15:30
|
5:09
|
7:06
|
5:08
|
Video Tags:
janabe,zainab,Ustaad,sibt-i-Jaafar,Recited,This,Manqabat,At:Mehfil-e-Midhate,Massomin(a.s),At:Bargahe,Alamdar,Rawalpindi,Dated:15,Shaban,1433,7th,July,2012,Manqabat:Agar,Na,Hoteen,Janabe,Zainab(s.a),By:Ustaad,Sibt-i-Jaafar,
33:36
|
1:07
|
19:20
|
HAWZA VLOGS #2 | Agar Mujhe COVID-19 Hojae | Learning Religion, The Most URGENT Thing To Do - Urdu
HAWZA VLOGS #2 | Agar Mujhe COVID-19 Hojae | Learning Religion, The Most URGENT Thing To Do
So many people are dying in front of us on a daily basis, maybe me might die too (God Forbid)....
HAWZA VLOGS #2 | Agar Mujhe COVID-19 Hojae | Learning Religion, The Most URGENT Thing To Do
So many people are dying in front of us on a daily basis, maybe me might die too (God Forbid). The question is what we should do if we know that Death is so Near to us?
Please Post Your Opinions Or Questions in the Comment Box below!
facebook.com/shaykhhaniraza
instagram.com/shaykhaniraza
More...
Description:

1:59
|
Agar Meri Taraf Sy Tumhary Paas Hidayat Aye! | Ayaat-un-Bayyinaat | Hafiz Muhammad Haider Naqvi | Urdu
اگر میری طرف سے تمہارے پاس ہدایت آئے! || آیاتٌ بیّناتٌ || سورۃ بقرہ آیت ۳۸ || حافظ سید محمد حیدر نقوی
Agar Meri Taraf Sy...
اگر میری طرف سے تمہارے پاس ہدایت آئے! || آیاتٌ بیّناتٌ || سورۃ بقرہ آیت ۳۸ || حافظ سید محمد حیدر نقوی
Agar Meri Taraf Sy Tumhary Paas Hidayat Aye! || Ayaat-un-Bayyinaat || Surah-e-Bqra Ayat 38 || Hafiz Syed Muhammad Haider Naqvi
قُلْنَا اهْبِطُوا مِنْهَا جَمِيعًا ۖ فَإِمَّا يَأْتِيَنَّكُم مِّنِّي هُدًى فَمَن تَبِعَ هُدَايَ فَلَا خَوْفٌ عَلَيْهِمْ وَلَا هُمْ يَحْزَنُونَ ﴿٣٨﴾
#KhudaKiTarafSyHidayat #Ayaat_un_Bayyinaat #SyedMuhammadHaiderNaqvi

3:17
|
Ye Zalim Agar Masjidon Main Aaien Bhi Tu Khof Ki Halat Main! | Ayaat-un-Bayyinaat | S Haider Naqvi | Urdu
یہ ظالم اگر مسجدوں میں آئیں بھی تو خوف کی حالت میں! || اِن کے لیے دُنیا میں رُسوائی اور آخرت میں دردناک عذاب ہے!...
یہ ظالم اگر مسجدوں میں آئیں بھی تو خوف کی حالت میں! || اِن کے لیے دُنیا میں رُسوائی اور آخرت میں دردناک عذاب ہے! || آیاتٌ بیّناتٌ || سورۃ بقرہ آیت ۱۱۴ || حافظ سید محمد حیدر نقوی
Ye Zalim Agar Masjidon Main Aaien Bhi Tu Khof Ki Halat Main! || In Kay Liay Duniya Main Ruswaie Aur Akhirat Main Dardnak Azab Hay! || Ayaat-un-Bayyinaat || Surah-e-Bqra Ayat 114 || Hafiz Syed Muhammad Haider Naqvi
وَمَنْ أَظْلَمُ مِمَّن مَّنَعَ مَسَاجِدَ اللَّـهِ أَن يُذْكَرَ فِيهَا اسْمُهُ وَسَعَىٰ فِي خَرَابِهَا ۚ أُولَـٰئِكَ مَا كَانَ لَهُمْ أَن يَدْخُلُوهَا إِلَّا خَائِفِينَ ۚ لَهُمْ فِي الدُّنْيَا خِزْيٌ وَلَهُمْ فِي الْآخِرَةِ عَذَابٌ عَظِيمٌ ﴿١١٤﴾
Spread the message!
Share this video!
#Masjid #Ayaat_un_Bayyinaat #SyedMuhammadHaiderNaqvi

