[Nauha] Hum Ae Hain Denay K Liye Apko (s) Pursa | Dasta e Imamia | Album 2020/1442 | Urdu
Description:||بسم اللہ الر حمن الرحیم||
Kalam | Hum Ae Hain Denay K Liye Apko (s) Pursa
Reciter | Waseem Ul...
Read...
Kalam | Hum Ae Hain Denay K Liye Apko (s) Pursa
Reciter | Waseem Ul Hasan Abidi
Poet | Ustad E Muhtaram DR Hilal Naqvi
Audio | ODS
Video | IMH
Chorus | Own Rizvi & Co.
Creatives | Dasta SMT
Follow Us At:
Facebook | SoundCloud | Instagram | Twitter | Telegram | WhatsApp
Lyrics:
Ya Zehra s.a Ya Zehra s.a (×4)
Hum aayen hain dene ke liye Aapko pursa
Yeh khoon-E-Jigar khud hai Azadaaroun ka Noha
Ya Zehra s.a Ya Zehra s.a (×3)
Pursa jou hamara hai yeh ashqoun ki zabani
Matam ki saadoun mae hai aik dard bayani
Noha bhi Azadari-E-Dil ki hai nishani (×2)
Lafzoun se bhi hota hai ayaan nala o girya
Ya Zehra s.a Ya Zehra s.a (×3)
Pursay ke liye aaye hain saray jou Payamber
Is tarha se rotay hain ke khud Aap hain muztar
Hai Shor-E-Buqa haaye Meray Sayyed-O-Sarwar (×2)
Hilti hai zameen kanpta hai Arsh-E-Mualla
Ya Zehra s.a Ya Zehra s.a (×3)
Yasrab se chali thi jou Yeh Kunbay ki Sawari
Khud Rooh-E-Ali a.s dard se tarpi kai bari
Aur Aap s.a tou hamrah thi karti howi zaari (×2)
Maqtal mae bhi dekha tou ajab haal mae dekha
Ya Zehra s.a Ya Zehra s.a (×3)
Haaye woh qayamat ki ghari Sham-E-Ghareeban
Bikhra tha Sar-E-Khaak har aik Bibi ka samaan
ZAsghar a.s ka sulaghta howa jhoola sar-E-maidaan (×2)
Woh teeroun se chalni Shah-E-Mazloom ka kurta
Ya Zehra s.a Ya Zehra s.a (×3)
Jab doob gaya Aapke Kunbay ka Safeena
Bachoun ke liye hogaya aik roog yeh jeena
Kis haal mae thi haaye Ruqaiyya O Sakina a.s (×2)
Aati thi sada bain ki Baba Meray Baba
Ya Zehra s.a Ya Zehra s.a (×3)
Kyun Khoon-E-Jigar Chasm-E-Aza se na rawaan ho
Manzar yeh qayamat ka bhala kaise bayaan ho
Qatil bhi ho khanjar liye aur samnay Maa ho (×2)
Is tarha kisi ko Tah-E-Shamsheer na dekha
Ya Zehra s.a Ya Zehra s.a (×3)
Hain Aap s.a jou girya tou sabhi log hain girya
Roti hai zameen arsh bhi hai chak giraebaan
Aankhen bhi Azadaaroun ki aashqoun se hain ghaltaan (×2)
Har lamha ada krti hain aankhen yeh fareeza
Ya Zehra s.a Ya Zehra s.a (×3)
Hum se hai Hilal aaj Muharram ka taqaza
Ban jaye yeh Gham apna Gham-E-Fatima Zehra s.a
Pohanchen ge qayamat mae bhi parhtay howe Noha (×2)
Hogi Sar-E-Mehshaar yeh Azadari-E-Maula a.s
Ya Zehra s.a Ya Zehra s.a (×4)
دستئہِ امامیہ کراچی
#Muharram2020 #DastaeImamia #Album2020
Description:
||بسم اللہ الر حمن الرحیم||Kalam | Hum Ae Hain Denay K Liye Apko (s) Pursa