35:35
|
49:16
|
59:01
|
Seminar 4th Ramzan 1439 Hijari 20th May 2018 Topic: Quran kaisay parha Jaye? By H I Syed Haider Naqvi(جامعہ ب?
Ramzan ul Mubarak - Seminar 4th Ramzan 1439 Hijari 20th May 2018
Topic: Quran kaisay parha Jaye?
Speaker: Hujjat ul Islam Maulana Syed Haider Naqvi (جامعہ بعثت چینوٹ...
Ramzan ul Mubarak - Seminar 4th Ramzan 1439 Hijari 20th May 2018
Topic: Quran kaisay parha Jaye?
Speaker: Hujjat ul Islam Maulana Syed Haider Naqvi (جامعہ بعثت چینوٹ پنجاب)
Venue: Shaheed Hameed Ali Bhojani Hall Karachi Pakistan
More...
Description:

8:35
|
5:26
|
1:44
|
Quran Ko Kis Niyat Sy Khola Jaye? || Ayaat-un-Bayyinaat || Hafiz Syed Muhammad Haider Naqvi - Urdu
قرآن کو کس نیّت سے کھولا جائے؟ || آیاتٌ بیّناتٌ || حافظ سید محمد حیدر نقوی
Quran Ko Kis Niyat Sy Khola Jaye? || Ayaat-un-Bayyinaat || Hafiz...
قرآن کو کس نیّت سے کھولا جائے؟ || آیاتٌ بیّناتٌ || حافظ سید محمد حیدر نقوی
Quran Ko Kis Niyat Sy Khola Jaye? || Ayaat-un-Bayyinaat || Hafiz Syed Muhammad Haider Naqvi
#QuranKoKisNiyatSyKholaJaye #Ayaat_un_Bayyinaat #SyedMuhammadHaiderNaqvi

4:14
|
Jannat Main Kon Jaye Ga? | Ayaat-un-Bayyinaat | Hafiz Syed Muhammad Haider Naqvi | Urdu
جنّت میں کون جائے گا؟ صرف یہودی یا صرف مسیحی یا ۔۔۔! || آیاتٌ بیّناتٌ || سورۃ بقرہ آیت ۱۱۱ تا ۱۱۲ || حافظ سید محمد...
جنّت میں کون جائے گا؟ صرف یہودی یا صرف مسیحی یا ۔۔۔! || آیاتٌ بیّناتٌ || سورۃ بقرہ آیت ۱۱۱ تا ۱۱۲ || حافظ سید محمد حیدر نقوی
Jannat Main Kon Jaye Ga? Sirf Yahudi Ya Sirf Masihi Ya...! || Ayaat-un-Bayyinaat || Surah-e-Bqra Ayat 111 till 112 || Hafiz Syed Muhammad Haider Naqvi\\
وَقَالُوا لَن يَدْخُلَ الْجَنَّةَ إِلَّا مَن كَانَ هُودًا أَوْ نَصَارَىٰ ۗ تِلْكَ أَمَانِيُّهُمْ ۗ قُلْ هَاتُوا بُرْهَانَكُمْ إِن كُنتُمْ صَادِقِينَ ﴿١١١﴾ بَلَىٰ مَنْ أَسْلَمَ وَجْهَهُ لِلَّـهِ وَهُوَ مُحْسِنٌ فَلَهُ أَجْرُهُ عِندَ رَبِّهِ وَلَا خَوْفٌ عَلَيْهِمْ وَلَا هُمْ يَحْزَنُونَ ﴿١١٢﴾
Spread the message!
Share this video!
#Jannat #Ayaat_un_Bayyinaat #SyedMuhammadHaiderNaqvi