6:56
|
0:40
|
Agar woh mosalman kehlane walay hein tou bhai - Off The Record - 22nd January 2014 - Part 7/14 - Urdu
Agar woh (Dehshat Gard) mosalman kehlane walay hein tou bhai khudkash hamlay(Dehshat Gardi) Deobandi ulma nay bhi haram qara diye Ahle Hadees ulma nay bhi haram qara diye Shia ulma...
Agar woh (Dehshat Gard) mosalman kehlane walay hein tou bhai khudkash hamlay(Dehshat Gardi) Deobandi ulma nay bhi haram qara diye Ahle Hadees ulma nay bhi haram qara diye Shia ulma nay bhi haram qara diye hein aur Sunni ulma nay bhi haram qara diye hein jab haram hein tou ap kon se Firqae kon se maslad se taluq rakhte hein hum tou onsay yeh pochte hein agar ap kisi aik ko bhi mante hein jisa bazahir sab ko pata hai yeh aik firqay se taluq rakhte hein tou bhai kam se kam apne ulma ki baat hi mann k tobaa karlo hatiyar daldo khuda k liye Pakistan bohat mushkil se bana tha Pakistan ko tabha na karo barbaad na karo.
Off The Record - 22nd January 2014

اگريہ آخری دور ھو تو؟ -If it is the End of Ghaibat-E-Imam Day 3 Part 1 by AMZ – Urdu
October 2008- Sensitive time, Yemen’s situation, Financial system
How to help each others, Get together for food, Can we do the same practice of saving money in West. Buying things in bulk...
October 2008- Sensitive time, Yemen’s situation, Financial system
How to help each others, Get together for food, Can we do the same practice of saving money in West. Buying things in bulk
Transport, packing industry, 20% owner on Iran is Imam Raza’s Haram (a.s), Right Investment, Don’t eat too much
Agar Ya Ghaibat ka akhri doar ho Day 3 Part I

6:46
|
12:44
|
7:45
|
10:39
|
9:31
|
[Manqabat] Agar Imam-e-Zamaa aa Gaey tou Kiya hoga | Br. Waseem ul Hasan | Mah-e-Ramzaan 1441 - Urdu
Ijtema Aamal-e-Shab-e-Qadar
اجتماعی اعمال شب قدر
Manqabat: Agar Imam-e-Zamaa (atfs) aa Gaey tou Kiya hoga
Reciter: Br. Waseem ul Hasan
Date: 16 May 2020 | 22nd...
Ijtema Aamal-e-Shab-e-Qadar
اجتماعی اعمال شب قدر
Manqabat: Agar Imam-e-Zamaa (atfs) aa Gaey tou Kiya hoga
Reciter: Br. Waseem ul Hasan
Date: 16 May 2020 | 22nd Ramzaan-ul-Mubarak 1441

10:31
|
Agar Imam-e-Zamana (as) Aajaen Aur Hamare Bacho Ki Tarbiyati Haalat Dekh Len...! - Urdu
Tarbiyat-e-Aulad Ya Tarbiyat-e-Walidein - - - 21st Century Mein Tarbiyat Kese Karen?
Jab Bhi Tarbiyat ki baat aati hai, zehen mein \'\'Tarbiyat-e-Aulad\'\' ka topic aata hai, lekin question yeh...
Tarbiyat-e-Aulad Ya Tarbiyat-e-Walidein - - - 21st Century Mein Tarbiyat Kese Karen?
Jab Bhi Tarbiyat ki baat aati hai, zehen mein \'\'Tarbiyat-e-Aulad\'\' ka topic aata hai, lekin question yeh hai ke sab se Pehla Step kiya hai? Tarbiyat-e-Aulad Ya Tarbiyat-e-Khud?
Agar Imam-e-Zamana (as) Aajaein aur Humare Bacho Ki Tarbiyati Haalat Dekh Len........!
InshAllah in jese Topics aur Questions ko Weekly Sunday Videos mein Highlight Karenge
Please Share you\'re Comments & Opinions on This Topic

