10:32
|
0:40
|
Agar woh mosalman kehlane walay hein tou bhai - Off The Record - 22nd January 2014 - Part 7/14 - Urdu
Agar woh (Dehshat Gard) mosalman kehlane walay hein tou bhai khudkash hamlay(Dehshat Gardi) Deobandi ulma nay bhi haram qara diye Ahle Hadees ulma nay bhi haram qara diye Shia ulma...
Agar woh (Dehshat Gard) mosalman kehlane walay hein tou bhai khudkash hamlay(Dehshat Gardi) Deobandi ulma nay bhi haram qara diye Ahle Hadees ulma nay bhi haram qara diye Shia ulma nay bhi haram qara diye hein aur Sunni ulma nay bhi haram qara diye hein jab haram hein tou ap kon se Firqae kon se maslad se taluq rakhte hein hum tou onsay yeh pochte hein agar ap kisi aik ko bhi mante hein jisa bazahir sab ko pata hai yeh aik firqay se taluq rakhte hein tou bhai kam se kam apne ulma ki baat hi mann k tobaa karlo hatiyar daldo khuda k liye Pakistan bohat mushkil se bana tha Pakistan ko tabha na karo barbaad na karo.
Off The Record - 22nd January 2014
More...
Description:

2:08
|
5:38
|
Mehdi Zaheer - Hum Mustafavi Hein-Old Muslim Unity Song-Urdu
I cannot forget the days when Islamic Summit held in Pakistan and this chorus was playing daily on PTV. I donot know if Mehdi Zaheer ever sang I cannot forget the days when Islamic Summit held in...
I cannot forget the days when Islamic Summit held in Pakistan and this chorus was playing daily on PTV. I donot know if Mehdi Zaheer ever sang I cannot forget the days when Islamic Summit held in Pakistan and this chorus was playing daily on PTV. I donot know if Mehdi Zaheer ever sang other song? But this is fact with this song he became immortal. Just listen how impressive is his performance and how strong are the lyrics of this song. This is the song adressing the Muslim Ummah. SubhanAllah

1:01
|
5:38
|
4:00
|
3:03
|
1:41
|
6:46
|
0:46
|
8:40
|
4:24
|
Nakhun Kis tarteeb k saath kate jae? | kis din nakhun katne se beemaria door ho jati hein | Urdu
Nakhun Kis tarteeb k saath kate jae? | kis din nakhun katne se beemaria door ho jati hein
ناخن کاٹنے کے آداب
ناخن کیسے کاٹنے چاہییں؟
کس دن ناخن...

کس دن ناخن کاٹنے سے جسم سے بیماریاں دور ہو جاتی ہیں؟
کیوں نہ زندگی کا ہر کام ایسے کریں کہ کام بھی ہو جائے اور ثواب بھی مل جائے
مولانا محمد حسن رضا سیفی عفی عنہ

3:26
|
Dehshat Gardi - Off The Record 22nd January 2014 - Part 1/14 - Urdu
Agar woh (Dehshat Gard) mosalman kehlane walay hein tou bhai khudkash(Dehshat Gardi) hamlay Deobandi ulma nay bhi haram qara diye Ahle Hadees ulma nay bhi haram qara diye Shia ulma...
Agar woh (Dehshat Gard) mosalman kehlane walay hein tou bhai khudkash(Dehshat Gardi) hamlay Deobandi ulma nay bhi haram qara diye Ahle Hadees ulma nay bhi haram qara diye Shia ulma nay bhi haram qara diye hein aur Sunni ulma nay bhi haram qara diye hein jab haram hein tou ap kon se Firqae kon se maslad se taluq rakhte hein hum tou onsay yeh pochte hein agar ap kisi aik ko bhi mante hein jisa bazahir sab ko pata hai yeh aik firqay se taluq rakhte hein tou bhai kam se kam apne ulma ki baat hi mann k tobaa karlo hatiyar daldo khuda k liye Pakistan bohat mushkil se bana tha Pakistan ko tabha na karo barbaad na karo.