5:06
|
1:16
|
[Media Watch] Metro One News : Shaheed Allama Deedar Jalbani Kay Qatilo Ko Giraftar Kiya Jaye - Urdu
[Media Watch] Metro One News : Shaheed Allama Deedar Jalbani Kay Qatilo Ko Giraftar Kiya Jaye - شہید علامہ دیدار علی جلبانی کے قاتلوں فل فور گرفتار کیا...
[Media Watch] Metro One News : Shaheed Allama Deedar Jalbani Kay Qatilo Ko Giraftar Kiya Jaye - شہید علامہ دیدار علی جلبانی کے قاتلوں فل فور گرفتار کیا جائے - Urdu
More...
Description:
[Media Watch] Metro One News : Shaheed Allama Deedar Jalbani Kay Qatilo Ko Giraftar Kiya Jaye - شہید علامہ دیدار علی جلبانی کے قاتلوں فل فور گرفتار کیا جائے - Urdu
56:59
|
4:30
|
Kya Baar Baar Hajj-o-Ziyarat Sy Behtar Nahi Kay Ghareeb Ki Madad Ki Jaye? - Urdu
کیا بار بار حج و زیارت سے بہتر نہیں کہ غریب کی مدد کی جائے؟ || آیاتٌ بیّناتٌ || حافظ سید محمد حیدر نقوی
Kya Baar Baar...
کیا بار بار حج و زیارت سے بہتر نہیں کہ غریب کی مدد کی جائے؟ || آیاتٌ بیّناتٌ || حافظ سید محمد حیدر نقوی
Kya Baar Baar Hajj-o-Ziyarat Sy Behtar Nahi Kay Ghareeb Ki Madad Ki Jaye? || Ayaat-un-Bayyinaat || Hafiz Syed Muhammad Haider Naqvi
#GhareebKiMadad #Ayaat_un_Bayyinaat #SyedMuhammadHaiderNaqvi

10:43
|
7:34
|
Majlis ke liye Haiz me Niyaz pakana aur khana | Majlis mein chappal shoes badal jaye to kya kare? | Urdu
Jawan Muharram ki manawiyat se kaise faida uthaye?
#sabeelmedia #sabeelcomment
For Personal Questions
[email protected]
00:00 : Intro
02:27 :Q1 Majalis mein shoes badal jaye to kya...
Jawan Muharram ki manawiyat se kaise faida uthaye?
#sabeelmedia #sabeelcomment
For Personal Questions
[email protected]
00:00 : Intro
02:27 :Q1 Majalis mein shoes badal jaye to kya hukm hai??
03:57 : Q2 Ek khatoon Haiz ki halat mein niyaz ka khana paka sakti hai?
06:26 : Q3 Jawan Muharram ki manawiyat se kaise faida uthaye?
Sabeel Media ko support karne ke liye hamse raabta karen.
👇Google Pay (New)👇
[email protected]
👇🏼 Net Banking👇🏼
Account Name:
SABEEL WELFARE FOUNDATION
Indian Bank Accounts se NEFT ke liye
Current Account Number: 921020015945969
(All are Numbers)
Bank Name: Axis Bank
IFSC code: UTIB0000395
Branch Name: MIDC ANDHERI BRANCH
1. Must watch and share with your friends and relatives. Sharing knowledge gives sawa ab.
2. Is video ko zyada se zyada logon se share karen.
3. Is video clip ke baare mein apke comments zaroor likhen..
---------------
Join us on social media by following links:
https://instagram.com/sabeelmedia_in
https://youtube.com/SabeelMedia_in
https://wa.me/918928514110
https://Fb.com/SabeelMedia.in
https://t.me/Sabeelmedia_in