4:28
|
4:29
|
Agar Imam Hussain A.S. Karbala na Jatay? | Ayatullah Abulfazl Bahauddini | Farsi sub Urdu
Agar Imam Hussain A.S. Karbala na Jatay?
Speaker : Ayatullah Abulfazl Bahauddini
اگر امام حسین کربلا نہ جاتے؟
مقرر: نمائندہ ولی فقیہ آیت اللہ...
Agar Imam Hussain A.S. Karbala na Jatay?
Speaker : Ayatullah Abulfazl Bahauddini
اگر امام حسین کربلا نہ جاتے؟
مقرر: نمائندہ ولی فقیہ آیت اللہ ابوالفضل بہاالدینی
پیشکش: مدارس امامیہ پاکستان

Description of Yazeeds wife "Hind" [URDU]
Qafla-e-Hussaini ko Damishq laye janay ke kuch dinon baad aik aurat Yazeed ki biwi Hind k pass ayi aur kaha:
"Kuch qaidi laye gaye hain jin mein aksariat aurton ki hai. Lakin mujhe maloom nahin...
Qafla-e-Hussaini ko Damishq laye janay ke kuch dinon baad aik aurat Yazeed ki biwi Hind k pass ayi aur kaha:
"Kuch qaidi laye gaye hain jin mein aksariat aurton ki hai. Lakin mujhe maloom nahin k wo kon hain. behtar hai k aap ayen aur haqeeqat maloom karein".
Hind Uthi aur Umda libaas pehna, chaadar orhi aur khaadma ko hukm dia k qaid-khanay mein us k liay kursi lagayi jaye.
Hind Kursi per baith gayi.
Bibi Zainab(S.A) ne ghaur se is aurat ki taraf dekha tou pehchaan lia k ye Hind binte Abdullah hai, jo arsa pehlay Ameer-ul-Momineen(A.S) k ghar mein khaadma thi.
Bibi Zainab(S.A) ne Bibi Umm-e-Kulsoom(S.A) se farmaya:
"Kia aap ne pehchaana, ye Hind Binte Abdullah hain"
Donon bibion ne khaamoshi se apnay saron ko neechay jhuka lia ta-k Hind un ki taraf mutawajja na ho. Lakin Hind ghaur se bibion ko dekh rahi thi, is liay agay barh kar pucha:
"Behen, aap donon ne apas mein guftugoo kar k apnay saron ko jhuka lia, kia koi khaas baat hai?"
Bbion ne koi jawab na dia.
Hind: "Behen, aap kis ilaaqay se hain?"
Sani-e-Zahra(S.A) khamosh na reh sakeen aur farmaya:
"Hum Madina k rehnay walay hein".
Hind ne suna tou ahtraman khari ho gayi aur kaha:
"Kia aap Madina walon ko jaanti hain!?"
Zainab(S.A): "Aap kin Madina walon k mutalliq daryaft karna chahti hain?"
Hind: "Mein apnay aaqa Imam Ali(A.S) k gharanay k mutalliq daryaft karna chahti hun"
Zainab(S.A): "Tum ALI(A.S) k gharaanay ko kaisay jaanti ho?"
Hind (Imam ki yaad mein ashk-bar hotay huay):
"Mein us ghar mein khaadma thi, aur kaam kia karti thi. Mujhe Us ghar se bauhat muhabbat hai"
Zainab(S.A): Tum Us ghar k kin afraad ko jaanti ho?
Hind: Mein Imam Ali(A.S) ki aulaad ka haal maloom karna chahti hun. Mein Hussain(A.S), Aulaad-e-Hussain(A.S) aur Imam ki paak-baaz sahabzaadion ka haal ahwaal aur khairiat maloom karna chahti hun.
Zianab(S.A) - rotay huay:
"Aye Hind! Agar Aal-e-Ali k mutalliq puchti ho tou suno!
Hum(Aulaad-e-Ali) Madina chor chukay hain aur Un ki Aal ki shahadaton ki khabar Madina pohnchaanay k muntazir hein.