Description of Yazeeds wife "Hind" [URDU]
Qafla-e-Hussaini ko Damishq laye janay ke kuch dinon baad aik aurat Yazeed ki biwi Hind k pass ayi aur kaha:
"Kuch qaidi laye gaye hain jin mein aksariat aurton ki hai. Lakin mujhe maloom nahin...
Qafla-e-Hussaini ko Damishq laye janay ke kuch dinon baad aik aurat Yazeed ki biwi Hind k pass ayi aur kaha:
"Kuch qaidi laye gaye hain jin mein aksariat aurton ki hai. Lakin mujhe maloom nahin k wo kon hain. behtar hai k aap ayen aur haqeeqat maloom karein".
Hind Uthi aur Umda libaas pehna, chaadar orhi aur khaadma ko hukm dia k qaid-khanay mein us k liay kursi lagayi jaye.
Hind Kursi per baith gayi.
Bibi Zainab(S.A) ne ghaur se is aurat ki taraf dekha tou pehchaan lia k ye Hind binte Abdullah hai, jo arsa pehlay Ameer-ul-Momineen(A.S) k ghar mein khaadma thi.
Bibi Zainab(S.A) ne Bibi Umm-e-Kulsoom(S.A) se farmaya:
"Kia aap ne pehchaana, ye Hind Binte Abdullah hain"
Donon bibion ne khaamoshi se apnay saron ko neechay jhuka lia ta-k Hind un ki taraf mutawajja na ho. Lakin Hind ghaur se bibion ko dekh rahi thi, is liay agay barh kar pucha:
"Behen, aap donon ne apas mein guftugoo kar k apnay saron ko jhuka lia, kia koi khaas baat hai?"
Bbion ne koi jawab na dia.
Hind: "Behen, aap kis ilaaqay se hain?"
Sani-e-Zahra(S.A) khamosh na reh sakeen aur farmaya:
"Hum Madina k rehnay walay hein".
Hind ne suna tou ahtraman khari ho gayi aur kaha:
"Kia aap Madina walon ko jaanti hain!?"
Zainab(S.A): "Aap kin Madina walon k mutalliq daryaft karna chahti hain?"
Hind: "Mein apnay aaqa Imam Ali(A.S) k gharanay k mutalliq daryaft karna chahti hun"
Zainab(S.A): "Tum ALI(A.S) k gharaanay ko kaisay jaanti ho?"
Hind (Imam ki yaad mein ashk-bar hotay huay):
"Mein us ghar mein khaadma thi, aur kaam kia karti thi. Mujhe Us ghar se bauhat muhabbat hai"
Zainab(S.A): Tum Us ghar k kin afraad ko jaanti ho?
Hind: Mein Imam Ali(A.S) ki aulaad ka haal maloom karna chahti hun. Mein Hussain(A.S), Aulaad-e-Hussain(A.S) aur Imam ki paak-baaz sahabzaadion ka haal ahwaal aur khairiat maloom karna chahti hun.
Zianab(S.A) - rotay huay:
"Aye Hind! Agar Aal-e-Ali k mutalliq puchti ho tou suno!
Hum(Aulaad-e-Ali) Madina chor chukay hain aur Un ki Aal ki shahadaton ki khabar Madina pohnchaanay k muntazir hein.
Agar HUSSAIN ki haalat se ba-khabar hona chahti ho tou suno! Yazeed k samnay jo ser maujood hai jis se wo lutf-andoz hota hai, wo HUSSAIN ka ser hai.
Agar ABBAS-e-JARRI ka puchti ho tou hum un k Jism k tukray aur BE-SER laashay sarzameen-e-Karbala per chor aanay per majboor kar diay gaye!
Agar Aulaad-e-Hussain ka puchti ho tou wo beemaar naujawan jo shuddat-e-dard ki waja se chalnay per qaadir nahin hai, wohi Hussain k betay ZAIN-ul-ABIDEEN(A.S) hein!
Agar Banaat-e-Ali ka puchti ho, tou MEIN hi ZAINAB BINTE ALI, aur ye UMM-e-KUSLOOM hain.
Hind rotay huay: Wa Amma! Wa Sayyada! Wa Hussaina!
Kaash! Kaash mein andhi hoti Banaat-e-Fatima(S.A) ko is haalat mein na dekhti!
Shuddat-e-Jazbaat mein Hind ne aik pathar apnay ser per maara, jis se khoon jaari hua aur wo ghash kha gayi.
Hind ne Zainab(S.A) ko apnay sarhaanay paaya, jo us se farma rahi theen:
"Hind! utho apnay ghar jao! Aisa na ho tera shauhar Yazeed tujh per ghazab-naak ho!"
Hind: "Khuda ki qasam! Jub tak Aba-Abdullah Hussain ka matam na kar lun, aur Aap Hashmi khawateen ko ghar na le jaun, mein wapas na jaun gi!"
Hind uthi, libaas chaak kiay huay aur ser-barahna Yazeed k pass ayi jo darbaar mein damishq k wuzra aur hawaarion k darmiaan betha hua tha.
Hind: Aye Yazeed! Kia tu ne Ser-e-muqaddas-e-Hussain, farzand-e-Rasool ko darwaza k kinaaray NAIZAY per latkaanay ka hukm dia hai!?
Yazeed jo saltanat, aish o ishrat ka taaj pehnay takht per takkia lagaye baitha tha, achaanak apni zauja ki ghier-mardon k samnay ye haalat dekhi tou maaray gairat k apni jagah se utha aur usay chaadar urhaatay huay bola:
"Khuda lanat karay Ibn-e-Ziyad per, jis ne jald-baazi ki aur Hussain(A.S) ko qatal kia!"
Hind: "Aye Yazeed! Waaye ho tujh per! Meray mutalliq GHAIRAT se kaam letay ho!
Dukhtar-e-Rasool Zahra(S.A) ki betion k mutalliq teri ghairat kaha gayi!?
Tu ne un ki chaadarain cheeneen, aur un muqaddas khawateen ko gali kocha o bazaar mein aashkaar kia, aur unhein zindaanon mein qaid kar k khud chain o sukoon ki neend sona chahtay ho!
Khuda ki Qasam! Jub tak inhein meray saath nahin bhejo ge, mein tumharay ghar mein qadam nahin rakhun gi!"
Is waqiay aur apnay khilaaf aag ki tarah tezi se phailtay hui logon ki nafraton ki waja se yazeed pareshaan rehnay laga, aur usay ahsaas ho gaya k jis ALLAH aur RASOOL k naam ko dabanay aur Jis Deen k khaatmay k khuwab Us k baap daada ne dekhay thay, wo Aal-e-Rasool ko qatal kar k bhi buri tarah nakaam ho raha hai aur qareeb hai k jazbaat aur nafrat mein koi us k khilaaf baghaawat khari kar k us ka khaatma kar de lihaaza bil-aakhir wo Aseeraan-e-karbala se buri tarah wehshat khaanay laga, aur kuch din pehlay tak jin ka mazaq uraya karta tha, aur un se lutf andoz hota tha, ko Riha karnay k baray mein sochnay laga, ta-k us ki hakoomat bachi rahay.

