایرانی شہریوں کو فوری طور پر رہا کرے، - Ur
Armica,,Jail,,Main,,Band,,Irani,,Shehriyou,,ko,,Fori,,Tor,,Per,,Reha,,Karay,,Sahar,,Urdu,,News

2:24
|
Video Tags:
Saudi,,Arab,,Yemen,,Ka,,Mohsra,,Khatam,,Karay,,Aqwam,,Mutahidah,,Sahar,,Urdu,,News
0:49
|
Video Tags:
Hizbullah,,Agli,,Jang,,Main,,Rozana,,Char,,Hazar,,Mezile,,Fire,,Karay,,Gi,,Sahar,,Urdu,,News
1:25
|
Video Tags:
Bharat,,Maqboza,,Kashmir,,main,,Taqat,,Ka,,Istimal,,Band,,Karay,,Sahar,,Urdu,,News
6:32
|
[ Imam Moosa Kazim Noha] Me Noor Wilayat ki Ghurbat | Dasta e Imamia 2020 Urdu
ll بِسمِ اللہِ الرَّحمٰنِ الرَّحِيم ll
Nohay 2020 | Andhero Me Noor Wilayat ki Ghurbat | Dasta e Imamia | New Noha Shahadat e Imam Moosa Kazim a.s 2020/1441...
ll بِسمِ اللہِ الرَّحمٰنِ الرَّحِيم ll
Nohay 2020 | Andhero Me Noor Wilayat ki Ghurbat | Dasta e Imamia | New Noha Shahadat e Imam Moosa Kazim a.s 2020/1441
-----------------------------------------------------------------------------
Recited By | Waseem Ul Hassan Abidi
Kalam Title | Andhero Me Noor Wilayat ki Ghurbat
Poetry | Masooma Sherazi
Video | Imamia Media House
Social Media Team | Dasta e Imamia SMT
Audio Recorded By | ODS
Islamic Date | 25 Rajab 1441
Album | 2020 / 1441H
New Noha By Dasta e Imamia | on the Martyrdom of Imam Moosa Kazim (ع) Many condolences to Prophet Muhammad (saww) & Imam Ali (a.s) and especially to Imam e Zamana (AJF).
--------------------------------------------------------------------------
✅ Facebook:
https://www.facebook.com/DastaeImamiaofficial/
✅ YouTube:
https://www.youtube.com/channel/UCxbaViW1ncN04XTyq2cvntw
✅ Twitter:
https://twitter.com/Dasta_E_Imamia
✅ Telegram:
https://t.me/DastaEImamiaKarachi
✅ Sound Cloud:
https://soundcloud.com/786-92-110
------------------------------------------------------------------------------
Diye umeedoun ke bujh rahe hain
Hamaray Yousuf kidhar gaye hain
Ujaar sehnou mae bain karti malool maaoun ki sard aahen
Zaeef baapoun ke besahara larztay baazou sadae hal min mae dhaal rahe hain
Hamaray Yousuf kidhar gaye hain
Yeh tauq o zanjeer taziyanay
Yeh ehd e zulmat ke qaid khanay
Imam e Sajjad ka dard e ghurbat Kareem ibne Kareem Mola
Imam e Kazim ka marsiya hai
Aandheroun mae noor e wilayat ki ghurbat
Rasan basta bab ul hawaij se pocho
Aseeri ki tareekh kitni kari hai
Hidayat ki subhou se zulmaat lari hai
Azadar sadyaan lahu ro rahi hai
Imamat aandherou mae tanha khari hai

Hai qaid e sitamgar mae noor e payambar
Azadaroun dilgeer hai qalb e muztar
Ke rukhsat howe aaj Moosa e Jafar
Ali ibne Moosa pe gham ki ghari hai

Chalan hai wohi ab bhi ahl e wafa ka
Hai ehl e sitam ke wohi qaid khanay
Wohi tauq o zanjeer aur taziyaanay
Sina haq parastou ke tan mae gari hai

Nimr, Zakzaki ki aseeri ke nohay
Diloun mae sisakti howi sham e ghurbat
Ujartay howe aanganou ki udaasi
Riwayat mae baghdad ki aik kari hai

Ghulamaan e Kazim ke bekhauf chehray
Karay qaid khanou mae seena sipar hain
Sipah E sitamgaar hairaan khari hai
Wohi sham e hasrat fiza mae khari hai

Watan ke aseeroun ki dilgeer aahen
Imam E Zaman ko sada de rahi hain
Mitaeen ge Mehdi sitam ki siyahi
Yeh haq ki basharat diloun se juri hai

3:11
|
Shifaat kon karay ga| Tafseer e Rizwan تفسیر رضوان 2022 | Urdu
تفسیر رضوان
موضوع: شفاعت کون کرے گا؟
آیات قرآن کریم کا تفسیری سلسلہ
روزانہ ایک آیت ایک تفسیر
آیات...
تفسیر رضوان
موضوع: شفاعت کون کرے گا؟
آیات قرآن کریم کا تفسیری سلسلہ
روزانہ ایک آیت ایک تفسیر
آیات قرآن کریم کی محمد و آل محمد علیھم السلام کی مستند احادیث ، روایات کی روشنی میں مختصر و پُر اثر تفسیر
جذاب ویڈیو اور خوبصورت انداز میں
البلاغ ادارہ فروغ ثقافت اسلامی پاکستان