1:37
|
Quick Recipes - Instant Jalebi Recipe - English
Important Tips:
Timings are very important in this recipe.
Yeast fermentation required 15 mins.
After making Jalebi batter let it sit for maximum10 mins, texture will be slightly changed....
Important Tips:
Timings are very important in this recipe.
Yeast fermentation required 15 mins.
After making Jalebi batter let it sit for maximum10 mins, texture will be slightly changed.
Never leave batter for long and do not store it. Use batter within 10-15 mins
Dip jalebis in warm sugar syrup immediately after frying.
Dip in Sugar syrup for 5-10 seconds. Fold in syrup and take them out.
Instant Jalebi
Recipe in English:
Ingredients:
Sheera (Sugar syryp):
-Paani (Water) 1 cup
-Cheeni (Sugar) 2 cup
-Hari elaichi (Green cardamom) 2-3
-Leemo ka rus (Lemon juice) 2 tsp
For Jalebi:
-Paani (Water) lukewarm 2-3 tbs
-Cheeni (Sugar) 1 tsp
-Instant yeast ½ tsp
-Maida (Flour) 1 cup
-Orange Food color 1 tsp or as required
-Ghee melted 1 tbs
-Baisan (Gram flour) 1 tbs
-Paani (Water) as required
-Desi ghee for frying
Directions:
For Sheera (Sugar syrup):
-In pot,add water,sugar and green cardamom,mix it and cook until syrup thickens.
-In the end, add lemon juice, stir well and set aside.
-Sheera is ready.
For Jalebi:
-In lukewarm water,add sugar and instant yeast,mix & let it sit for 15 minutes.
-In bowl add flour, orange food color,ghee melted,gram flour,yeast mixture,water and make a batter of desired consistency. Let it rest for 10 minutes and consume immediately (within 10-15 minutes).
-Now pour this batter in the sneezing bottle.
-In frying pan, heat desi ghee and squeeze the bottle and make centric rings with the batter.
-When one side is cooked, turn over and fry the other side.
-After frying, immediately put the fried jalebis in the sugar syrup. The sugar syrup should be slightly warm when you add jalebis in it.
-Turn over after a minute so that both sides are coated with the syrup.
-Keep them in the sugar syrup for about 2-3 minutes.
-Remove jablebis with the help of tong and shake lightly so that excess sugar syrup.
-Jalebi is ready to serve.
Recipe in Urdu:
Ajza:
Sheera (Sugar syryp):
-Paani (Water) 1 cup
-Cheeni (Sugar) 2 cup
-Hari elaichi (Green cardamom) 2-3
-Leemo ka rus (Lemon juice) 2 tsp
For Jalebi:
-Paani (Water) lukewarm 2-3 tbs
-Cheeni (Sugar) 1 tsp
-Instant yeast ½ tsp
-Maida (Flour) 1 cup
-Orange Food color 1 tsp or as required
-Ghee melted 1 tbs
-Baisan (Gram flour) 1 tbs
-Paani (Water) as required
-Desi ghee for frying
Directions:
- For Sheera (Sugar syrup):
-Pot mein pani,cheeni aur hari elaichi shamil ker k mix karein,sheera garha hunay taka paka lein.
-Akhir mein leemo ka rus dal ker mix karein aur side per rakh dein.
-Sheera tayyar hai
For Jalebi:
-Neem garam pani mein cheeni aur instant yeast dal ker mix karein aur 15 minutes kliya rakh dein.
-Bowl mein maida,orange food color,ghee melted,baisan,yeast mixture aur paani dal ker mix karein aur desired consistency ka batter tayyar karein aur 10 minute kliya chor dein aur foran istamal ker lein (10-15 minutes).
-Ab is batter ko sneezing bottle mein dal dein.
-Frying pan mein desi ghee garam karein aur squeeze bottle ki madad sa batter k centric rings bana lein.
-Jab ek side sa jalebi fry ho jaye tou turn ker k dosri side ko fry ker lein.
-Frying k foran bad fried jalebi ko sugar syrup mein dal dein.Sugar syrup halka garam huna chahiya.
-Sugar syrup mein jalebi ko turn ker lein ta k dono sides sa syrup coat ho jaye.
-2-3 minutes kliya sugar syrup mein chor dein.
-Tong ki madad sa jalebi ko syrup sa nikal lein aur halka sa shake karein ta k ezafee sugar syrup nikla jaye.
-Jalebi tayyar hai.

2:00
|
[Quick Recipe] Haray Bharay Nuggets - English and Urdu
Start making the best chicken nuggets at home and let the kids ask for more. Try our Haray Bharay Nuggets recipe today. #HappyParentingToYou
Written Recipe: https://goo.gl/eYFLJH
More Recipes...