3:07
|
Mufti ki Dehshat Gardon se himayat doo imann walay giroh - Off The Record - Part 10/14 - Urdu
Mufti ki Dehshat Gardon se himayat doo imann walay giroh mann rahay hein aur Kisas giroh k liye nahin hai
Jo Rasool SAW se Mohabbat nahin karahay hein wohi Dehshat Gardi Karahay hein
Off...
Mufti ki Dehshat Gardon se himayat doo imann walay giroh mann rahay hein aur Kisas giroh k liye nahin hai
Jo Rasool SAW se Mohabbat nahin karahay hein wohi Dehshat Gardi Karahay hein
Off The Record - 22nd January 2014
More...
Description:
Mufti ki Dehshat Gardon se himayat doo imann walay giroh mann rahay hein aur Kisas giroh k liye nahin hai
Jo Rasool SAW se Mohabbat nahin karahay hein wohi Dehshat Gardi Karahay hein
Off The Record - 22nd January 2014
Qasida Mubarak hein mahina ye mubarak - urdu sub french
Manqabat on the importance of Mahe Shabaan and the wiladats of this month in urdu with translation into french
Qassida relatant l'importance du mois de Shaban et rappelant les diffrents wiladats...
Manqabat on the importance of Mahe Shabaan and the wiladats of this month in urdu with translation into french
Qassida relatant l'importance du mois de Shaban et rappelant les diffrents wiladats de ce mois
Realise par l'equipe de khoja TV

Video Tags:
Sayyida
Zainab,
naat,
song,
kasida,
anasheed,
qassida,
nasheed,
kassida,
Abbas,
qasida,
Fatima
Zahra,
Shabaan,
Shaban,
mois,
mubarak,
benediction,
fete,
celebration,
wiladat,
Imam
Ali,
Imam
Husain
11:45
|
0:41
|
4:56
|
[Short Clip] کیا تمام فقہاء ولی فقیہ کے تابع ہیں؟ | Fuqaha Wali Faqih K Taby | Dr Zahid Ali Zahidi | Urdu
مختصر کلپ
کیا تمام فقہاء ولی فقیہ کے تابع ہیں؟
Kiya Tamam Fuqaha Wali Faqih K Tabay Hein?
مقرر: ڈاکٹر زاہد علی زاہدی
نوٹ: مکمل...

نوٹ: مکمل ویڈیو دیکھنے کیلئے نیچے دیئے گئے لنک پر کلک کریں۔
https://www.youtube.com/watch?v=RiAY1SQOj_o

6:38
|
8:46
|
[Short Clip] Topic: کیا دو یا زائد ولی فقیہ ہو سکتے ہیں؟ | Dr Zahid Ali Zahidi | Urdu
مختصر کلپ
کیا دو یا زائد ولی فقیہ ہو سکتے ہیں؟
Kiya 2 Ya Zaid Wali Faqih Ho Saktay Hein?
مقرر: ڈاکٹر زاہد علی زاہدی
نوٹ: مکمل...
مختصر کلپ
کیا دو یا زائد ولی فقیہ ہو سکتے ہیں؟
Kiya 2 Ya Zaid Wali Faqih Ho Saktay Hein?
مقرر: ڈاکٹر زاہد علی زاہدی
نوٹ: مکمل ویڈیو دیکھنے کیلئے نیچے دیئے گئے لنک پر کلک کریں۔
http://www.shiatv.net/video/1852598324