Agar HUSSAIN ki haalat se ba-khabar hona chahti ho tou suno! Yazeed k samnay jo ser maujood hai jis se wo lutf-andoz hota hai, wo HUSSAIN ka ser hai.
Agar ABBAS-e-JARRI ka puchti ho tou hum un k Jism k tukray aur BE-SER laashay sarzameen-e-Karbala per chor aanay per majboor kar diay gaye!
Agar Aulaad-e-Hussain ka puchti ho tou wo beemaar naujawan jo shuddat-e-dard ki waja se chalnay per qaadir nahin hai, wohi Hussain k betay ZAIN-ul-ABIDEEN(A.S) hein!
Agar Banaat-e-Ali ka puchti ho, tou MEIN hi ZAINAB BINTE ALI, aur ye UMM-e-KUSLOOM hain.
Hind rotay huay: Wa Amma! Wa Sayyada! Wa Hussaina!
Kaash! Kaash mein andhi hoti Banaat-e-Fatima(S.A) ko is haalat mein na dekhti!
Shuddat-e-Jazbaat mein Hind ne aik pathar apnay ser per maara, jis se khoon jaari hua aur wo ghash kha gayi.
Hind ne Zainab(S.A) ko apnay sarhaanay paaya, jo us se farma rahi theen:
"Hind! utho apnay ghar jao! Aisa na ho tera shauhar Yazeed tujh per ghazab-naak ho!"
Hind: "Khuda ki qasam! Jub tak Aba-Abdullah Hussain ka matam na kar lun, aur Aap Hashmi khawateen ko ghar na le jaun, mein wapas na jaun gi!"
Hind uthi, libaas chaak kiay huay aur ser-barahna Yazeed k pass ayi jo darbaar mein damishq k wuzra aur hawaarion k darmiaan betha hua tha.
Hind: Aye Yazeed! Kia tu ne Ser-e-muqaddas-e-Hussain, farzand-e-Rasool ko darwaza k kinaaray NAIZAY per latkaanay ka hukm dia hai!?
Yazeed jo saltanat, aish o ishrat ka taaj pehnay takht per takkia lagaye baitha tha, achaanak apni zauja ki ghier-mardon k samnay ye haalat dekhi tou maaray gairat k apni jagah se utha aur usay chaadar urhaatay huay bola:
"Khuda lanat karay Ibn-e-Ziyad per, jis ne jald-baazi ki aur Hussain(A.S) ko qatal kia!"
Hind: "Aye Yazeed! Waaye ho tujh per! Meray mutalliq GHAIRAT se kaam letay ho!
Dukhtar-e-Rasool Zahra(S.A) ki betion k mutalliq teri ghairat kaha gayi!?
Tu ne un ki chaadarain cheeneen, aur un muqaddas khawateen ko gali kocha o bazaar mein aashkaar kia, aur unhein zindaanon mein qaid kar k khud chain o sukoon ki neend sona chahtay ho!
Khuda ki Qasam! Jub tak inhein meray saath nahin bhejo ge, mein tumharay ghar mein qadam nahin rakhun gi!"
Is waqiay aur apnay khilaaf aag ki tarah tezi se phailtay hui logon ki nafraton ki waja se yazeed pareshaan rehnay laga, aur usay ahsaas ho gaya k jis ALLAH aur RASOOL k naam ko dabanay aur Jis Deen k khaatmay k khuwab Us k baap daada ne dekhay thay, wo Aal-e-Rasool ko qatal kar k bhi buri tarah nakaam ho raha hai aur qareeb hai k jazbaat aur nafrat mein koi us k khilaaf baghaawat khari kar k us ka khaatma kar de lihaaza bil-aakhir wo Aseeraan-e-karbala se buri tarah wehshat khaanay laga, aur kuch din pehlay tak jin ka mazaq uraya karta tha, aur un se lutf andoz hota tha, ko Riha karnay k baray mein sochnay laga, ta-k us ki hakoomat bachi rahay.