More Recipes on: http://www.Foodfusion.com
Haray Bharay Nuggets Recipe in English:
Ingredients:
-Hara dhania (Fresh coriander) 3 tbs
-Podina (Mint leaves) 2 tbs
-Hari mirch (Green chilies) 1-2
-Bread slices 2
-Chicken boneless cubes 500 gms
-Kali mirch (Black pepper) powder 1 tsp
-Namak (Salt) 1 tsp or to taste
-Lehsan paste (Garlic paste) 1 & ½ tsp
-Anda (Egg) 1
-Bread crumbs 1 Cup
-Dried parsley 1 tbs
-Anday (Eggs) 2
-Doodh (Milk) ¼ Cup
-Maida (All-purpose flour) ½ Cup
-Corn flour ¼ Cup
-Kali mirch (Black pepper) powder ½ tsp
-Namak (Salt) ½ tsp
-Oil for frying
Directions:
-In chopper,add fresh coriander,mint leaves,green chilies,bread slices and chop well.
-Add chicken,black pepper powder,salt,garlic paste,egg and chop until well combined and refrigerate for 30 minutes.
-If mixture is too soft,add bread slices or if the mixture is too hard,add milk.
-In bowl,add bread crumbs and dried parsley,mix well & set aside.
-In bowl,add eggs and milk,whisk well & set aside.
-In bowl,add all-purpose flour,corn flour,black pepper powdersalt and mix well.
-Grease your hands with oil,take a mixture and make a ball.
-Now coat in all-purpose flour mixture and dip into beaten eggs then coat in bread crumbs.
-Cut into desired shape with the help of the cutter.
-In frying pan,heat oil and fry until golden brown.
-Can be stored up to 1 month in freezer.
Recipe in Urdu:
Ajza:
-Hara dhania (Fresh coriander) 3 tbs
-Podina (Mint leaves) 2 tbs
-Hari mirch (Green chilies) 1-2
-Bread slices 2
-Chicken boneless cubes 500 gms
-Kali mirch (Black pepper) powder 1 tsp
-Namak (Salt) 1 tsp or to taste
-Lehsan paste (Garlic paste) 1 & ½ tsp
-Anda (Egg) 1
-Bread crumbs 1 Cup
-Dried parsley 1 tbs
-Anday (Eggs) 2
-Doodh (Milk) ¼ Cup
-Maida (All-purpose flour) ½ Cup
-Corn flour ¼ Cup
-Kali mirch (Black pepper) powder ½ tsp
-Namak (Salt) ½ tsp
-Oil for frying
Directions:
-Chopper mein hara dhania,podina,hari mirchein aur bread slices dal ker ache tarhan chop ker lein.
-Chicken,kali mirch powder,namak,lehsan paste aur anda dal ker ache tarhan chop karein aur 30 minutes kliya refrigerate ker lein.
-Agar mixture bohat naram ho jaye tou bread slices dal dein or agar mixture bohat hard ho jaye tou doodh shamil ker lein.
-Bowl mein bread crumbs aur dried parsley dal ker ache tarhan mix ker lein & side per rakh dein.
-Bowl mein anday aur doodh dal ker ache tarhan whisk ker lein & side per rakh dein.
-Bowl mein maida,corn flour,kali mirch powder aur namak dal ker ache tarhan mix ker lein.
-Haathon ko oil sa grease karein aur mixture ko la ker ball bana lein.
-Ab maida ka mixture mein coat ker lein aur pheetay hoye anday mein dip karein phir bread crumbs mein coat ker lein.
-Cutter ki madad sa desired shape mein cut ker lein.
-Frying pan mein oil garam karein aur golden brown hunay tak fry ker lein.
-Freezer mein 1 month tak store ker saktay han.

Beti Ka Payambar Ko Pursa Yon Diya Jaye - Ali Safdar 2011-12 Nauha Title - Urdu
New 2011-12 noha volume of Ali Safdar Rizvi on the occasion of Shahadat-e-Hazrat Syeda Fatima Zahra.
Released By: Payam Islamic Cultural Centre.
VCDs and Cassettes Are Available At All Islamic...
New 2011-12 noha volume of Ali Safdar Rizvi on the occasion of Shahadat-e-Hazrat Syeda Fatima Zahra.
Released By: Payam Islamic Cultural Centre.
VCDs and Cassettes Are Available At All Islamic Cds Shops And Libraries.

Description of Yazeeds wife "Hind" [URDU]
Qafla-e-Hussaini ko Damishq laye janay ke kuch dinon baad aik aurat Yazeed ki biwi Hind k pass ayi aur kaha:
"Kuch qaidi laye gaye hain jin mein aksariat aurton ki hai. Lakin mujhe maloom nahin...
Qafla-e-Hussaini ko Damishq laye janay ke kuch dinon baad aik aurat Yazeed ki biwi Hind k pass ayi aur kaha:
"Kuch qaidi laye gaye hain jin mein aksariat aurton ki hai. Lakin mujhe maloom nahin k wo kon hain. behtar hai k aap ayen aur haqeeqat maloom karein".
Hind Uthi aur Umda libaas pehna, chaadar orhi aur khaadma ko hukm dia k qaid-khanay mein us k liay kursi lagayi jaye.
Hind Kursi per baith gayi.
Bibi Zainab(S.A) ne ghaur se is aurat ki taraf dekha tou pehchaan lia k ye Hind binte Abdullah hai, jo arsa pehlay Ameer-ul-Momineen(A.S) k ghar mein khaadma thi.
Bibi Zainab(S.A) ne Bibi Umm-e-Kulsoom(S.A) se farmaya:
"Kia aap ne pehchaana, ye Hind Binte Abdullah hain"
Donon bibion ne khaamoshi se apnay saron ko neechay jhuka lia ta-k Hind un ki taraf mutawajja na ho. Lakin Hind ghaur se bibion ko dekh rahi thi, is liay agay barh kar pucha:
"Behen, aap donon ne apas mein guftugoo kar k apnay saron ko jhuka lia, kia koi khaas baat hai?"
Bbion ne koi jawab na dia.
Hind: "Behen, aap kis ilaaqay se hain?"
Sani-e-Zahra(S.A) khamosh na reh sakeen aur farmaya:
"Hum Madina k rehnay walay hein".
Hind ne suna tou ahtraman khari ho gayi aur kaha:
"Kia aap Madina walon ko jaanti hain!?"
Zainab(S.A): "Aap kin Madina walon k mutalliq daryaft karna chahti hain?"
Hind: "Mein apnay aaqa Imam Ali(A.S) k gharanay k mutalliq daryaft karna chahti hun"
Zainab(S.A): "Tum ALI(A.S) k gharaanay ko kaisay jaanti ho?"
Hind (Imam ki yaad mein ashk-bar hotay huay):
"Mein us ghar mein khaadma thi, aur kaam kia karti thi. Mujhe Us ghar se bauhat muhabbat hai"
Zainab(S.A): Tum Us ghar k kin afraad ko jaanti ho?
Hind: Mein Imam Ali(A.S) ki aulaad ka haal maloom karna chahti hun. Mein Hussain(A.S), Aulaad-e-Hussain(A.S) aur Imam ki paak-baaz sahabzaadion ka haal ahwaal aur khairiat maloom karna chahti hun.
Zianab(S.A) - rotay huay:
"Aye Hind! Agar Aal-e-Ali k mutalliq puchti ho tou suno!
Hum(Aulaad-e-Ali) Madina chor chukay hain aur Un ki Aal ki shahadaton ki khabar Madina pohnchaanay k muntazir hein.
Agar HUSSAIN ki haalat se ba-khabar hona chahti ho tou suno! Yazeed k samnay jo ser maujood hai jis se wo lutf-andoz hota hai, wo HUSSAIN ka ser hai.
Agar ABBAS-e-JARRI ka puchti ho tou hum un k Jism k tukray aur BE-SER laashay sarzameen-e-Karbala per chor aanay per majboor kar diay gaye!
Agar Aulaad-e-Hussain ka puchti ho tou wo beemaar naujawan jo shuddat-e-dard ki waja se chalnay per qaadir nahin hai, wohi Hussain k betay ZAIN-ul-ABIDEEN(A.S) hein!
Agar Banaat-e-Ali ka puchti ho, tou MEIN hi ZAINAB BINTE ALI, aur ye UMM-e-KUSLOOM hain.
Hind rotay huay: Wa Amma! Wa Sayyada! Wa Hussaina!
Kaash! Kaash mein andhi hoti Banaat-e-Fatima(S.A) ko is haalat mein na dekhti!
Shuddat-e-Jazbaat mein Hind ne aik pathar apnay ser per maara, jis se khoon jaari hua aur wo ghash kha gayi.
Hind ne Zainab(S.A) ko apnay sarhaanay paaya, jo us se farma rahi theen:
"Hind! utho apnay ghar jao! Aisa na ho tera shauhar Yazeed tujh per ghazab-naak ho!"
Hind: "Khuda ki qasam! Jub tak Aba-Abdullah Hussain ka matam na kar lun, aur Aap Hashmi khawateen ko ghar na le jaun, mein wapas na jaun gi!"
Hind uthi, libaas chaak kiay huay aur ser-barahna Yazeed k pass ayi jo darbaar mein damishq k wuzra aur hawaarion k darmiaan betha hua tha.
Hind: Aye Yazeed! Kia tu ne Ser-e-muqaddas-e-Hussain, farzand-e-Rasool ko darwaza k kinaaray NAIZAY per latkaanay ka hukm dia hai!?
Yazeed jo saltanat, aish o ishrat ka taaj pehnay takht per takkia lagaye baitha tha, achaanak apni zauja ki ghier-mardon k samnay ye haalat dekhi tou maaray gairat k apni jagah se utha aur usay chaadar urhaatay huay bola:
"Khuda lanat karay Ibn-e-Ziyad per, jis ne jald-baazi ki aur Hussain(A.S) ko qatal kia!"
Hind: "Aye Yazeed! Waaye ho tujh per! Meray mutalliq GHAIRAT se kaam letay ho!
Dukhtar-e-Rasool Zahra(S.A) ki betion k mutalliq teri ghairat kaha gayi!?
Tu ne un ki chaadarain cheeneen, aur un muqaddas khawateen ko gali kocha o bazaar mein aashkaar kia, aur unhein zindaanon mein qaid kar k khud chain o sukoon ki neend sona chahtay ho!
Khuda ki Qasam! Jub tak inhein meray saath nahin bhejo ge, mein tumharay ghar mein qadam nahin rakhun gi!"
Is waqiay aur apnay khilaaf aag ki tarah tezi se phailtay hui logon ki nafraton ki waja se yazeed pareshaan rehnay laga, aur usay ahsaas ho gaya k jis ALLAH aur RASOOL k naam ko dabanay aur Jis Deen k khaatmay k khuwab Us k baap daada ne dekhay thay, wo Aal-e-Rasool ko qatal kar k bhi buri tarah nakaam ho raha hai aur qareeb hai k jazbaat aur nafrat mein koi us k khilaaf baghaawat khari kar k us ka khaatma kar de lihaaza bil-aakhir wo Aseeraan-e-karbala se buri tarah wehshat khaanay laga, aur kuch din pehlay tak jin ka mazaq uraya karta tha, aur un se lutf andoz hota tha, ko Riha karnay k baray mein sochnay laga, ta-k us ki hakoomat bachi rahay.