0:39
|
dua e marefate imam recited by syedeh sussan zare
As Salam Alaikum,Please upload dua e marefate Imam on your website..Thankyou.
Syed Hassan Zare
DUA-E-MARIFAT:
Please Read this Dua as much as possible and let us teach our young ones also so...
As Salam Alaikum,Please upload dua e marefate Imam on your website..Thankyou.
Syed Hassan Zare
DUA-E-MARIFAT:
Please Read this Dua as much as possible and let us teach our young ones also so that they will always be guided in life by Allah swt,our Holy Prophet s.a.w.s peace be upon him and the Hujjat and the Vicergent of Allah s.w.t on earth Imam Mahdi a.t.f.s.who is Our 'RAHBARE DUNIYA WA DEEN'
Ya Allah, Tu mujhay Apni Zaat ko pehchanwa dey, kyun kay agar Tu ne mujhay Apni Zaat ko nahi pehchanwaya tou mein Teray Rasoolallah SAWAW ko nahi pehchan sakon ga.
Ya Allah, Tu mujhay Apnay Rasoolallah SAWAW ko pehchanwa dey, kyun kay agar Tu ne mujhay Apni Rasoolallah SAWAW ko nahi pehchanwaya tou mein Teri Hujjat ASWS ko nahi pehchan sakon ga.
Ya Allah, Tu mujhay Apni Hujja ASWS ko pehchanwa dey, kyun kay agar Tu ne mujhay Apni Hujjat ASWS ko nahi pehchanwaya tou mein apnay Deen se behak jaon ga.
"O Allah introduce Your self to me
For,if you do not introduce Your self to me, I will not recognize Your Prophet (saws).
O Allah make me recognize Your Prophet(saws)
because if I do not recognize Your Prophet (saws),I will not recognize Your Proof [Imam (as)].
For,if you do not make me recognize Your Proof,I will deviate from my religion"
Maula Ali (ASWS) said:
When I want to talk to the Almighty Allah, I offer Namaz
When I want the Almighty Allah to talk with me, I read Quran-e-Pak
Rabbay Sallay Ala Muhammadin Wa Aal-e-Muhammadin Wa-Ajjil Farajahum, Ajjal Allah o Ta'alah Farajak Wa Sehal Allaho Ta'alah Makhrajak Wa Zahoorak Wa Rehmatullah-e-Wa-Barakatahu

3:26
|
Dehshat Gardi - Off The Record 22nd January 2014 - Part 1/14 - Urdu
Agar woh (Dehshat Gard) mosalman kehlane walay hein tou bhai khudkash(Dehshat Gardi) hamlay Deobandi ulma nay bhi haram qara diye Ahle Hadees ulma nay bhi haram qara diye Shia ulma...
Agar woh (Dehshat Gard) mosalman kehlane walay hein tou bhai khudkash(Dehshat Gardi) hamlay Deobandi ulma nay bhi haram qara diye Ahle Hadees ulma nay bhi haram qara diye Shia ulma nay bhi haram qara diye hein aur Sunni ulma nay bhi haram qara diye hein jab haram hein tou ap kon se Firqae kon se maslad se taluq rakhte hein hum tou onsay yeh pochte hein agar ap kisi aik ko bhi mante hein jisa bazahir sab ko pata hai yeh aik firqay se taluq rakhte hein tou bhai kam se kam apne ulma ki baat hi mann k tobaa karlo hatiyar daldo khuda k liye Pakistan bohat mushkil se bana tha Pakistan ko tabha na karo barbaad na karo.