3:57
|
1:14
|
11:12
|
6:29
|
Manqabat 2014/1435 - Quran - Br. Ali Safdar - Urdu
Subject : Manqabat : Qasida : Hamd 2014/1435
Kalam : Jaye Namaz e Fikar pr Rakha Huwa Quran hai
Recited : Br. Ali Safdar

10:20
|
Video Tags:
Naseme-Zingi,,Kin,,Bemariyou,,main,,Razah,,Na,Rakah,,Jaye
1:44
|
Video Tags:
Amrica,,Per,,Aitimad,,Na,,Kia,,Jaye,,Rehber,,Inqilabi,,Islami,,Sahar,,Urdu,,News
1:02
|
Video Tags:
Amrica,,Ki,,Wada,,,Khalfi,,Ka,,Jawab,,Diya,,Jaye,,ga,,Ali,,Akber,,Wilaieti,,Sahar,,Urdu,,News
2:05
|
Video Tags:
Amrica,,ko,,IAEA,,Per,,Apni,,Khawhishat,,Musllat,,Karnay,,Ki,,Ejazat,,Nahi,,di,,Jaye,,Gi,,Sahar,,Urdu,,News
2:04
|
Video Tags:
Itemi,,Mohiday,,Say,,Nikalnay,,Ki,,Sorat,,Main,,Amrica,,Alag,,Thalag,,Per,,Jaye,,ga,,Sahar,,Urdu,,News